Subject : pehali... sb ko ans dena hoga ok 30 Bande (peoples) 1 Hotel main Khana khaane jaate hain Hotel ka Malik (owner) kehta hai ke aap 30 Bande ho is liye hum aap ko khaane cheap dain ge Is liye aap 2 bande 1 Pound main khaa loIs tarah is tarah 2 Bande 1 pound main khana khaate hain to 15 Pound ho jaate hain. Calculations...30/2=15 Phir Hotel ka Owner kehta hai ke aap ab 15 Pounds de do Phir un main se 1 banda kehta hai ke hum ne shaam ko bhi aana hai is liye hum shaam ko saare paise Ikathe de dain ge Woh Owner kehta hai theek hai To jab woh Shaam ko aate hain tab wohi banda kehta hai ke Aap ne subha khaana bohat mehanga (expensive) lagaya thaa is liye ab aur Cheap karo Woh owner kehta hai OK theek hai Subha ke aap ke 15 Pounds hain aur Ab aap 1 pound main 3 bande khaana khaa lo To woh kehte hain theek hai aur woh khaana khaa late hain Ab kya hota hai ke ke Total shaam ke khaane ke 10 Pounds ban jaate hain Calculation....30/3=10 To woh Owner kehta hai ke Subha aap ke 15 Pounds bane thai ab aap ke 10 pounds hain 15+10=25 ab aap 25 pounds de do Un main se aik banda kehta hai ke nahin 25 pounds nahin bante...balke 24 Pounds bante hain BATAIN YEH 24 POUNDS KAISE BANE...????
no likes.
|