Forums > Masti Box! > Ghazal
maryprincess60


Age: 37 Female
5041 days old here
Total Posts: 202
Points : 138

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Subject : Ghazal (closed)




no likes.

Posted on March, 10 2011 05:04:49 PM


riabest


Age: 33 Female
4479 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
gulami ki barkat samajhne lgen
asiron ko aesi rahai na de

no likes.

Posted on June, 18 2013 01:07:50 PM

riabest


Age: 33 Female
4479 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
khuda aese aehsas ka name h
rahe samne or dikhai na de

no likes.

Posted on June, 18 2013 01:09:46 PM

riabest


Age: 33 Female
4479 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
raat katti rahi chand dhalta raha
aatish.e.ishk main koi jalta raha

no likes.

Posted on June, 18 2013 01:11:16 PM

riabest


Age: 33 Female
4479 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
ghar ki tanhaiyan dil ko dasti rahen
koi bechen karwat badalta raha

no likes.

Posted on June, 18 2013 01:12:57 PM

riabest


Age: 33 Female
4479 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
aas.o.umeed ki shamma roshan rahi
ghr ki dalheez oi takta raha

no likes.

Posted on June, 18 2013 01:14:39 PM

riabest


Age: 33 Female
4479 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
raat bhr chandani gungunati rahi
raat bhr koi tanha sisakta raha

no likes.

Posted on June, 18 2013 01:17:00 PM

riabest


Age: 33 Female
4479 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
aashk palkon pe a ke bikharte rahe
naam lab pe is ka larazta raha

no likes.

Posted on June, 18 2013 01:19:50 PM

riabest


Age: 33 Female
4479 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
aaj phr raat ho gai basar
aaj phr koi khud se ulajhta raha

no likes.

Posted on June, 18 2013 01:21:11 PM

khuramms


Age: 41 Male
4740 days old here
Total Posts: 5939
Points : 224

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
riabest said:

gulami ki barkat samajhne lgen
asiron ko aesi rahai na de

riabest said:

khuda aese aehsas ka name h
rahe samne or dikhai na de

riabest said:

raat katti rahi chand dhalta raha
aatish.e.ishk main koi jalta raha

riabest said:

ghar ki tanhaiyan dil ko dasti rahen
koi bechen karwat badalta raha

riabest said:

aas.o.umeed ki shamma roshan rahi
ghr ki dalheez oi takta raha

riabest said:

raat bhr chandani gungunati rahi
raat bhr koi tanha sisakta raha

riabest said:

aashk palkon pe a ke bikharte rahe
naam lab pe is ka larazta raha


Ria 1 saath hi poetry paste kar deteen aap

no likes.

Posted on June, 18 2013 01:26:17 PM

Saim44


Age: 34 Male
4286 days old here
Total Posts: 2775
Points : 11

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
itrat anti ne ikathe ku nai kiye ye mujhe pta hai

no likes.

Posted on June, 18 2013 08:29:10 PM

Awais148


Age: 30 Male
4308 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
kia hua khurram bhai points banane hon gy is liye aisa kiya ho ga

no likes.

Posted on June, 19 2013 09:16:21 AM

Maliksheraz


Age: 36 Male
4420 days old here
Total Posts: 1065
Points : 15

Location:
attock, Pakistan

Status : Offline
*"Bari "Ajeeb" Hy
"Is "Nadan "DIL
Ki Khwahish

"IQBAL"

Aamaal "Dozak" K Hain Magar
Talaash
Jannat Ki He..

no likes.

Posted on June, 19 2013 11:27:37 AM

Maliksheraz


Age: 36 Male
4420 days old here
Total Posts: 1065
Points : 15

Location:
attock, Pakistan

Status : Offline

Main ne kaha zara jhoot to bolo,,,

Wo muskura k bolay, bohat yaad aatay ho tum..!

no likes.

Posted on June, 19 2013 11:29:31 AM

Maliksheraz


Age: 36 Male
4420 days old here
Total Posts: 1065
Points : 15

Location:
attock, Pakistan

Status : Offline
"Kaya Rahka Hai Is Gham Bhari Dunia May Nafraton K Siva,

."Chal Khol Apna Mehkhana Hum Tooty Dilon Ka Darbar Sajaaty hain..

no likes.

Posted on June, 19 2013 11:36:20 AM

riabest


Age: 33 Female
4479 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
mjhe points ki zarurat h kyun k mjhe balance card ki zarurat h is lye alalg alg poety post ker ri hun

no likes.

Posted on June, 19 2013 01:01:25 PM

tariqjavaid


Age: 62 Male
4853 days old here
Total Posts: 5615
Points : 209

Location:
Quetta, Pakistan

Status : Offline
Rishtay Bikhar Rahay Har Aaan Kaisay Kaisay
Dekho Badal Rahay Hain Insaan Kaisay Kaisay

Gullshan Ko Ab Khizaan Ki Kaisay Nazar Lagi Hai
Khaali Parry Hain Harsoo Gulldaan Kaisay Kaisay

Aouqaat Meri Kia Hai Uss Mah-E-Jabeen K Aagay
DIL Jaan Kar Gaye Hain Qurbaan Kaisay Kaisay

Tabeer Ki Tamnaa Ek KhuVaab Hi Rahay gi
Tootay Hain Dil K Kitnay Armaan Kaisay Kaisay

Ikhlaas Ki Tamnaa Say Baaz Ab To Aajaa
Jhelay Hain Mir Tum Nay NuQsaan Kaisay Kaisay

no likes.

