Forums > Poetry / Ghazal Corner > Love With Ajnabi
ABBPS


Age: 38 Male
4498 days old here
Total Posts: 9
Points : 9

Location:
KANDHKOT, Pakistan

Status : Offline
Subject : Love With Ajnabi
Kashti Na Rahi Sahil Na Raha Sahil Ki Tamana Bhi Na Rahi
Ay Puchhne Wale Zahir Hai Anjam Hamara Kiya Hoga


no likes.

Posted on July, 30 2012 07:07:16 PM


riabest


Age: 33 Female
4449 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
Wohi zameen hai wohi aasmaan wohi hum tum,
Sawaal yeh hai zamaana badal geya kaisey...

no likes.

Posted on November, 09 2012 03:08:38 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4449 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Tuj me bhi kuch hoshmandana adaen aa gaen,
Tuj se bhi abb bad guman hain ae dil e diwana hum.

no likes.

Posted on November, 09 2012 03:14:14 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 37 Male
4466 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Toot jata hy tu sur or bhi lo dety hay
dil jisy kehtain hy wo saz hy juda sab sy.

no likes.

Posted on November, 09 2012 05:54:28 PM

fulllshareef


Age: 34 Male
4446 days old here
Total Posts: 249
Points : 100

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
shq Se Biyaah Ho Gaya Aur Phir,
Dil Ki Dulhan Ko Gham Ka Raaj Mila.

no likes.

Posted on November, 09 2012 07:47:20 PM

saim14399


Age: 31 Male
4668 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Pharr’pharrata hai jo din raat mere
seeney mein,
Ab yehi aik parindaa hai rehaa karne
ko..

no likes.

Posted on November, 09 2012 09:02:01 PM

fulllshareef


Age: 34 Male
4446 days old here
Total Posts: 249
Points : 100

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Woh Shakhs Jab Se Mere Ishq K Nisaab Mein Hai,
Yeh Jism-o-Rooh Musalsal Azaab Mein Hai..

no likes.

Posted on November, 09 2012 10:32:32 PM

sahilgee169


Age: 31 Male
4416 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
People SMOKE & DRINK for
few days & get addicted
Look at me,
I am STUDYING since £ast
16 years, but not YET ADDICTED
This is called SELF CONTROL.!

no likes.

Posted on November, 10 2012 12:49:06 PM

riabest


Age: 33 Female
4449 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
rah e wafa me ye andaz kar lia hai sadaf,
Guman na ho to yakeen rasta banata hai.

no likes.

Posted on November, 10 2012 02:35:02 PM

bawa125


Age: 34 Male
4446 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
yar kisi patwari say taluq hai...???
.
.
.
mehboob apny naam karwana hai...

no likes.

Posted on November, 10 2012 02:46:54 PM

riabest


Age: 33 Female
4449 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
Main uske chehre ko dil se utar deti hoon,
Main kabhi kabhi to khud ko bhi mar deti hoon,
Ye mera haq hai ke main usko thora dukh b doon,
Main chahat bhi to use beshumar deti hoon.
Khafaa woh reh nahin sakta lamha bhar bhi,
Mein bohat pehle hi us ko pukaar leti hoon.
Mujhe siwa uske koi bhi kaam nahin soojhta,
Woh jo bhi karta hai, mein sab hisaab leti hoon.
Woh sabhi naaz uthaata hai mein jo bhi kehti hoon,
Woh jo bhi kehta hai, Mein chupke se maan leti hoon..

no likes.

Posted on November, 10 2012 03:14:21 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 37 Male
4466 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Na jane kyun gale se lipat ke rone lage wo,
jab ham barso baad mile,
Jaate hue jinhone kaha tha mujhse,
Ke tum jaise laakhon milenge.

no likes.

