SHAGIRDeIQBAL
Age: 37
4465 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45
Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan
Status : Offline |
ustaadg said:Oh Paa SHAGIRDeIQBAL Islam ko just Arab ya Arabic language tak limited na karo. jab k humaray Nabi Pak (PBUH) ka farman hai k "kasi Arab ko kasi Ajam (Non Arabic) per koi ahmiyat (Importance) hasail nhi" ustaadg said:and for ur kind information Kafan (shroud) ko Arabic mn kuch or kehtay hn fro prove photo attach kar raha hu negative socuh rakhnay say personality b negative ho jati hai ustaadg said:
log theek kehty hen behs bhi kisi aqal waly se krni chahiey, mera comment parh len mene ye likha tha k english men kafan ko shroud hi kehty hen lekin ye word just kafan k liey nai blky lpetny ya cover krny k meanings men bhi use hota he, or ustaad ji gussa to apko koi or he wo seedhi tra nikaal lo is tra orton waly tany deny ka kia faida or soch kiski nagtive he ye mujhy boht achi tra se pta he or kisi k kehny se kisi ki personality men koi frk nai prta izzat zillat ALLAH k hath men he tumhary ya mery hath men hoti to mene pta nai ab tak kia se kia kr dena tha, or bat sirf itni thi k kafan arabic ka word he or hr hr complete language men koi na koi esy words zror hoty hen jinka kisi or language men koi jorr torr to lgaya ja skta he mgr uska mutbadil nai hota ye kafan bhi us words men se aik he agr shroud ust kafan k liey hota to or kisi jga use na hota, haspania k jo sipahi jang men mrty thy to unko shahi tor pe aik chandi k work ka bna hua aik taboot men dafn kia jata tha or taboot k ander malmal jisko bolty hen uska kapra bhi un pe pehnaya jata tha lekin us kapry ki bjay wo us taboot ko shroud kehty thy is k ilawa or bhi kafi jaghon pe ye word use hota he, or dosri bat ye k bat to language ki ho ri he or tum arbi ko ajmi pe koi fzeelat nai he ye bat suna rahy ho iska language se kia taluq he NABI kareem s.a.w.w ki is hadees mubarka ka mtlb bhi nai pta apko to, agr ye bat he to ALLAH ne farmata he k ham ne is QURAN ko sab se behtreen zuban men nazil farmaya , phir ab kidhr gai dosri languages? agr esi bat he to, ap mujy is arabic words ki english btao, tasbeeh, zakaat, roza, hajj, namaz e janaza, azaan, nafal, farz , wuzu, or namaz or dua ki english bhi, ab jo next comment kro gay soch smjh k krna usky bad men tumhari hr bat k jwab don ga, jis chez ka na pta ho us men behs nai krni chahiey,, or kisi se koi gila shikwa ho to sedhi tra nikalna chahiey, pehly bhi mery aik comment k bad tumne thora jalus qism ka reply dia tha mgr mene ignor kia q k kehty hen jahal se behs krna aqlmand logon ka kam nai, tery teachers ki bhi itni education nai hogi jitni meri he, main agr simple sa show krta hon khud ko to iska ghalt faida nai utha skta koi, koi bat buri lagy to mind na krna, jab behs ho to esa hota hi he...
no likes.
|