Forums > Poetry / Ghazal Corner > ahmed kamal
  • Page 1 of 1
  • 1
SHAGIRDeIQBAL


Age: 37 Male
4478 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Subject : ahmed kamal
ajnabi khauf fizaon main basa ho jaise
shahar ka shahar hi aseb zada ho jaise
rat ke pichle pahar ati hain avazain si
dur shahara main koi chiKh raha ho jaise
dar-o-divar pe chai hai udasi aisi
aj har ghar se janaza sa utha ho jaise
muskurata hun pa-e-Khatir-e-ahabab magar
dukh to chehre ki lakiron pe saja ho jaise
ab agar dub gaya bhi to marunga na ?Kamal?
bahte pani pe mera nam likha ho jaise,..

no likes.

Posted on November, 08 2012 02:08:56 PM


aarzoo


Age: 32 Female
4461 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Ghairon se kaha tum ne, Ghairon se suna tum ne,
Kuch hum se kahaa hota, kuch hum se suna hotaa,..

no likes.

Posted on November, 08 2012 02:43:48 PM

sahilgee169


Age: 31 Male
4428 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
Dear parents, you spend the first two years of our lives teaching us to walk and talk. Then you spend the next 16 years telling us to sit down and shutup.

no likes.

Posted on November, 08 2012 04:15:31 PM

riabest


Age: 33 Female
4461 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
Main uske chehre ko dil se utar deti hoon,
Main kabhi kabhi to khud ko bhi mar deti hoon,
Ye mera haq hai ke main usko thora dukh b doon,
Main chahat bhi to use beshumar deti hoon.
Khafaa woh reh nahin sakta lamha bhar bhi,
Mein bohat pehle hi us ko pukaar leti hoon.
Mujhe siwa uske koi bhi kaam nahin soojhta,
Woh jo bhi karta hai, mein sab hisaab leti hoon.
Woh sabhi naaz uthaata hai mein jo bhi kehti hoon,
Woh jo bhi kehta hai, Mein chupke se maan leti hoon...

no likes.

Posted on November, 08 2012 06:07:55 PM

fulllshareef


Age: 34 Male
4458 days old here
Total Posts: 249
Points : 100

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Wo shakhs nazar aey kbhi to usay faqat itna kahna …
Jinko aadi kar diya hy apna…Wo log bht yaad karty hyn,,

no likes.

Posted on November, 08 2012 08:41:14 PM

bawa125


Age: 34 Male
4458 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Itni Khamoshi Se Taluq Tod Diya,
Usey Pehle Batana Chahiye tha!

no likes.

Posted on November, 09 2012 05:26:16 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 37 Male
4478 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Tumhari baat lambi hai daleel’en hain bahanay hain,
Hamari baat itni hai hamari aarzoo tum ho.

no likes.

Posted on November, 09 2012 05:43:13 PM

salubhai169


Age: 31 Male
4459 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Examz se 1 month pehle aane wale 1st ashray ki dua: Ae Allah aaj se padhne ka irada kr rha hn, meri madad krna
2nd ashre ki dua:
Allah jo sawal mein yaad kron sirf wo imthan me aaye’n
Aakhri ashre ki dua:
Ae Allah is bar pass kra de agli bar khoob dil laga k parho’n ga.. ;->

no likes.

Posted on November, 10 2012 09:22:32 AM

sahilgee169


Age: 31 Male
4428 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
Rocking quote by a tired student:
.
.
.
I want a 6 month vacation…
.
.
.
.
.
.
.
.
twice in a year.

no likes.

Posted on November, 10 2012 12:35:19 PM

bawa125


Age: 34 Male
4458 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
haamy paata he mohabbat ke sab thikano ka,,,

shaarek'e'jurm na hoty to mukhbari karty,,,

no likes.

Posted on November, 10 2012 03:26:54 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 37 Male
4478 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Saif yeh din to qayamat ki tarah guzra hai,
Jane kya baat thi, har baat pe rona aaya.

no likes.

Posted on November, 10 2012 08:31:39 PM

aarzoo


Age: 32 Female
4461 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Woh kabhi aankh bhi jhapkey to larzz* jata hoon main,
Mujh ko us se bhi zeyada hai zaroorat uss ki..

no likes.

Posted on November, 10 2012 10:36:50 PM

salubhai169


Age: 31 Male
4459 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Only the open heart receives
LOVE
Only the open mind receives
WISDOM
Only the open hand receives
GIFTS
and...
Only the CUTE 1's receive
MESSAGES From ME!

no likes.

Posted on November, 11 2012 08:48:31 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 37 Male
4478 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Agar Tu Itifakan Mil Bhi Jaye,
Teri Furqat Ke Sadmey Kam Na Honge..

no likes.

Posted on November, 11 2012 07:39:22 PM

aarzoo


Age: 32 Female
4461 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Tujh Ko Kia iLm Tujhe Haarnay Waalay Kuch Log,
Kis Qadar Sakht Nidaamat Se Tujhe Dekhtay Hain..

no likes.

Posted on November, 11 2012 08:45:17 PM

salubhai169


Age: 31 Male
4459 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Laakh miltay hain hum bahanay say
Pyar chupta nahi chupanay say

Ummar guzari hay dar-badar apni
Hum hillay thay zara thikanay say

Aik jadu sa kar gaye mujh par
Kuch makaan thay puranay say

Baat karta raha main us say magar
Baat banti nahi bana'nay say

Ho jo mumkin to yeh bhi kar dekho
Tum nikalo humain fasanay say

Meri chahat main bhi woh baat na thi
Woh bhi rukhsat hua bahanay say

Yeh bhi rakha hay dhiyaan main hum nay
Teer palta agar nishanay say...!!

no likes.

Posted on November, 12 2012 12:10:55 PM

Tayyab96


Age: 28 Male
4634 days old here
Total Posts: 3434
Points : 149

Location:
Gujranwala, Pakistan

Status : Offline
Udaas shamain, ujarr rastey, kabhi bulayen to laut ana,
Kisi ki ankhon main ratjagon ke azaab ayen to laut ana,
Abhi neyi wadiyon, naye manzron main reh lo magar meri jaan,
Yeh saarey aik aik karke jab tum ko chorr jayen to laut ana,
Naye zamanon ko qurb orrhey, zayeef lamhey, niddhaal yadain,
Tumharey khawbon ke band kamron mein laut ayen to laut ana,
Agar andheron main chorr keer tum ko bhool jayen tumhare sathi,
Aur apni khatir hi apne apne diye jalayen to laut ana,
Meri woh batain to jin pe be’ikhtyaar hanstaa tha khil’khilaa kar,
Bicharney wali meri woh batain kabhi rulaayain to laut ana.

no likes.

Posted on November, 15 2012 02:38:48 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 37 Male
4478 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Ik ghazal meer ki parhta hai parrosi mera,
Ik nammi si meri deewaar main aajati hai.

no likes.

Posted on February, 05 2013 01:36:38 AM

  • Page 1 of 1
  • 1