Forums > Religion > Kia manat mangna Jaiz hai ?
engrfarrukhnawaz


Age: 40 Male
4604 days old here
Total Posts: 1020
Points : 244

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Subject : Kia manat mangna Jaiz hai ?
Ap kia sumjhte hai k maizaro pe ja k manat mangna Jaiz hai ...?

no likes.

Posted on May, 25 2012 02:27:07 AM


ZaiN007


Age: 30 Male
5055 days old here
Total Posts: 5043
Points : 51

Location:
sahiwal, Pakistan

Status : Offline
shgirdeiqbal bhaai....hum aik jaga beth kr kehty rahyn ke Allah hamy dede Allah hame dedy...esa ni hogaa jab tak ham apny hath pair na hilayen ge .....kooonwa pyase ke paas aata he ya pyasaa koonwy ke pas???

no likes.

Posted on September, 08 2012 08:17:58 PM

ZaiN007


Age: 30 Male
5055 days old here
Total Posts: 5043
Points : 51

Location:
sahiwal, Pakistan

Status : Offline
ek sawal he sab se

kya hamary pyare NABI HAZRAT MOHAMMAD (S.A.W.W.) dusron ke zariye Allah se maangte the ????? or unki sunnat me b shamil he ke hum b esa kre???ya humne khud ye sab bna liyaa????

no likes.

Posted on September, 08 2012 08:21:43 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 37 Male
4495 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
wah g wah to ap ab AAP s.a.w.w se mil gaey ho?
Quran nai parha kabhi ALLAH ne farmaya jab gunah kar lo to mery piary NABI s.a.w.w k dar pe chaly jao mafi mango , wo tumhari sifarash karen gay to main maf kr don ga
to esa krna gunah hota to ALLAH un key pas q bhejta???

no likes.

Posted on September, 09 2012 12:29:07 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 37 Male
4495 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
or agr ye hi bat he to ye btao doctor k pas kis munh se dwa leny jaty ho?
kia NABI kareem s.a.w.w kabhi kisi doctor k oas gaey?

no likes.

Posted on September, 09 2012 12:30:11 AM

ZaiN007


Age: 30 Male
5055 days old here
Total Posts: 5043
Points : 51

Location:
sahiwal, Pakistan

Status : Offline
accha bhaai jaan....Quran pak ki wo ayat no. or Surah ka naam bta dyn jis me ye baat likhi hui he ke guah kerne ke baad un ke dar pe jaa ker maafi maango...wo ayat number or Surah bta dijiye me b dekhu

no likes.

Posted on September, 09 2012 08:44:35 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 37 Male
4495 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
bhai surah annisaa he 4th surah he Quran e pak ki or iski
64 or 65 verses dekh lena 64 men he k gunah krny waly tery pas aa kr mafi mangen to main unhen maf kr don, or 65 men k koi bhi tab tak momin nahi ho sakta jab tak tumhen fesla krny wala na tasleem kr len, halan k fesla krny wala to ALLAH he mgr ALLAH ne ye bhi duty AAP s.a.w.w ki lga di k AAP s.a.w.w fesla kro or jo apko fesla krny wala na many wo momin nahi, parh lena tarjumy waly Quran se, ALLAH bless u

no likes.

Posted on September, 10 2012 02:15:49 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 37 Male
4495 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
or aagy verse no 69 parh lena usmen ALLAH farmata he jisne ita,at ki ALLAH ki or uske RASOOL s.a.w.w ki, or ye ita,at krny waly wohi log hen jo sath hen un k jin pe ALLAH ne apna inaam kia or ALLAH ne jin pe inaam kia wo hen, ANBIYAA, SIDDIQUE, SHAHEED OR OLIYA yani neek log, or inki qurbat or dosti boht achi he, or ye tum pr ALLAH ka fazal he...
ye next verse ka tarjuma he, umeed he ab darbar pe jany wali bat pe bhi etraz nahi rahy ga

no likes.

Posted on September, 10 2012 02:26:14 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 37 Male
4495 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
jab koi prblm hoti to SAHABA karaam kis k pas jaty thy ? masjid men ya NABI pak s.a.w.w k pas? kia unko nai pta tha k sab kuch deny wala to ALLAH he to wo AP s.a.w.w k pas q jaty thy iska aap do ans,
yar haqeeqt men sab kuch ALLAH hi krta lekin ALLAH ne hr chez ka aik treqa rakha he k is tra kro gay to behtr hoga, ghor krna meri bat pe

no likes.

Posted on September, 10 2012 02:36:00 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 37 Male
4495 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
or agr aap waseela ko nai manty to ye bta do k hazrat AADAM a.s ki jannat men dua kis k waseely se qbool jui thi?
kia wo direct ALLAH se mafi nai mangty thy?
mangty thy lekin ALLAH ne accept nai ki or phir kis k waseely se accept ki,? agr waseela jaez na hota to wo waseela dalty hi na or na ALLAH accept krta, tab to NABI kareem s.a.w.w
dunia men tashreef bhi nai laaey thy,,,,,,,,,

no likes.

