saim14399 said:jab dil tot jay to itni hemat nai hotiK bnda usay kuch kah saky.Hnnnn
jab dil tot jay to itni hemat nai hotiK bnda usay kuch kah saky.Hnnnn
Saim
lakin saim himmet rakhni perti hai
Omer87 said:dil tot ta he tub hai jub koi kisi sy umeedien rakhta hai na umeedien rakho na dil toty
dil tot ta he tub hai jub koi kisi sy umeedien rakhta hai na umeedien rakho na dil toty
ye bhi teehk hai
lekin banda bashar hai na kia karay
yeh to fitrat hai insani
aesy comments sy sirf total posts barhti hain or points nahi milty
Omer87 said:Saimaesy comments sy sirf total posts barhti hain or points nahi milty
chalian Omer bhai kuch tu bar raha hai na points na sahi
Hina said:mery khayal may hum sab ek dosry se koi na koi umeed rakhty hi hn akely ya bina umeed k zindagi nhi guzari ja sakti hai
mery khayal may hum sab ek dosry se koi na koi umeed rakhty hi hn akely ya bina umeed k zindagi nhi guzari ja sakti hai
Hina
or main samajhta hon jo insan umeeden rakhta hai woh he sub ziyada Hurt hota hai na umeedien , na Afsoos
Tayyab96 said:kaisa points? @omer87
kaisa points? @omer87
Tayyab
Pak101 k points
rashidfarooqz said:Omer87 said:Saimaesy comments sy sirf total posts barhti hain or points nahi milty chalian Omer bhai kuch tu bar raha hai na points na sahi
Rashid Bhai
waqaye something is better then nothing
Omer bhai umeed to hum har age period may rakhty hain kabhi parents se umeed kabhi bhaion se sath ki umeed kabhi behano se pyar ki umeed Doston se wafadari ki umeed kabhi Life partner se muhabbat or apny pan ki umeed Boss se Salary ki Umeed dosron se achay Ikhlaq ki Umeed According to me har insan dosry insan se koi na koi umeed zaroor rakhta hai Bhaly wo uska izhar kary ya na kary or han meny kahin suna tha "Dunya bhi Umeed per Qaim hai"
Hina said:Omer:or main samajhta hon jo insan umeeden rakhta hai woh he sub ziyada Hurt hota hai na umeedien , na AfsoosOmer bhai umeed to hum har age period may rakhty hain kabhi parents se umeed kabhi bhaion se sath ki umeed kabhi behano se pyar ki umeed Doston se wafadari ki umeed kabhi Life partner se muhabbat or apny pan ki umeed Boss se Salary ki Umeed dosron se achay Ikhlaq ki Umeed According to me har insan dosry insan se koi na koi umeed zaroor rakhta hai Bhaly wo uska izhar kary ya na kary or han meny kahin suna tha "Dunya bhi Umeed per Qaim hai"
Omer:or main samajhta hon jo insan umeeden rakhta hai woh he sub ziyada Hurt hota hai na umeedien , na Afsoos
Khair sun ke apni apni thinking hei