Posted on June, 19 2013 02:52:17 PM

tariqjavaid


Age: 62 Male
4853 days old here
Total Posts: 5615
Points : 209

Location:
Quetta, Pakistan

Status : Offline
Firaq-E-yaar ki Barish malaal ka Mousam'
Hamare shehar mein utra kamaal ka Mousam'
Wo ik dua meri jo na'muraad loat aayi,
Zuban se roth gaya phir sawal ka Mousam'
Bohat dinon se mere zehan k darichon mein'
Thehar gaya hai tumhare khayal ka Mousam'
Jo Be-yakeen hon baharein ujarr b sakti hain'
Tu aa k daikh le mere zawal ka Mousam'
Muhabbatein b teri dhoop chaon jaisi hain'
Kabhi ye hijar kabhi ye wisaal ka Mousam
Koi Mila Hi Nahi Jisko Sonpte Dost
Hum Apne Khawab ki Khushbu Khayal ka Mousam..

no likes.

Posted on June, 19 2013 02:57:32 PM

tariqjavaid


Age: 62 Male
4853 days old here
Total Posts: 5615
Points : 209

Location:
Quetta, Pakistan

Status : Offline
Wo Tha Ajeeb Qissa TaQRaaR Karty Karty
Iqraar Kar Gaya Wo Inkaar Karty Karty

Is Piyar Ki Haqiqat Ab Tak Khuli Na Mujh Par
Sab Kuch Ganwa Diya Hai Ye Pyar Karty Karty

Rasty Se Laot Jana Mumkin Nahi Hai Mera
Marna Hai Saath Manzil Ko Paar Karty Karty

Qurbat Men Jo Mila Hai Furqat Men Kho Gaya Hai
Weeraan Ho Gaya Hun Baazaar Karty Karty

Mosam Raqeeb Ban Kar Karwat Badal Raha Hai
Gul Khaar Ban Rahy Hain Mahekaar Karty Karty

Qismat Ki Muflsi Ka Kirdaar Ban Gaya Hun
Ab Thak Chuka Hun Main Ye Kirdaar Karty Karty

Jab Bhi Hoa Adhoora Har Kaam Hi Hua Hai
Har Kaar Rahy Gaya Hai Har Baar Karty Karty

Hai Khushnasibi Meri Wo MeeR Samny Hai
Dam Yun Nikal Hi Jaaey Deedaar Karty Karty

no likes.

Posted on June, 19 2013 02:59:36 PM

tariqjavaid


Age: 62 Male
4853 days old here
Total Posts: 5615
Points : 209

Location:
Quetta, Pakistan

Status : Offline
Juda Tum Se Huey Hn To Kisi Se Hum Nhi Milty
Koi hum Se Mily Bhi To Khushi Se Hum Nhi Milty

Agr Pathar Ho Tum, To Aao Betho Hum B Pathar Hn
Agr Ho Aadmi, To Aadmi Se Hum Nhi Milty

Hum Apni Zaat Mein Sehra Hn Sehraon Se Yaari Hy
Kisi Darya Samandar Ya Nadi Se Hum Nhi Milty

Hmein Murda Dili Tohfy Mein Tum Ne Hi To Bheji Thi
Gila Mat Kr Jo Ab Zinda Dili Se Hum Nhi Milty

Hmari Zindgi Hy wo Agr Uss Ki Khushi hy To
Chalo kuch Roz Apni Zindgi Se Hum Nhi Milty

Faqeeron Ko Faqeeron Ki Rafaqat Raas Aati hy
Sakhi Aaen To Keh Dena Sakhi Se Hum Nhi Milty

no likes.

Posted on June, 19 2013 03:02:55 PM

tariqjavaid


Age: 62 Male
4853 days old here
Total Posts: 5615
Points : 209

Location:
Quetta, Pakistan

Status : Offline
Ay ishq tujhe khuda ka wasta
ya yaar de ya maar de de

Uska Pyaar Nahi To Mujhe Kaza De De
Khuda Tu Meri Zindagi Ko Parda De

Me Bas Nahi Paya Jiske Dil Me
Us Saksh Ko Mere Dil Me Jagha De De

Gar Usko Chahna Khata Hai Meri
Phir Shouk Se Tu Mujhko Saza De De

Ya To Me Jee Saku Uske Bagair
Ya Mujhe Chahne Ki Use Wajha De De

Gar Ho Sake To Mujhe Kaafir Kar De
Nahi To Mujhko Tu Mera Khuda De De

Apni Surat Me Uska Chehra Nazar Aaye
Ya Khuda Mujhko Tu Aisa Aaina De De

Ya Bhuja De Chirag Meri Raaho Ke
Ya Mujhe Meri Manzil Ka Pata De De

no likes.

Posted on June, 19 2013 03:04:26 PM