Posted on September, 10 2012 02:39:02 AM

rizwanwah


Age: 40 Male
4540 days old here
Total Posts: 8
Points : 8

Location:
Wah, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Welldone ShagirdeIqbal You have beautifully explained this. Zain007 ! apko Rasool Allah kay waseelay say Allah mila otherwise ap to Allah ko jantay bhe nai thay to yakinan Rasool ko Allah mila so jis ko Allah khud milta hay aor Allah unka authority bhe day raha hay unko kisi aor waseelay ki zarorat ho sakti hay? Tamam anbiya kay to ap imam hain ab bhala anbiya say upar kisi ka makam hay ab ap unko apni tarah kiyo samajhtay hain yay to Abu Lehab wali bat kar rahay hain k ap abu lehab ki party say kiyo hona chahaty hain yad rakhna jis nay Rasool ko am admi kay barabar kiya us nay apnay sath ziadati ki aor abu jehal ban gaya jis nay apko man lya wo baray makam tak pohancha.jazakallah

no likes.

Posted on September, 10 2012 08:58:14 PM

saqishah67


Age: 31 Male
4488 days old here
Total Posts: 8
Points : 2

Location:
Faislabad, Pakistan

Status : Offline
Ap kia sumjhte hai k maizaro pe ja k
manat mangna Jaiz hai ...?

Pta ni

no likes.

Posted on September, 10 2012 10:00:47 PM

malikumairhere


Age: 30 Male
4520 days old here
Total Posts: 246
Points : 144

Location:
PESHAWAR, Pakistan

Status : Offline
Aisay topics mat upload kia karain ...q k in par ikhtelaf hai ...pir kam ilmi ki waja say bht say log eman say b ja saktay han...

no likes.

Posted on September, 10 2012 10:48:51 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 37 Male
4495 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
malikumairhere said:

Aisay topics mat upload kia karain ...q k in par ikhtelaf hai ...pir kam ilmi ki waja say bht say log eman say b ja saktay han...

bhai aap kisi had tak theek ho skty hen lekin aap nagitive q sochty ho,?
agr apko kisi bat ka proof QURAN se mil jaey to uspe kesa ikhtlaf?
ye q nai kehty k esy tpoics ki wja se may b kisi ka eeman theek hojaey?

no likes.

Posted on September, 11 2012 12:31:52 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 37 Male
4495 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
thnx rizwan
jin frinds ko is bat pe koi shak ho wo mery oper waly comments dekh le
umeed he samjh aajaey gi k sach kia he

no likes.

Posted on September, 11 2012 12:35:49 AM

rizwanwah


Age: 40 Male
4540 days old here
Total Posts: 8
Points : 8

Location:
Wah, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Manat maganay kay liyay jaga ki koi kaid nai hoti yay to dua ka aik tarika hay jis may kuch mali qurbani involve hoti hay maslan yay kay koi kam ho jay to may yay don ga etc is ko dua say zada Sadkay ka name diya ja sakta hay aor jaga ki shart is liyay nai ho sakti kay musibat kisi wakt bhe asakti hay ho sakta hay ap sumandar may ho aor jehaz tabah honay ka khatra ho jay to ap fori Allah say dua kartay ho kay bachat ho jay to may yay don ga ab is kay liyay kisi mizar par jana shart nai hay Mizar par is liyay jaya jata hay k waha aik naik hasti dafan honay ki waja say Allah ki rehmat hoti hay aor kam honay k chances zada hotay hain mgar yay lazim nai agar ap apnay ap ko tees mar khan smajhtay ho aor ap ka makam us Allah kay wali say zada ho( go kay har anay wala wakat pehlay say bura hay so aisa ho nai sakta ) to ap ghar baith kar kar lo nai to ap shak may kiyo partay ho ap mazar par mat jao Masjid bhe pathar ki hay us may chalay jao mgar sirf itna karo k Auliya Allah kay mazarat par tankeed mat karo is say apkay liyay masail kharay ho saktay hain kiyo kay ap Alam e Batin ka mushahida karnay ki salahiyat nai rakhtay..

no likes.

Posted on September, 11 2012 10:02:48 AM

rizwanwah


Age: 40 Male
4540 days old here
Total Posts: 8
Points : 8

Location:
Wah, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
han ap yay mat kaho kay mazar walay nay yay kam kar diya kiyo kay wo Allah ka fakeer hay matlab kay Allah say mangnay wala hay mgar us kay wasellay say apka kam hoa aor Allah nay hee kiya har power aor Authority ka source Allah ki zat hay jis ko jo kuch milta hay usi say milta hay Mazar walay ko bhe dainay wala wohi hay wo bhe Allah kay fazal say us makam par pohancha warna ibadat to molvi zada karta hay

no likes.

Posted on September, 11 2012 10:06:34 AM

jahan


Age: 30 Male
4880 days old here
Total Posts: 908
Points : 140

Location:
hasanabdal, Pakistan

Status : Offline
ma ne to kbi b ni mangi or is ka pata ni k jaiz ha ya ni

no likes.

Posted on September, 11 2012 11:03:40 AM

Shezi143


Age: 41 Male
4730 days old here
Total Posts: 1220
Points : 585

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
rizwan bhai great saying.................... aisa hi hai ..................

no likes.

Posted on September, 11 2012 12:45:08 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 37 Male
4495 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
very good rizwan bhai
ye he reality or log bina jany pta nai kia kia khty rehty hen

no likes.

Posted on September, 11 2012 07:11:15 PM

bawa125


Age: 34 Male
4475 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
ye buhat diff. masla hay yahan asi ghuftugo thek nai ahy...

no likes.

Posted on September, 25 2012 11:43:58 AM