SHAGIRDeIQBAL
Age: 37
4467 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45
Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan
Status : Offline |
riabest said:logon hi baton pe dehan ni dena chahiye insan chahe jis bhi roop main ho bht se log aetraz kerte hn bht se pasand kerte hn.logon ki baton ka asar le ker apni pehchan badal lena ya khud ko badal lena akalmandi ni hoti riabest said:duniya jismani aziyat bi deti h zehni aziyat bi deti h.bt ye hoti h k hm logon ki baton ko kitna pick kerte hn riabest said:agr wakhi iqbal ka shagird bnna h to aziyat sehne ki himat honi chahiye. allama iqbal ne jb apni book shikwa likhi thi tb un pe bi bht aetrazat kiye gae the unhn bi aziyat hui ho gi kuch bnne ke lye kuch sehna parta h medan chor dena akalmandi ni aziyaton ka samna kerna chahiye ria apki sab baten theek hen lekin is men buzdili wali bat nahi he q k q k bizdil wo hota he jo assan rasty se hi manzil tak jana chahta he, or mushkil rasty pe chalny se ghbrata he jab bahadur wo hota he jo har hal men apni manzil tak jana chahta he chahy us kliey kitny hi rasty q na change krny paren wo krta he, or agr manzil hasil krny k liiey usy kisi se darna parry to dar bhi jata he q k us k us dar men bhi uski manzil ka rasta hota he, or sab se bahadur wo hota he jo mazil pe pohnchny apni zat pe aik bhi daagh na lagny dy , r yad rkhna daagh or zakhm men fark hota he, daagh buzdil ko lagta he or zakham bahadur ko....
no likes.
|