3335125743
Age: 53
4424 days old here
Total Posts: 14
Points : 2
Location:
Islamabad, Pakistan
Status : Offline |
WHAT IS DEMOCRACY.. Hazarat Abu Bakar Siddiq jb Khalifa bnay to apki "Tankhah" ka sawal aya aap ne farmaya Madina me 1 mazdoor ko jo yomia ujrat di jati hai utni hi mere liye muqarar karo. 1 Sahabi bolay k is me aap ka guzara kaise ho ga? Aap ne farmaya: Mera guzara usi tarah ho ga jis tarah 1 mazdoor ka hota hai. Haan agar guzara na huwa to main MAZDOOR ki ujrat barha don ga. this was the real DEMOCRACY...
no likes.
|