Forums > General Talks > Mare Tmanna
lailagul


Age: 30 Female
4612 days old here
Total Posts: 174
Points : 67

Location:
islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Mare Tmanna
Har ensaan ke ek tamnna ya khuwahesh hute hai ......????
AAp ke kia khuwahesh hai.....???? ham sab us keleye dua karenge ke pore hu??
aap ke khuwahesh kia hai??????



no likes.

Posted on May, 01 2012 12:25:16 AM


atif03


Age: 47 Male
5007 days old here
Total Posts: 7660
Points : 828

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
khawishy itni kay har khawish pay dam niklay boht nikly mairy arman phir bhee kam nikly ....

mairy khawish hay kay jaab mairy moot aay tu mairy moon say kalma akhri sans kay sath nikly

no likes.

Posted on May, 01 2012 01:17:24 AM

Omer87


Age: 37 Male
5007 days old here
Total Posts: 13522
Points : 298

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dam nikle
Bohat niklay mere armaan, lekin phir bhi kam nikle

Daray kyon mera qaatil? kya rahega us ki gardan par?
Voh khoon, jo chashm-e-tar se umr bhar yoon dam-ba-dam nikle

Daray kyon mera qaatil? kya rahega us ki gardan par?
Voh khoon, jo chashm-e-tar se umr bhar yoon dam-ba-dam nikle


Nikalna khuld se aadam ka soonte aaye hain lekin
Bahot be-aabru hokar tere kooche se hum nikle


Bharam khul jaaye zaalim! teri qaamat ki daraazi ka
Agar is tarahe par pech-o-kham ka pech-o-kham nikle

Magar likhvaaye koi usko khat, to hum se likhvaaye
Hui subaha, aur ghar se kaan par rakh kar qalam nikle

Hui is daur mein mansoob mujh se baada aashaami
Phir aaya voh zamaana, jo jahaan mein jaam-e-jaam nikle


Hui jin se tavaqqa khastagi ki daad paane ki
Voh ham se bhi zyaada khasta e tegh e sitam nikle

Mohabbat mein nahin hai farq jeenay aur marnay ka
Usi ko dekh kar jeetay hain, jis kaafir pe dam nikle


Zara kar jor seene par ki teer-e-pursitam niklejo
Wo nikle to dil nikle, jo dil nikle to dam nikle


Khuda ke waaste parda na kaabe se uthaa zaalim
Kaheen aisa na ho yaan bhi wahi kaafir sanam nikle

Kahaan maikhane ka darwaaza Ghalib aur kahaan vaaiz
Par itna jaantay hain kal voh jaata tha ke ham nikle

Hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dam nikle
Bohat niklay mere armaan, lekin phir bhi kam nikle...

By Mirza Ghalib

meri awaz hai yeh yaron

no likes.

Posted on May, 01 2012 06:56:32 AM

shaukatkhanqta


Age: 28 Male
4711 days old here
Total Posts: 1659
Points : 18

Location:
quetta, Pakistan

Status : Offline
insan ki bohat ziada khawahishaat hoti hain jo bhi
pori ho jae us ko bohat khushi hoti hai
meri sab se pehli khawahish Paksitan ka liya cricket
khelna hai jo bohat mushkil hai 2nd me chahta hun ka main pakistan air
force me jaon aur mulk ki hidmat karon

no likes.

Posted on May, 21 2012 07:26:11 PM

shoaibAhmed


Age: 29 Male
4568 days old here
Total Posts: 190
Points : 129

Location:
larakana, Pakistan

Status : Offline

khuda naseeb kare on ko daaimy khoshyiaan

'"khuda naseeb kare on ko daaimy khoshyiaan"

"Adam wo log jo hum ko udaas rak....'


no likes.

Posted on May, 21 2012 08:10:29 PM

BeHappy


Age: 29 Male
4613 days old here
Total Posts: 3249
Points : 89

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Maan baap ko kabhi dukh na pohnche aur meri waja se kisi ko koi takleef na ho.
Aur Allah ham sb ko kisi ka muhtaj na kre.

no likes.

Posted on May, 21 2012 09:31:25 PM

Omer87


Age: 37 Male
5007 days old here
Total Posts: 13522
Points : 298

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dam nikle
Bohat niklay mere armaan, lekin phir bhi kam nikle

no likes.

