Forums > Poetry / Ghazal Corner > =kahani Pakistan ki=
Hussainkhalid


Age: 28 Male
4291 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Subject : =kahani Pakistan ki=
"kahani Pakistan ki" qabil-e-etraz thi halat insan ki quaid ne sambhal li phir nao muslman ki iqbal ne dekha ik khuwab tha tabeer hui os khuwab ki de kr qurbani lakhon jaan ki janon tha aur ishq tha iss dharti ki bunyadon mein tab mili pehchan thi iss dais ko pakistan ki ...................... phir chiragh bujh gaye waqar key muslim sadaqat se hut gaye tareekh ka safar ruk gya tehzeeb key paon cut gaye mehnat, azmat, yaqeen, amal peham ye quaid ka farmana tha qadar nahi ki iss qaum ne quaid key farmaan ki jalandhary ne likha tha ye pak ser zameen hai aaj yahan sulagti hai laash har muslman ki abdul qadeer ki soch ne askari khud kafalat di larzay parbat jo dharti key cut gaye hath duman nagri key ser utha key jeeti thi ye dharti baqi daison mein phir aaj kyon jhuki hai gurdan har naujawaan ki yahan jyalay baasi bastay thay haq pe mertey thy, cutatay thay phir aaj kyon bik gai rooh adam-e-insaan ki shar jaltay hain, tootatay hain log merte hain, bumb phootatay hain aaj koi sunta kyon nahi pukaar har dard mandaan ki ............................... nahi kuch bigra abhi, kah qadam berhao barho agay, surraya tak le jao nao sab kuch hai iss dais mein yeh Allah ka ehsaan hai dhoondh lo phir wohi aaqabi rooh Iqbal key nau jawan ki laro, dat jao haq-o-batil k agay phir dekho kahkashan choway gi ye dharti Pakistan ki mayoos nah ho aye insaan kah subah-e-nau bhi aye gi her simat chandni chaye gi bas apna aap sudhaar lo har soch badal jaye gi naye chshmay poothain gay mohabbaton aur ulfaton key ofaq pe chaye gi kiran naye mahtaab ki phir se likhi jaye gi "Taeekh" ik naye Pakistan ki
[bgcolor=#003399][/bgcolor]

no likes.

Posted on May, 05 2013 07:13:20 PM


jabir1


Age: 28 Male
4485 days old here
Total Posts: 1324
Points : 91

Location:
Mardan/MAYAR, Pakistan

Status : Offline
wah wah kya kahani hain yarrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrr

no likes.

Posted on May, 08 2013 10:17:05 PM

farhanFB


Age: 33 Male
4225 days old here
Total Posts: 51
Points : 42

Location:
jamshoro, Pakistan

Status : Offline
waaaaah hussainkhalid kiyaaa kahani sunaiiii hai gooooood

no likes.

Posted on May, 08 2013 11:06:46 PM

jabir1


Age: 28 Male
4485 days old here
Total Posts: 1324
Points : 91

Location:
Mardan/MAYAR, Pakistan

Status : Offline
main ab pori parhi hain very niceeeeeeeeeeeeeeeee

no likes.

Posted on May, 09 2013 03:50:51 PM

Hussainkhalid


Age: 28 Male
4291 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
thanks jabir bhai pura parhne ka boht shukrya

no likes.

Posted on May, 09 2013 04:29:47 PM

khuramms


Age: 41 Male
4708 days old here
Total Posts: 5939
Points : 224

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Hussain... bohat copy pasting karta hai ... yaar....

no likes.

Posted on May, 09 2013 04:32:25 PM

Hussainkhalid


Age: 28 Male
4291 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
ok.

no likes.

Posted on May, 09 2013 04:40:51 PM

jabir1


Age: 28 Male
4485 days old here
Total Posts: 1324
Points : 91

Location:
Mardan/MAYAR, Pakistan

Status : Offline
thats good Hussain bhai keep it up

no likes.

Posted on May, 11 2013 09:42:26 AM

Hussainkhalid


Age: 28 Male
4291 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
thankss jabir bhai ji pasnd krny k lye thnks

no likes.

Posted on May, 11 2013 01:09:15 PM

jabir1


Age: 28 Male
4485 days old here
Total Posts: 1324
Points : 91

Location:
Mardan/MAYAR, Pakistan

Status : Offline
YOU WELLCOME HUSSAIN BHAI

no likes.

Posted on May, 14 2013 04:54:15 PM

hearthackervsgirls


Age: 40 Male
4171 days old here
Total Posts: 2292
Points : 11973

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Khalid bhai copy paste kerte hue itna to khail kya karian k koi extra chez to copy nahi ho rhi.

no likes.

Posted on July, 28 2013 04:35:19 AM

Tayyab96


Age: 28 Male
4620 days old here
Total Posts: 3434
Points : 149

Location:
Gujranwala, Pakistan

Status : Offline
Is Qadar Musalsal Thee.n Shiddatain Judayi Ki
Aaj Pheli Baar Os Se Mein Ne Bewafaayi Ki

Warna Ab Talak Yun Tha Khwahishon Ki Barish Mein
Ya Tou Toot Kar Roya Ya Ghazal Saraayi Ki

Taj Dia Tha Kal Jin Ko Ham Ne Teri Chaahat Mein
Aaj Un Se Majbooran Taaza Aashnaayi Ki

Ho Chala Tha Jab Bhi Mujh Ko Ikhtilaaf Apnay Aap Se
TU Ne Kis Gharri Zaalim Meri Hamnawaayi Ki ?