Posted on November, 10 2012 08:38:21 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4449 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Iss Shah Latif Ki Dharti Mein
Iss Amn-O-Pyar Ki Basti Mein
Mein Paida Hooa Iss Dharti Mein
Parwan Charha Iss Basti Mein
Khana Bhi Yahin Ka Khaya Hai
Pani Bhi Issi Dharti Ka Pya
Ab Marna Jeena Sub Kuch He
Iss Dharti Say Hi Jore Leya
Phir Mujh Say Door Kyon Rhetey Ho?
Kyon Mujh Ko Ghair Samajhtey Ho?
Mein Tum Say Alug, Tum Mujh Say Judaa
Kyon Aisi Sochen Rakhtey Ho?
Apnon Ko Ghair Samajhtey Ho
Gheron Ko Apna Samajhtey Ho
Tum Mano Isey Ya Na Mano
Yeh Dharti Meri Dharti Hai
Iss Shah Latif Ki Dharti Ko
Mein Apni Dharti Manta Hoon
Ab Iss Kay Silay Mein Tum Mujh Say
Kya Chahtey Ho? Yeh Mujh Say Kaho
Kuch Khul Kar Dil Ki Baat Karo
Kuch Mairay Dil Ki Baat Suno
Mein Sub Kuch Wo Kar Guzroon Ga
Tum Mujh Say Jo Bhi Chahtey Ho
Ik Bar Laga Kar Dil Say Mujhey
Tum Apna Samajh Kar Parkho To
Ik Phool Hoon Mein Apno Kay Leay
Aur Aag Hoon Mein Ghairoun Kay Leay
Seenay Say Laga Kar Daikho To
Dharti Kay Leay Basti Kay Leay
Har Din Ye Tamasha Hota Hai
Is Dharti Mein Iss Basti Mein
Kay Aapus Mein Hum Lartey Hein
Or Dushman Mauj Hi Kartay Hein
Kub Tak Ye Tamasha Ho Ga Kay
Hum Apna Khoon Hi Kartay Rahein
Aur Saaray Dushman, Ghair Subhi
Khushyoon Ki Mala Japtay Rahein
Ye Sara Tamasha Khatm Karein
Sub Doori, Talkhi Mita Dein Hum
Dharti Kay Sukh Ki Khatir Ub
Aapus Mein Aika Kar Lein Hum
Tum Haath Jo Aik Baraho Gay
Mein Dono Haath Barahoon Ga
Phir Dil Say Dil Mil Jaain Gay
Yoon Hum Sub Aik Ho Jaain Gay...

no likes.

Posted on November, 10 2012 09:57:06 PM

Rohama


Age: 30 Female
4462 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Meri aankhon main neend ban kay reh jao ab tou..

Tumhare intezaar main kitni ratton say bewafai ki hai

no likes.

Posted on November, 11 2012 01:50:33 AM

salubhai169


Age: 31 Male
4447 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
5 great people: 1.Quaid, woh to ab rahe nahi 2.Wasim Akram, woh kisi kaam ka nahi, 3.Aishwarya Rai, apni pohanch say bahir. Baqi rahe aap aur hum So keep in Touch

no likes.

Posted on November, 11 2012 08:43:51 AM

sahilgee169


Age: 31 Male
4416 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
Zindgi Me Jis Se Pyar Ho Or Wo Mil Jaye
To Ansuo ki Kimat Nh hoti
Pr Jo Mila Ho UsiSe Pyar Ho Jaye To
Shayad kbhi Ansuo Ki Jarurat Nh Hoti.

no likes.

Posted on November, 11 2012 09:35:28 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 37 Male
4466 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Tum kya gaye ke waqt ka ehsaas mar gaya,
Raaton ko jaagte rahe aur din ko so gaye..

no likes.

Posted on November, 11 2012 07:05:37 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4449 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Hum khod se bichar jaen alag bat hai lakin,
Kab raas humen us ki rafaqat nahin ai..

no likes.

Posted on November, 11 2012 08:53:02 PM

riabest


Age: 33 Female
4449 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
Samandar k safar mei i$ tarha awaz dain humkø
hawain tez ho or kashteyon mei shaam ho jain
ujaly apnî yadon k hmare saat rehne dain
najane ki$ gali mei Zindgi ki §haaM Ho jain,,,..

no likes.

Posted on November, 12 2012 12:02:34 AM

bawa125


Age: 34 Male
4446 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Dil ki chokhat pe jo ek deep jalaa rakkha hai.
tere laut aane ka imkaan sajaa rakkha hai.

no likes.

Posted on November, 12 2012 11:32:58 AM

salubhai169


Age: 31 Male
4447 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
"Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi ...
Laakh koshish ki magar fasla mita he nahi...
Us ko majboor zamane ne is kadar kar diya k...
Meri kisi saada par woh thehra he nahi...
khuda se jholi pehla kay manga tha usay ...
Khuda ne meri kisi dua ko sunna he nahi...
Har aik se pucha sabab us kay na milne ka ...
Har eik ne kaha woh tere liye bana hi nahi...!!

no likes.

Posted on November, 12 2012 11:53:44 AM