Azeem Hai Yeh Qurbat Ki Doooriyaan Sath Reh Ker Bhi Usko Na Pana Kesa Lagta HaiKismat Main Nahin Phir Bhi Us Ko Chate Hai Yun Samjh Ker Kanto Per Chalna Kesa Lagta Hai Ab To Mehfil Main Bhi Humare Liye Tanhaye Hai Ghum Chupa Ker Mehfil Ko Sajana Kesa Lagta Hai Samjhne Per Bhi Samjhata Nahin Hai Dil Uski Yaad Main Raato Ko Jaagna Kesa Lagta Hai Us Ki Berukhi Ne Itne Diye Hai Ghum Zakham Chupa Ker Bhi Muskarana Kesa Lagta Hai Isse Kho Ker Mere Pass Rha Kuch Bhi Nahin Phir Bhi Khudh Ko Ameer Batana Kesa Lagta Hai Khudh Ko Anmol Samjhne Ka Tha Bara Ghamand Phir Bhi Bemool Bik Jana Kesa Lagta Hai Kahayei Hai Dhoke Mohabaat Main Itne Ke Phir Bhi Us Ko Cahana Kesa Lagta Hai Maloom Hai Memon Teri Manzil Nahin Hai Koi Phir Bhi Safer Kerte Rhena Kesa Lagta Hai Anmol To Aah Ker Bhi Ja Chuke Hai Kab Ke Phir Bhi Us Ka Intizar Kerna Kesa Lagta Hai
no likes.
|