Forums > Poetry / Ghazal Corner > Saghir Siddiqui
janipak170


Age: 31 Male
4647 days old here
Total Posts: 212
Points : 132

Location:
Lodran, Pakistan

Status : Offline
Subject : Saghir Siddiqui
Utha kar choom li hain chand murjhayi
huyi kaliyan,
Na tum aye tou yoon jashn-e-baharan
karliya mene..

no likes.

Posted on October, 28 2012 10:56:11 PM


rashidfarooqz


Age: 53 Male
5013 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Afsaana hayaat ki takmeel ho gayi
Apno’n ne le liya ke begaano’n ne liya

no likes.

Posted on November, 02 2012 06:53:37 PM

saim14399


Age: 31 Male
4667 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
bk rha hn jinoon ma kia kia kuch
kuch na samjhay khuda karay koi

no likes.

Posted on November, 03 2012 09:15:26 AM

salubhai169


Age: 31 Male
4446 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Woh Dil Ka Bura Na Bewafa Tha
Bas Mujh Say Youn He Bichar Gaya Tha
Har Simt Usi Ka Tazkara Tha
Har Dil Main Woh Jaisey Bas Raha Tha
Main Us Ki Ana Ka Aasra Tha
Woh Mujh Say Kabhi Na Roothta Tha
Main Dhoop K Bina Bhe Jal Raha Tha
Woh Saya-E-Abbar Ban Gaya Tha
Ek Baar Bichar K Jab Mila Tha
Woh Mujh Say Bichar K Roo Para Tha
Kya Kuch Na Us Say Kaha Gaya Tha
Us Nay Toh Laboon Ko See Liya Tha
Woh Chand Ka Humsafar Tha Shayad
Raatoun Ko Tamam Jaghta Tha
Hontoun Main Gulaab Ki Naram Khushboo
Baatoun Main Toh Shehad Gholta Tha
Kehnay Ko Juda Tha Mujh Say Laikin
Woh Meri Ragoon Main Gunjta Tha
Us Nay Jo Kaha, Kya Woh Dil Nay
Inqaar Ka Kis Main Hosla Tha
Youn Dil Main Thi Yaad Us Ki Jaisey
Masjid Main Chiraagh Jal Raha Tha
Mat Pooch Hijaab K Qareenay
Woh Mujh Say Bhi Kam Hi Khul Saka Tha
Is Din Mera Dil Bhi Tha Pareshan
Woh Bhi Merey Dil Say Kuch Khafa Tha
Main Bhi Tha Dara Hua Sa Laikin
Rang Us Ka Bhi Kuch Ura Ura Tha
Ek Khoof Sa Hijar Ki Rutoon Ka
Dono Pay Moheet Ho Chala Tha
Ek Raah Say Main Bhi Tha Gurayzaan
Ek Moor Pay Woh Bhi Ruk Gaya Tha
Ek Pal Main Chapak Gain Jo Aankhain
Manzar Woh Manzar Doosra Tha
Soocha Toh Tehar Gayee Zamanay
Dekha Toh Woh Door Ja Chuka Tha
Qadmoun Say Zameen Sirak Gai Thi
Suraj Ka Bhi Rang Sanwla Tha
Chaltay Huey Loog Bhi Ruk Gayee Thay
Thehra Hua Shehar Ghoomta Tha
Sehmay Huey Pair Kanptay Thay
Pattoon Main Hiraas Rengta Tha
Rakhta Tha Main Jis Main Khuwab Apnay
Woh Kanch Ka Ghar Chatakh Gaya Tha
Hum Dono Ka Dukh Tha Aik Jaisa
Ehsaas Magar Judda Judda Tha..

no likes.

Posted on November, 03 2012 02:07:29 PM

bawa125


Age: 34 Male
4445 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline

Wo kehti hai tumhen mujh se,
Mohabbat is qader kyon hai?
K main ek aam si larrki,
Tumhen kyon khaas lagti hon?


no likes.

Posted on November, 03 2012 05:32:13 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5013 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Bholi nahin woh qos-e-qazaah ki si surtain
Saghir tumhain to mast dheyaano’n ne le liya..

no likes.

Posted on November, 04 2012 01:06:52 AM

saim14399


Age: 31 Male
4667 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Mujhe Khabar Hai Ke Kia Hai Judaaion
Ka Azaab
Ke Mein Ne Shaakh Se Gul Ko Bichartay
Dekha Hai

no likes.