Tark Kar Chukay Qaasid Ko-e-Na-Muraada.n Ko
Kon Ab Khabar Laaway Sheher-e-Aashnaayi Ki ?

Tanz-o-Taana-o-Tohmat Sab Hunar Hain Na Siha Ke
Aap Se Koi Poochay Ham Ne Kia Buraayi Ki ?

Phir Qafas Mein Shor Utha Qaidyon Ka Aur Sayyaad
Dekhna Urra De Ga Phir Khabar Rihaayi Ki

Dukh Howa Jab Os Dar Pe Kal “Faraz” Ko Dekha
Laakh Aib Thay Os Mein Khuu Na Thi Gadaayi Ki

no likes.

Posted on August, 30 2013 12:58:53 PM

hearthackervsgirls


Age: 40 Male
4171 days old here
Total Posts: 2292
Points : 11973

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
yar pakistan ki kahini buhat hi sad hai, pakistan dob rha hai.

no likes.

Posted on September, 02 2013 09:40:02 AM

shadabnaqvi1


Age: 31 Male
4252 days old here
Total Posts: 1135
Points : 373

Location:
attock, Pakistan

Status : Offline
a jayen ham nazar jo koi dam bahut hai yan
mohlat basan-e-barq-o-sharar kam bahut hai yan

yak lahza sina kobi se fursat hamein nahin
yani ki dil ke jane ka matam bahut hai yan

ham rah rawan-e-rah-e-fana der rah chuke
waqfa basan-e-subh koi dam bahut hai yan

hasil hai kya siwaye tarai ke dahar mein
uth asman tale se ke shabnam bahut hai yan

is butkade mein mani ka kis se karen sawal
adam nahin surat-e-adam bahur hai yan

ajaz-e-isawi se nahin bahs ishq mein
teri hi bat jan-e-mujassim bahut hai yan

mere hilak karne ka gam hai abas tumhen
tum shad zindagani karo gam bahut hai yan

shayad ke kam subh tak apana khinchena ?Mir?
ahawal aj sham se darham bahut hai yan

no likes.

Posted on September, 02 2013 10:08:22 PM

hearthackervsgirls


Age: 40 Male
4171 days old here
Total Posts: 2292
Points : 11973

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
khalid bhai pakistan ki kahani to buhat hi duhk barii hai.

no likes.

Posted on October, 30 2013 10:58:30 AM

usman95


Age: 34 Male
4043 days old here
Total Posts: 2472
Points : 57

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Shaam-e-Fursat Dhalay, Hum Nahi Chahatay,
Ghum Say Fursat Milay, Hum Nahi Chahatay.....

Phir Naya Waar Sehne Ko taiyyar Hain,
Tu Parayshan Rahay, Hum Nahi Chahate.....

Aaj Aansoo Bahanay say, Mut Roko,
Aaj Barish Thumay, Hum Nahi Chahatay.....


no likes.

Posted on November, 02 2013 09:04:36 AM

malibhutta73


Age: 51 Male
4121 days old here
Total Posts: 4777
Points : 179

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
what a information gives by mr. khalid hussain. r u shia???

no likes.

Posted on November, 22 2013 11:22:25 AM

wajahat786


Age: 31 Male
4237 days old here
Total Posts: 2662
Points : 325

Location:
attock, Pakistan

Status : Offline
very good hussain bhai...keep it up..

no likes.

Posted on November, 22 2013 05:09:54 PM

Rohama


Age: 30 Female
4460 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Un k pyaar ki hifazat kuch is tarha se ki hum ne
Jab kabhi kisi ne piyar se dekha to nazren jhuka li hum ne

no likes.

Posted on January, 09 2014 02:28:39 AM

Rohama


Age: 30 Female
4460 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
majboori ye kesi? Zindagi ye kesi?
Hona tha Humein kun juda?
Door ho rahe hain, Khud se keh rahe hain,
Mil rahi Humein kun saza

no likes.

Posted on January, 09 2014 02:32:12 AM

Rohama


Age: 30 Female
4460 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Roodad-e-qafas yaad, na andaz-e-fughan Yaad,
Jo beet gai, beet gai, ab wo kahan yad,

Tum bhool gaey hum ko to kya is me ta'ajjub,

Is dour me karta ha kisay, kon, kahan yad,

Kafi thi tabahi k liye gardish-e-dauran,

Tum aisay me kyun aa gaey ae JAN-E-JAHAN yad,

Apnay say raqabat ka ye aalam ha k toba,

Hum bhool gaey Khud ko, wo aaye hein jahan yad,

Maazi k dareechay say kabhi jhank k dekho,

Shayed tumhein aa jaey mera naam-o-nishan yad.

no likes.

Posted on January, 10 2014 01:38:36 AM