Forums > Masti Box! > "Ghazal"
PAF


Age: 33 Male
5044 days old here
Total Posts: 422
Points : 91

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Subject : "Ghazal"

Kabhi Gham Ki Aag Me Jal Uthe,
.
.
Kabhi Dagh-e-Dil ne Jala Dia,
.
.
Ay Junoon-E-Ishq Bata Zara,
.
.
Muje Q Tamasha Bana Dia,
.
.
Gham-E-Ishq Kitna Ajeeb Hai,
.
.
Ye Junoon Se Kitna Qareeb Hai,
.
.
Kabhi Ashk Palkon Pe Ruk Gaye,
.
.
Kabhi Poora Darya Baha Dia,
.
.
Abi Kar Raha Hai Wo Ibteda,
.
.
Mera Keh Raha Hai Ye Tajruba,
.
.
Usay Zindagi Ki Hai Arzu,
.
.
Muje Zindagi Ne Mita Dia ,,,,
%:Udasiaan:%


no likes.

Posted on March, 02 2011 01:10:03 PM


tariqbangashpk


Age: 38 Male
5061 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Hazar rahen mud ke dekhien, Kahien se koi sada na ayie
Badi wafa se nibhayie tum ne, Humari thodisi Bewafaie

Jahan se tum mod mud gaye the, ye mod ab bhi yahie pade hain
Hum apne pairon me jane kitne, Bhanwar lapete huwe khade hain

Kahien kisi roz yun bhi hoga, humari halat tumhari hogi
Jo rat humne guzari mar k, wo rat tumne guzari hoti

Tumhe ye zid hai k hum bulate, hume ummis k wo pukaren
Hai naam honton pe ab bhi lekin, Aawaz me pad gayie dararen...

no likes.

Posted on March, 06 2011 03:29:15 PM

tariqbangashpk


Age: 38 Male
5061 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Jurm-E-Ulfat Pe Log Saza Dete Hain
Kaise Nadaan Hain Sholoun Ko Hawa Dete Hain........

Hum Se Deewani Kahin Tark-E-Wafa Karti Hai...
Jaan Jaaye Ke Rahe Baat Nibha Dete Hain..

Aap Doulat Ke Tarazoo Me Diloun ko Tolein
Hum Mohabbat Se Mohabbat Ka Sila Dete Hain..

Doulat Kya Cheez Hai, Laal Wo Jawahar Kya
Ishq Waale Toh Jaan Luta Dete Hain.....

Humne Dil De Bhi Diya, Ahd-E-Wafa Le Bhi Liya.......
Aap Ab Shouq Se De Dein Jo Saza Dete Hain......

no likes.

Posted on March, 06 2011 03:38:35 PM

tariqbangashpk


Age: 38 Male
5061 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Ek Raat Hoi Barsat Bohat.....
Me Roya Sari Raat Bohat.....

Har Ghum Thai Zamaney K Lekin.....
Me Tanha Tha us Raat Bohat.....
...
Phir Aankh Se Ek Sawan Barsa.....
Jab Seher Hoi Tu Kheyal Aya.....

Wo Badal Kitna Tanha Tha.....
Jo Barsa Sari Raat Bohat....

no likes.

Posted on March, 06 2011 03:41:27 PM

tariqbangashpk


Age: 38 Male
5061 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Aye mere hamnasheen chal kaheen aur chal,
is chaman mein ab apna guzara nahin.

baat hoti gulon tak to sehlete hum,
ab to kaaton pe bhi haq hamara nahin.
...
jab gulistan ko khoon ki zarorat padi
sab se pehle hamari hee gardan katee,
phir bhi kehte hain humse ye ahle chaman
ye hamara chaman hai tumhara nahin.

aaj aaye ho aur kal chale jaoge
yeh muhabbat ko meri gawara nahin,

umr bhar kaa sahara bano to bano
chaar din kaa sahara sahara nahin

no likes.

Posted on March, 06 2011 03:45:27 PM

tariqbangashpk


Age: 38 Male
5061 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Kuch Raat Ki Aankhain Bhegi Thein,
Aur Chand Bhi Rootha Rootha Tha,
Khuch Yaadain Uski Baqi Thein,
...Aur Dil Bhi Toota Toota Tha,
Kis Morr Pe Bichre Yaad Nahi,
Honton Pe Koi Faryaad Nahi
Us Wade Ki Bhi Khabar Nahi
Wo Sacha Tha Ya Jhota Tha,
Hr Lamha Aahain Bharte Hain
Na Jeete Hain
Na Marte Hain,
Bas Aik Dua Ye Krte Hain
Wo Laot K Wapas Aa Jae,
Wo Laot K Wapas Aa Jae,

no likes.

