Forums > Religion > Hazrat Ali (R.A) Urdu quotes
Hussainkhalid


Age: 28 Male
4291 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Subject : Hazrat Ali (R.A) Urdu quotes
Agar Kisi Ka Zarf Aazmana Ho To Us Ko Zyada Izzat Do, Woh AALA Zarf Hua To Aap Ko Aur Zyada Izzat Dega Aur KAM Zarf Hua To Khud Ko AALA Samjhe Ga.
Hazrat Ali (R.A)

no likes.

Posted on March, 24 2013 10:25:27 PM


Hussainkhalid


Age: 28 Male
4291 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Hazarat Ali (RA) Ne Farmaya 1: Sub Se Barri Bahaduri "Sabar"
2: Sub Se Barri Balaa Na "Umidi"
3: Sub Se Barri Tafrih "Masrufiyat"
4: Sub Se Barra Ustaad "Tajruba"
5: Sub Se Barra Nafaa Neik "Olaad"
6: Sub Se Barra Tofha "Darguzzar" Karna
7: Sub Se Barra Sarmaya "khud Aitmadi" OR
8: Sub Se Barra Raaz "Mout" Hai.

no likes.

Posted on March, 24 2013 10:31:02 PM

Hussainkhalid


Age: 28 Male
4291 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
APNO KO HAMSHA APNAY HONE KA EHSAS DILAO.... WARNA ...WAQAT AAP KE APNO KO AAP K BINA JENA SIKHA DEGA.... [HAZRAT ALI A.S]

no likes.

Posted on March, 24 2013 10:32:25 PM

Hussainkhalid


Age: 28 Male
4291 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Hazrat Ali (R.A ) Ny Farmaya : Jisnay Kisi Ko Akele Mai Nasihat Ki Usne Ussay Sanwar Diya Or Jsnay Kisi Ko Sab K Samnay Nasihat Ki Usne Usko Mazeed Bigaar Diya.

no likes.

Posted on March, 24 2013 10:36:24 PM

Hussainkhalid


Age: 28 Male
4291 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Hmesha Sach Bolo Ta?K Tumhen Qsam Khane Ki Zrorat Na Pare ?Hazrat Ali R.A.

no likes.

Posted on March, 24 2013 10:50:12 PM

Hussainkhalid


Age: 28 Male
4291 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Allah ne Farishton ko sirf AQAL di hy
magr khawahishat nahi de hain. Aur
janwaroo ko khawahishat de hai
magr AQAL nahi de hy.Aur insan ko ye
dono chizain de hain.Lihaza jis ki AQAL
us k khawahish pe galib aajaye wo Farishtoo se behtar hai.Aur jis ki
khawahish us ke AQAL pe galib aajaye
wo janwar se badtar hy.
(Hazrat ALI R.A)

firefly like this.

Posted on March, 25 2013 01:30:08 AM

Hussainkhalid


Age: 28 Male
4291 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Hazrat Ali (R.A) Said…
Jis ka bartao achha hota hay wo apni qaum se
daaimi muhabbat hasil kar leta hay.


no likes.

Posted on March, 25 2013 01:32:08 AM

Hussainkhalid


Age: 28 Male
4291 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Apno Ki Koi Bat Buri Lge To Khamosh
Ho Jao Agr Wo Apna Hy To Smjh Jaye Ga Or Agr Na Smjhe To Tm
Smjh Lena K Wo Tmhara Apna Nhi. HAZRAT ALI R.A

no likes.

Posted on March, 25 2013 01:33:24 AM

Hussainkhalid


Age: 28 Male
4291 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Zindgi man kbi halat k Sath samjhota
krna pare tu ghabrana mat “Dost” Jhukta wohi ha Jis man Jan hoti ha Akarna tu Mudy ki pehchan hoti ha
Hazrat ALI ( A.S)


no likes.

Posted on March, 25 2013 01:34:28 AM

Hussainkhalid


Age: 28 Male
4291 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Mushkilat Hamesha Behtreen Logon K
Hisy Mai Atey Hain,
Q K Wo Us Ko Bhetreen Tariqay Se
Anjaam Denay Ki Salahiat Rakhtay
Hain?
HAZRAT ALI (R.A.) ………

no likes.

