Kash main teray haseen hath ka kangan hota KASH MAIN TERAY HASEEN HATH KA KANGAN HOTA to baray pyaar say chaou say maan ke sath apni nazuk si calaiy main charhaty mujh ko or betabi say furqat k khizan lamhon main to kisi soch main doobi jo gumhaty mujh ko meray teray hath ki khushbo say mehak sa jata jab kabhi mood main kar mujhay chooma karty teray honton ki hedat main dehak sa jata rat ko jab bhi to neendon ke safar per jaty main teray kaan say lag kar kaiy baatain karta tere zulfon ko teray gall ko chooma karta mujh ko betaab sa rakhta tere chahat ka nasha main tere ruh ke gulshan main mehakta rehta main teray jisam ke angan main khanakta rehta
KUCH nhi to yahi BEYNAAM sa BANDHAN hota
KASH MAIN TERAY HASEEN HATH KA KANGAN HOTA
no likes.
|