Forums > Poetry / Ghazal Corner > hafeez hoshyar puri
  • Page 1 of 1
  • 1
SHAGIRDeIQBAL


Age: 37 Male
4478 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Subject : hafeez hoshyar puri
aj unhen kuch is tarah ji khol kar dekha kiye
ek hi lamhe mein jaise umr bhar dekha kiye
dil agar betab hai dil ka muqaddar hai yahi
jis qadar thi ham ko taufiq-e-nazar dekha kiye
khudfaroshana ada thi meri surat dekhna
apne hi jalwe ba-andaz-e-digar dekha kiye
nashanas-e-gam faqat dad-e-hunar dete rahe
ham mata-e-gam ko ruswa-e-hunar dekha kiye
dekhne ka ab ye alam hai koi ho ya na ho
ham jidhar dekha kiye pehron udhar dekha kiye
husn ko dekha hai main ne husn ki khatir ?Hafeez?
warna sab apna hi mear-e-nazar dekha kiye.

no likes.

Posted on November, 09 2012 03:27:35 PM


sahilgee169


Age: 31 Male
4428 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
There are 3 Chambers in my HEART.
1 for PAPA,
1 for MAA,
1 for GOD.
oh! wat about u dear
Sorry no place for u
in my heart........
bcoz friends like u
are my heartbeat..!


no likes.

Posted on November, 12 2012 01:24:29 PM

bawa125


Age: 34 Male
4458 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Hont Paaband Hain Mafhoom
Bayaan Krny Ko...!!!

Koi Samjhy To Ye Ansu Bhi
Zubaan Hoty Hain...

no likes.

Posted on November, 13 2012 11:44:00 AM

riabest


Age: 33 Female
4461 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
itni si baat ne ruswaa kiya mujhe,
Acha tha jo bhi shakhs woh acha laga mujhe,
Barhtey huye pyar ko us din pe waar doon,
Karte they baat baat par jab woh khafaa mujhe,
Ruswaayion ke khauf se woh kyon juda hua,
Uryaan tha us ka jism to woh pehnta mujhe,
Ghairon se poochta raha mere khuloos ko,
Barhtaa suni sunaayi se to dekhta mujhe,
Naadim hoon aik shakhss ko manoos dekh kar,
Na janey kis kheyal se chaha geya mujhe,
Ussi shauq se main aap gir paraa,
Jab yeh suna ke “thaamna saaqi zara mujhe.

no likes.

Posted on November, 13 2012 11:48:26 AM

aarzoo


Age: 32 Female
4461 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
teri muthi mein meri zindagi hai,
Meri aankhon mein teri roshni hai,
Sar-e-shaam firaaqe jane janaa,
Ke jese rooh sholon mein jali hai,
Tumhare sath bhi thi be-sakooni,
Tumhare baad bhi be-kali hai,
Datte hain apni apni zid pe dono,
Anaa raah mein deewaar si khari hai,
Mohabbat ki hai bas itni kahani,
Safar asaan hai, Manzil karri hai,.

no likes.

Posted on November, 13 2012 06:28:25 PM

Lioness


Age: 32 Female
4442 days old here
Total Posts: 607
Points : 142

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
Gaye ho aisi rahon me akela chor kar mujh ko.........
K jin pe thek se mujh ko to chalna b nahi aata........


no likes.

Posted on November, 14 2012 09:42:46 AM

Tayyab96


Age: 28 Male
4634 days old here
Total Posts: 3434
Points : 149

Location:
Gujranwala, Pakistan

Status : Offline
aj unhen kuch is tarah ji khol kar dekha kiye
ek hi lamhe mein jaise umr bhar dekha kiye
dil agar betab hai dil ka muqaddar hai yahi
jis qadar thi ham ko taufiq-e-nazar dekha kiye
khudfaroshana ada thi meri surat dekhna
apne hi jalwe ba-andaz-e-digar dekha kiye
nashanas-e-gam faqat dad-e-hunar dete rahe
ham mata-e-gam ko ruswa-e-hunar dekha kiye
dekhne ka ab ye alam hai koi ho ya na ho
ham jidhar dekha kiye pehron udhar dekha kiye
husn ko dekha hai main ne husn ki khatir ?Hafeez?
warna sab apna hi mear-e-nazar dekha kiye



no likes.

Posted on November, 16 2012 12:07:26 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 37 Male
4478 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Hai shoq-e-safar aisa, ke ek umer se hum ne,
Manzil bhi nahi paayi, rasta bhi nahi badlaa

no likes.

Posted on February, 05 2013 03:59:28 AM

  • Page 1 of 1
  • 1