Posted on March, 25 2013 01:36:34 AM

Hussainkhalid


Age: 28 Male
4291 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Hazrat Ali (R.A) Said…
Jab kisi dil pasand cheez ki qadr barh
jati hay to us kay kho jany ki museebat bhi barh
jati hay.


no likes.

Posted on March, 25 2013 01:38:00 AM

Hussainkhalid


Age: 28 Male
4291 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Jo Tumhari “QADAR” Nahe Krta Tum
Uski Aur Bhe Ziada “QADAR” Kro, Qk
“ZINDGE” K Kisi Mor Par Use Tumhari
“QADAR” Ka “AHSAS” Zaror Hoga
Hazrat ALI (R.S)


no likes.

Posted on March, 25 2013 01:39:47 AM

khuramms


Age: 41 Male
4708 days old here
Total Posts: 5939
Points : 224

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Chalo bhai Start hogayee Copy pasting

no likes.

Posted on March, 25 2013 11:27:13 AM

Hussainkhalid


Age: 28 Male
4291 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
bhai agr koi poetry ghazals post krta h to wo b c0py paste hi hota hai na aur hum to Hazrat Ali R A ke quotes post kr rahain hain wo b islamic achay achay quotes inko ap c0pý pasting keh rahy ho han hum manten h ye c0py paste kiya gya h par agr k0i achi batain share krta h to unko ap c0py paste keh rahy ho aur agr koi poetry ya ghazal post krta h to ap unpe c0ments krty wah kya poetry h wah kya ghazal hai bs yr apki mrzi hai bhai.

no likes.

Posted on March, 25 2013 01:53:26 PM

Hussainkhalid


Age: 28 Male
4291 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Tum Kisi Ko Chaho Or
Woh Tumain Thukra
Day To Yah Us Ke Bad
Nasibi Hai. Or Us K Bad
tum us ko Zabardasti
Apnana Chaho To Yah Tumheray Nafs Ki
Zillat hy

no likes.

Posted on March, 25 2013 03:58:33 PM

Hussainkhalid


Age: 28 Male
4291 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Din ko rizk ki talash
karo or raat ko usay
talash karo jo tumhai
rizk deta hy

no likes.

Posted on March, 25 2013 03:59:40 PM

Hussainkhalid


Age: 28 Male
4291 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Yeh zindagi 2 din ki
hai 1 din tumharay
haq mai aur 1 din
tumharay mukhaalif
Jis din tumharay haq
mai ho us din ghuroor mat kerna aur jis din
tumharay mukhaalif
ho us din sabr karna.

no likes.

Posted on March, 25 2013 04:01:02 PM

Hussainkhalid


Age: 28 Male
4291 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Tum acha karo aur
zamana bura
samjhay , yeh
tumharay haq mai
behter hai bajaye is k
tum bura karo aur zamana tum ko acha
samjhay.

no likes.

Posted on March, 25 2013 04:02:43 PM

Hussainkhalid


Age: 28 Male
4291 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Lambi umeedoon se
perhaiz kia karo,
kyon k yeh dosri
naimtoon ko Tumhari
nazar mai haqeer
bana deti hain aur tum unki shukar
guzari nahi kertay.

no likes.

Posted on March, 25 2013 04:04:12 PM

Hussainkhalid


Age: 28 Male
4291 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Jub tum dunya ki
muflisi se tung aajao
aur rizq ka koi rasta
na niklay Tu sadqa de
ker ALLAH se tijarat
karo.

no likes.

Posted on March, 25 2013 04:05:17 PM

Hussainkhalid


Age: 28 Male
4291 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Apnay dushman ko
hazar mouqa do k
woh tumara dost ban
jaye. LEKIN apna dost
ko 1 bhi moqa na do k
woh tumara dushman ban jaiy.

no likes.

Posted on March, 25 2013 04:06:39 PM