ZaiN007 said:Hina: sis ye baat hum sab jaanty he is me asal wja pata kya he...hamara dhyaan sara Allah ki taraf ni hota ham apni hi socho me dooby hoty he agar koi khushi mili he to wohi baat zehn me dohra rahe hoty he ..or agar koi dukh mila he woh b...asal me hum sirf hum namaz prh ke ke farz adaa kr diya wo hisab he ....Allah ko agar hum khush krne ke liye namaz parhy to hamara dil zaroor lagy ga or yaqeenan hamari namaz b acchi se acchi ho jaye gi... Zain007 Dear brother yae kasor hum sab ka hi hai or sorry to say kuch hamary baron ka bhi hai, baray ek bar namaz sikhany k bad bachy per chor dety hain wo jaist bhi namaz ada karay or bacha namaz may sochta hai pori tawajah se nhi parhta or yahi adat hamari age k sath sath pakki hoti jati hai. himko jisne namaz sikahye thi wo namaz k time sath khari hoti thi or ba awaz-e-buland namaz ada karny ka kehti thin. istrah jab hum zaban se ada kar rhy hoty thy to hamara zehan kahin or jata hi nhi tha. ahista ahista humne ba awaz buland parhna to chor diya mgr wo adat pakki hogaye k jo bhi parhty hain wohi ehan may hota hai kuch or nhi ..
|