Forums > Poetry / Ghazal Corner > Chai
  • Page 1 of 1
  • 1
tariqjavaid


Age: 62 Male
4852 days old here
Total Posts: 5615
Points : 209

Location:
Quetta, Pakistan

Status : Offline
Subject : Chai
Chai

Chai ke cup se uthte dhuein mein,
Teri shakal nazar aati hai,

Tere khayalon mein kho kar,
Aksar meri chai thandi ho jati hai.


no likes.

Posted on October, 25 2012 02:51:33 PM


saim14399


Age: 31 Male
4697 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
“Abhi taaza hay bohat ghao bichar
jane ka
ghair leti hay teri yaad sr -e-shaam
abhi”

no likes.

Posted on October, 26 2012 07:58:52 AM

riabest


Age: 33 Female
4478 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
Wafa ko aazmana chahiye tha humara dil dukhana chahiye tha
Aana na aana meri marzi hai tumko to bulana chahiye tha
Humari khwaahish ek ghar ki thi use sara zamaana chahiye tha
Meri aankhein kaha nam hui thi samundar ko bahana chahiye tha....

no likes.

Posted on November, 09 2012 02:43:47 PM

sahilgee169


Age: 31 Male
4445 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
Ishq qaatil say bhi, maqtool say hamdardi bhi,
Yeh bta kis say muhabbat ki jaza mangay ga.
Sajda Khaaliq ko bhi, iblees say yarana bhi,
Hashr mein kis say aqeedat ka sila mangay ga.

no likes.

Posted on November, 09 2012 02:51:48 PM

Tayyab96


Age: 28 Male
4651 days old here
Total Posts: 3434
Points : 149

Location:
Gujranwala, Pakistan

Status : Offline
Soorat teri dikhaa ke kahoon ga mein hashar ke roz,
Aankhon ka kuch gunnah na dil ka kasoor tha..

no likes.

Posted on November, 16 2012 12:26:11 PM

Lioness


Age: 32 Female
4459 days old here
Total Posts: 607
Points : 142

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
Purani basti mai koi ab tak

Tumhari aamad ka muntazir hai…….!!

no likes.

Posted on November, 16 2012 03:09:32 PM

Tayyab96


Age: 28 Male
4651 days old here
Total Posts: 3434
Points : 149

Location:
Gujranwala, Pakistan

Status : Offline
Bohat se log thay mehman meray ghar lekin,
Woh janta tha ke hai ehtimam kis ke liye….

no likes.

Posted on November, 17 2012 05:46:59 PM

cute4cute


Age: 37 Male
5058 days old here
Total Posts: 3565
Points : 242

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
chay chahiya lipton he tu hai ?

no likes.

Posted on November, 18 2012 01:05:03 AM

Tayyab96


Age: 28 Male
4651 days old here
Total Posts: 3434
Points : 149

Location:
Gujranwala, Pakistan

Status : Offline
Hai aap ke honton pe jo muskaan wagera,
Qurbaan gaye is pe dil-o-jaan wagera,
Billi to yunhi muft main badnaam huyi,
Thailay mein to kuch aur tha samaan wagera,
Be’hirss o gharzz farzz adaa ki jiye apna,
Jis tarah police karti hai chalaan wagera,
Ab hosh nahin koi ke badaam kahan hai,
Ab apni hatheli pe hain dandaan* wagera,
Har shirt ki bushratt bana dali hai Anwar,
Yun chaak kiya hum ne garebaan* wagera..

no likes.

Posted on November, 18 2012 07:28:25 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 37 Male
4495 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Kuch na hua haasil humain,
Aik muddat tere deewaney rahe

no likes.

Posted on February, 05 2013 03:57:24 AM

  • Page 1 of 1
  • 1