Posted on March, 06 2011 03:46:31 PM

tariqbangashpk


Age: 38 Male
5061 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Meri Her Nazar
Teri Muntazir
Teri Her
Nazar Kisi Aur Ki

......Meri Zindagi
Teri Bandagi
Teri Zindagi
Kisi Aur Ki

Kabhi Waqt Jo Mile Tujhe
Zara AA K Dekh
Mere Haal Ko,
Meri Her Ghari Tere Liye
Teri Her Ghari Kisi Aur Ki

Mujhe Sirf Teri Talab Thi
Par Jane Kion
Tu Na Mila!!
"TU" Usay Mila Mere Sanam
Jisay Thee Talab Kisi Aur Ki


no likes.

Posted on March, 06 2011 03:47:25 PM

tariqbangashpk


Age: 38 Male
5061 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Baad mudat isay dikha 'logo
wo zara bhi nahi badla'logo
khush na tha mujh se bichar kar wo bhi
us k chehre pe likha tha'logo
...us ki ankhain bhi kahe deti theen..
Raat bhar wo bhi na saya 'logo.
Ajnabi ban k jo guzra hay abhi
tha kis waqt main apna logo
Dost to ker koi kis ka hay
us nay dushman bhi na smjha logo..
Raat wo dard mere dil main utha
subha tak chain na aaya logo
Piyaas sehrao ki phir taiz hoi
Abr phir toot k barsa logo..


no likes.

Posted on March, 06 2011 03:48:33 PM

tariqbangashpk


Age: 38 Male
5061 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
sunay thay ham ne logon se...
muhabbat k kai qisse...
kai hikayatain, kai fasanay...
koi jana muhabbat ko
adhoray khuwab ki manind...
...tou kisi ne is jazbe ko..
haseen lamhon se pehchana....
bas bohat se naamon se...
muhabbat ko mansoob kar dala...
muhabbat k haqeeqi mainon ko..
ham b janchnay niklay...
nigahon ki talashi ne...
mehaz aik hi hasti ko...
muhabbat k laiq jana...
tou sachay jazbon ko Dil k...
"MAA" se munsalik kar dala...
usi se Dil laga kar ye...
haqeeqat jaan paye hain...
muhabbat k sabhi waaday,
sabhi daway...
usi pe saadiq aye hain...
talab ho Dil ki rahat ki....
tou paa lo us k daman se...
jo jannat ka pata chaho...
tou paa lo us k qadmon se...
bas Mukamal dou he lafzon say,
Meri ab zindagi Mani,
Ik lafz e muhabat hai,
jor diya jo main ne "MAA" se...
Khuda ka saad shukar hai...
jo takmeel muhabbat ko...
aik hasti ye ata kar di.........


no likes.

Posted on March, 06 2011 03:49:33 PM

tariqbangashpk


Age: 38 Male
5061 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Tum Samjho humey apna,
Magar apna naa likho….
Kehtey hai sab,
dard sey bheega koi lamha naa likho….
Image
...Woh apney gum mey doobey,
Hum un key gum mey doobey…
E khuda phir mila dey unsey,
Kismat ko meri, phir tanha naa likho….
Image
Dil kehta hai ek baar unsey,
inkraar kar ke to dekho…
Kismat kehti hai,
khud zindagi mey apni koi hadsaa naa likho….
Image
Ab tak woh zakhm puraaney,
bharey nahin is dil ke….
Meri hatheli ki rekhaon mey,
Ab koi Nayaa vadaa naa likho…..

no likes.

Posted on March, 06 2011 03:50:29 PM

tariqbangashpk


Age: 38 Male
5061 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Kabhi iss bewafa dunia ko bhool k
Zindigi k do char lamhon main
Fursat k do pal hi sahi
Mujhay sochna

...Yeh sochna k tumhare dil main
Bhagti hui dharkano k dermian
Koi ahsaas mera bhi hai

Yeh dekhna k tumhari ankhon main
Reeshmi palkon k peechay
Koi khawab mera bhi hai

Yeh dekhna k tumhare haath ki
Hina main doobi lakeeron main kahin
Koi naam mera bhi hai

Mujhay sochna
Yeh sochna k kya tumheen
Koi Itna chahay ga

Yunhi socho k sahil pe chalte chalte
Koi mast si lehir agar
Tumharay qadmon ko choom lay
To jan lena
K tum nay mujh ko pa liya hai

Khabi sochna...
Haan sochna...

no likes.

Posted on March, 06 2011 03:51:49 PM

tariqbangashpk


Age: 38 Male
5061 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
iss tarha toota hun k bikhar janey ko jee chahta hai,
teri bahoon main simt aney ko jee chahta hai,
tujh ko pa loon main dil-o-jaan sey apni humdum,
...rooh main tum ko basa leney ko jee chahta hai,
sard maosam main badal ki tarha chupkey sey,
tum ko ankhoon main sama leney ko jee chahta hai,
terey husn-e-rukhsar ki nazakat ka kya kehna,
jaan ko apni gnwa deney ko jee chahta hai,
garmi-e-ishq hai k mujh ko tarrpati hai boht,
terey sung preet nibaney ko jee chahta hai,
dard ka taa'luq teri ulfat sey boht gehra hai,
jaam samjh kar issey pee janey ko jee chahta hai,
apni chahat main teri umeed liye dard-e-darban pey,
sham-e-zindgi sey pehley he soney ko jee chahta
kaon deta hai sahara kisey umeed kahan sey "Umar"
gir k ab khud he sambhal janey ko jee chahta hai,

no likes.

