Forums > Poetry / Ghazal Corner > Mother shairy.
  • Page 1 of 1
  • 1
janipak170


Age: 31 Male
4681 days old here
Total Posts: 212
Points : 132

Location:
Lodran, Pakistan

Status : Offline
Subject : Mother shairy.
Pehli baar jab us ne meri maan ko ami
jaan kaha to,
Mujh ko yu’n mehsoos hua,
Apna sab kuch chorr ke jese,
Ik lamhe mein,
Mera sab kuch us ne apna maan liya hai,
Mujh ko sab kuch jaan liya hai.. …

no likes.

Posted on October, 28 2012 11:00:38 PM


janipak170


Age: 31 Male
4681 days old here
Total Posts: 212
Points : 132

Location:
Lodran, Pakistan

Status : Offline
Waqt ki karri dhoop mein dhaal ban
jati hai,
Mere aansu jo bahe’n to rumaal ban
jati hai, Jis roz maan ki duayain na samait kar
mein nikloon,
Us roz yeh zindagi bhi wabaal ban jati
hai,

no likes.

Posted on October, 28 2012 11:01:23 PM

janipak170


Age: 31 Male
4681 days old here
Total Posts: 212
Points : 132

Location:
Lodran, Pakistan

Status : Offline
Kehta tha na mujh ko pardes bhejo
maan,
Ab mery baghair eid kaisy manao gi
maan, Sab k bety jab aayen ge eid parh ke,
Tum darwazy mein khari takti reh
jaogi maan, Saway’yan jab bantny lago gi mohally
mein,
Tumhari palk aanson se bheeg jaye gi
maan, Sham tak bhi jab na pohnch paonga
ghar,
Tery dil ki dharkan jaisy ruk si jayegi
maan, Eid parh kr jab wapis aaonga duty pe,
Tasali ye dil ko de kr so jaonga maan,
Eid ka kiya hai agly saal phir ajyegi
maan.. …

no likes.

Posted on October, 28 2012 11:02:21 PM

janipak170


Age: 31 Male
4681 days old here
Total Posts: 212
Points : 132

Location:
Lodran, Pakistan

Status : Offline
Meri chahat ka jo jahan hai,
wo meri maan hai,
meri zameen ka jo asman hai,
wo meri maan hai,
mera sub kuch jis k nam hai,
wo meri maan hai, hunsy mere jis k wagood se hai,
wo mery maan hai..

no likes.

Posted on October, 28 2012 11:03:13 PM

janipak170


Age: 31 Male
4681 days old here
Total Posts: 212
Points : 132

Location:
Lodran, Pakistan

Status : Offline
Gaon se akar parhne waley bhool
gaye,
Kis ki maan ne kitna zevar becha tha …

no likes.

Posted on October, 28 2012 11:04:14 PM

saim14399


Age: 31 Male
4701 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Maa Sath ha to saya-e-Qudrat bi sath
ha
Maa k beghair lagy din b raat ha
.
Mein dur jaon to uksa mery sar pe
hath ha Mery liye to meri Maa hi kaynat ha
.
Daaman mein Maa k sirf wafaon k
phool hein
Hum sarey apni Maa k Qadmoon k
dhool hein .
Aulaad k Sitam usey Hass k Qabool
hein
Bachon ko Bakash deina hi Maa k
Usool hein
. Din Raat Us ne Paal Pos k bada kiya
Girney laga to Maa nemuje phir khara
kiya …

no likes.

Posted on October, 29 2012 04:13:06 AM

saim14399


Age: 31 Male
4701 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
seeney se laga kar kaha karti thi maan
mujh ko tu laal hai mera na sataa mujh ko pachtaye ga ik din jab mein chali jaaon
gi naa chahte huye bhi akela chorr jaaon
gi zamaney dikhaye ga garmi ki shidat
tujh ko yaad karke roye ga tu phir mujhko mudaton se meri maa ne seeney se
nahin lagaya ab so gayi khaak main jab kuch kehne
ka waqt aaya …

no likes.

Posted on October, 29 2012 04:14:20 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 37 Male
4499 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Wohi Ishq Jo Tha Kabhi Junoo.n Se Rozgaar Bana Dia
Kaheen Zakham Baich Ke Aa Gaye Kaheen Shair Koi Suna Dia

no likes.

Posted on February, 05 2013 04:01:42 AM

  • Page 1 of 1
  • 1