Posted on May, 21 2012 10:39:31 PM

BeHappy


Age: 29 Male
4613 days old here
Total Posts: 3249
Points : 89

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Omer

bhai niceeee
........
Hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dam nikle
Bohat niklay mere armaan , lekin phir bhi kam nikle
Daray kyon mera qaatil? kya rahega us ki gardan par?
Voh khoon, jo chashm-e-tar se umr bhar yoon dam -ba- dam nikle
Daray kyon mera qaatil? kya rahega us ki gardan par?
Voh khoon, jo chashm-e-tar se umr bhar yoon dam -ba- dam nikle
Nikalna khuld se aadam ka soonte aaye hain lekin
Bahot be-aabru hokar tere kooche se hum nikle
Bharam khul jaaye zaalim! teriqaamat ki daraazi ka
Agar is tarahe par pech-o-kham ka pech-o-kham nikle
Magar likhvaaye koi usko khat, to hum se likhvaaye
Hui subaha, aur ghar se kaan par rakh kar qalam nikle
Hui is daur mein mansoob mujh se baada aashaami
Phir aaya voh zamaana, jo jahaan mein jaam-e-jaam nikle
Hui jin se tavaqqa khastagi ki daad paane ki
Voh ham se bhi zyaada khastae tegh e sitam nikle
Mohabbat mein nahin hai farqjeenay aur marnay ka
Usi ko dekh kar jeetay hain, jiskaafir pe dam nikle
Zara kar jor seene par ki teer-e-pursitam niklejo
Wo nikle to dil nikle , jo dil nikle to dam nikle
Khuda ke waaste parda na kaabe se uthaa zaalim
Kaheen aisa na ho yaan bhi wahi kaafir sanam nikle
Kahaan maikhane ka darwaaza Ghalib aur kahaan vaaiz
Par itna jaantay hain kal voh jaata tha ke ham nikle
Hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dam nikle
Bohat niklay mere armaan , lekin phir bhi kam nikle ...

no likes.

Posted on May, 21 2012 11:32:57 PM

engrfarrukhnawaz


Age: 39 Male
4574 days old here
Total Posts: 1020
Points : 244

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Yar mere Khuwaish ye hai k mujhe job mil jae or mai apni Ami or Abbu ko Hajj pe le k ja sko
Please Pray me mai 3 Years se ghar mai batha hoon....

no likes.

Posted on May, 22 2012 12:24:28 AM

Omer87


Age: 37 Male
5007 days old here
Total Posts: 13522
Points : 298

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Koshish kerty raho mil jaye ge INSHALLAH

no likes.

Posted on May, 22 2012 05:10:22 PM

saim14399


Age: 31 Male
4667 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
engrfarrukhnawaz said:

Yar mere Khuwaish ye hai k mujhe job mil jae or mai apni Ami or Abbu ko Hajj pe le k ja sko
Please Pray me mai 3 Years se ghar mai batha hoon....


Mri dua ap k lia hay
K Allah Pak ap ki dua kobol farmay
Ameen
Ku k ap ki soch bohat achi hay.
Allah Pak har ak ko itatyat da k wo
Apne parents ko haj karwa sakain.
Or mujy b.
Ameen

no likes.

Posted on May, 22 2012 09:53:12 PM

engrfarrukhnawaz


Age: 39 Male
4574 days old here
Total Posts: 1020
Points : 244

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Ameen, and thanks omer and saim bhai

no likes.

Posted on May, 22 2012 11:37:33 PM

BeHappy


Age: 29 Male
4613 days old here
Total Posts: 3249
Points : 89

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Hamari duaein ap sb k sath hain.

no likes.

Posted on May, 22 2012 11:41:43 PM

Omer87


Age: 37 Male
5007 days old here
Total Posts: 13522
Points : 298

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Farrukh

Mehnat main azmat hai

no likes.

Posted on May, 23 2012 08:02:28 AM

abdulhannan05


Age: 31 Male
5003 days old here
Total Posts: 13123
Points : 261

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
ji han bohut achi post thi yr aapp ki

no likes.

Posted on July, 30 2013 12:46:25 PM

hearthackervsgirls


Age: 40 Male
4172 days old here
Total Posts: 2292
Points : 11973

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
mari khowasian buhat si hai. kya kya btaon ab apko. Allah hi unko zaror pora kare ga

no likes.

Posted on July, 30 2013 02:00:07 PM

shadabnaqvi1


Age: 31 Male
4253 days old here
Total Posts: 1135
Points : 373

Location:
attock, Pakistan

Status : Offline
hamari khayesh hai k hamri shadi na hu

no likes.

Posted on July, 30 2013 04:27:24 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 37 Male
4465 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
hazaron khwahshen esi k har khwahish pe dam nikly
boht nikly mery arman magr phir bhi kam nikly

no likes.

Posted on July, 30 2013 09:08:42 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 37 Male
4465 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
thnak u,
ye mirza ghalib ka sher he

no likes.

Posted on July, 30 2013 10:44:32 PM

abdulhannan05


Age: 31 Male
5003 days old here
Total Posts: 13123
Points : 261

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
hazaroon tamanain hr tamana py dm niklay

no likes.

Posted on August, 22 2013 10:01:29 AM

Awais148


Age: 30 Male
4277 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
hazaron khuahishen aisi ke hr khuahish pe dam nikle..........complete kr do bhai age mujhe nahi pta

no likes.

Posted on August, 22 2013 10:21:06 AM