Saim44
Age: 34
4258 days old here
Total Posts: 2775
Points : 11
Location:
Attock, Pakistan
Status : Offline |
well ye question kafi bar pehly bhi pocha gya he, asl men iski 2 , 3 rezns hen 1st, jis date ko phansi ka hukm sunaya jata he mujrim ko next day ka suraj niklny tak zinda rkhna hota h q k wo uska haq he sza jis din deni hoti he us din tak usko zinda rakha jata he or next day ka suraj niklny se pehly usko phansi di jati he ta k wo muqarar krda tym se pehly na phansi dia jay or na usky bad, 2nd, us waqt aam log so rhy hoty hen is tra ziada se ziada logon se phansi ko poshida rkha jata he, 3rd, phansi deny waly ko pehly nai btaya jata k usko is rat k forn bad subo k wqt phansi di jay gi ta k wo rat men so sky araam kr sky,,,shagird bilkul thk kha ap ne
no likes.
|