Posted on November, 04 2012 08:05:16 AM

salubhai169


Age: 31 Male
4446 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Kon aaye ga ab aay dil tujh ko tasalli denay,
Teri udas tabiyat ki khabar kis ko hai…..!

no likes.

Posted on November, 04 2012 03:47:17 PM

bawa125


Age: 34 Male
4445 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Mat Karna Kabi Bhi Ghurur Apne App Par Ae .. “DostOn” .. Na Jane Khuda Ne

Tere Aur Mere Jese Kitne “Mitti Se Bana K Mitti Main Milae Hain”

no likes.

Posted on November, 04 2012 07:15:13 PM

salubhai169


Age: 31 Male
4446 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Zara qareeb se guzraa to mene pehchaana,
Woh ajnabi bhi koi aashna’a purana tha

no likes.

Posted on November, 05 2012 10:00:22 AM

bawa125


Age: 34 Male
4445 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jo Waq-tay Rokhsaat-e-Meh-mill , Thaa Haal Maj-nooo Kaa
Kuch Aisaa Haal Mera Saaraa Saal Hotaa Hai


no likes.

Posted on November, 05 2012 10:52:00 AM

aarzoo


Age: 31 Female
4448 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Talab karta hoon khud se apna chehra,
Main apne dar ka saayel ho gaya hoon,,,,

no likes.

Posted on November, 05 2012 04:20:44 PM

riabest


Age: 33 Female
4448 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
WO kehta tha QaboOliat ka ik waqt hOta hai..

Hairaan hun mein ne ussey kis paL nahe manga.,,,

no likes.

Posted on November, 05 2012 08:54:19 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5013 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Yaad aa ke reh gaye hain zamane wafaon ke
Sholay jala ke chal diye jhonkay wafaon ke

no likes.

Posted on November, 05 2012 10:53:13 PM

salubhai169


Age: 31 Male
4446 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Wo Chahto Ki Esi Misal Deta Hai,
Awargi Ko Apnayat Mai Dhal Deta Hai,
Wo Khush Kalam Hai Is Kadar,bat Karny Mai,
Ke Harf Harf Ko Husn-o-jalam Deta Hai,
Mai Uska Sath Jo Mango,zindagi Bhar Ke Liye,
Baray Haseen Tareeqy Se Wo Taal Deta Hai,
Ye Jan Kar B K Mujy Wo Pyar Nahi Karta,
Wo Dekhta Hai Yuon Hai K,uljhan Mai Daal Deta Hai,
Sawal Jaise Panha Mangty Hoon Aaankhon Se,
Jawab Nigaah Se Wo Kalam Deta Hai.

no likes.

Posted on November, 06 2012 04:45:41 PM

salubhai169


Age: 31 Male
4446 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
khiti howe har rang se ho jis ke adawat
us hath p mehndi ko rachaon B tu kysa

jis ankh ne dekhe hi ho Rang.E muhabath
US khwab mei khwabon ko Sajaoun B to kaise

maloom hau din rath wo rotha hai musalasal
par door se ashko ko choraon b tu kaisy

jis aas ne tora hom meri soch ka shisha
So,Us Aas se phir aas lagaon be tho kaisy

no likes.

Posted on November, 07 2012 09:51:05 AM

bawa125


Age: 34 Male
4445 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Sheher ki rangeeni mein gum na ho jaye kahin,
Gaaon se jo aaya hai apni parhaayi ke liye..

no likes.

Posted on November, 07 2012 01:24:51 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4448 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Har Koi Pochta He Karte Kya Ho Tum,
Goya K Jese mohabbat Koi Kaam Hi Nhi,,,

no likes.

Posted on November, 07 2012 03:04:58 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 37 Male
4465 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Pabandi e wafa hai to phir madha se kaam,
Maar jaiye kisi ki tamana na kijiye,,

no likes.

Posted on November, 07 2012 08:53:37 PM

Rohama


Age: 30 Female
4461 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Mujay itna na yaad ao k main khud ko tum samaj bethon
`
Mujay ehsas rahny do meri apni bhi hasti hay


no likes.

Posted on November, 08 2012 02:01:39 AM

bawa125


Age: 34 Male
4445 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Zindagi Ka Pahela Libaas "Langoot'' (Nappy)..
Us Mein "Jaib" Nahi Hoti

Aur

Zindagi Ka Aakhri Libaas "KAFAN"..

Us Mein Bhi "JAiB" Nahi Hoti
to "ZindaGi" Bhar Apna

"Jaib Bharne" K Liye itni "Mehnat"
Q Karta Hai Insaan ??

no likes.

Posted on November, 08 2012 11:09:08 AM