Posted on March, 06 2011 03:53:01 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
5050 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Aab Kay Yoon Dil Ko Saza Di Hum Nay

Us Ki Her Baat Bhula Di Hum Nay

Eik , Eik Phool Bohat Yaad Aaya

Shakh-E-Gul Jab Woh Jala Di Hum Nay

Aaj Tak Jis Pay Woh Shermatay Hain

Baat Woh Kab Ki Bhula Di Hum Nay

Sheher-E-Jahan Rakh Say Abad Hua

Aag Jab Dil Ki Bujha Di Hum Nay

Aaj Phir Yaad Bohat Aaya Woh

Aaj Phir Us Ko Dua Di Hum Nay

Koi To Baat Hia Us Main Faiz

Her Khushi Jis Pay Luta Di Hum Nay!!

no likes.

Posted on March, 06 2011 04:17:10 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
5050 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Tadapta Hai Dil Dilko Samjhaun Kasie,
Jo Khel Khelti Hai Zindagi Usko Nibhaun Kaise,

WaQt Ke Haathon Maar Khata Raha Hoon Main,
Phir Bhi Na Badla Khudko Samjhaun Kaise,

Dil Mein Dard, Dard Mein Zakham Hai Laakhon,
Har Zakhm Tumko Dikhaun Kaise,

Aaj Ro Bhi Nahi Sakta, Kaise Kahoon Kuch,
Marna Chahta Hoon Is Zindagi Ko Nibhaun Kaise...

no likes.

Posted on March, 06 2011 04:22:59 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
5050 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
bol hwa ha us paar zamane kase ha
ujray shehr ma yar purane kase ha
chand uterta ha abi kis kis k aangan ma
kirnon se mehroom gharane kase ha
lab basta darwazon per kia beet gyi
galiyoon se mansoob afsanay kase ha
jin k jhurmat ma shaamain dam torr gyi
woh pyaaray ,pagal parwanay kase ha
shoukat hum tou khair khabar se dar guzray
apne roothay yaar na jane kase ha.


no likes.

Posted on March, 06 2011 04:25:20 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
5050 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Udas Main Tha Sara Shehar Roney Laga,
Aaj mera sanam kisi or ka honey laga,

Mera chain khoney laga mujhe dard sa honey laga,
Jo mera humdard tha yaaron wo kisi or ka honey laga,

Wafa ka paikar tha sanam mera,
Janey keun bewafa honey laga,

Sansen rukne lagi dil b roney laga,
Mera pyaar kisi or ka honey laga

no likes.

Posted on March, 06 2011 04:26:03 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
5050 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Afsoos Afsoos Arman Arman Kismata
Rana de bel kro khpal janan Kiamata

Zama da zrha dunya de wrana krhala
Os zindagi de rata grana krhala

Cha ta izhar da khoog zargi o krama
Cha ta faryaad ao asweli okrama

Sta da hijraan pa oor swazeegam Ashna
Patt da khpal zaan sara jaregam Ashna


no likes.

Posted on March, 06 2011 04:27:19 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
5050 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Aankh hai bhari bhari aur tum...muskurany ki baat krtay ho
Zindgi khafa khafa aur tum.....dil lgany ki baat krty ho.............
Mere Haalaat Aise Hain Ke Main Kuch Kar Nahin Sakta ....
Tadapta Hai Yeh Dil Lekin Main? Aahein Bhar Nahin Sakta
Zakhm Hai Hara Hara Aur Tum ....Chot Khaane Ki Baat Karte Ho
...Zindagi Khafa Khafa Aur Tum ...Dil Lagaane Ki Baat Karte Ho
Aankh Hai Bhari Bhari Aur Tum....Muskuraane Ki Baat Kartay Ho

no likes.

Posted on March, 06 2011 04:28:15 PM

maryprincess60


Age: 37 Female
5041 days old here
Total Posts: 202
Points : 138

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Meri Khushi Ki Khatir Khud Ko Sanbhal Rkhna..........

Us Ne Kaha Tha Mujh Se Apna Khayal Rkhna...........

Ye Bhi Kaha Tha Us Ne Hr Khwab Aarzi Ha...........

Tum Bhi Zehan Mein Apne Harf-E-Zawal Rkhna........

Wo Keh Raha Tha Shayed Kuch Na Bata Sakon Main..........

Mere Samne Na Tum B Koi Sawal Rakhna..............

Wo Hans K Keh Raha Tha Gham Bhi Tumhen Milen Ge......

Lekin Na Hosla Tum Apna Nidhaal Rakhna.........

Har Baat Ka Tqaza Mujh Se Jo Kr Raha Tha "SAHIL"............

Kiya Us Ka Haq nahi Tha Mera Khayal Rakhna............


no likes.

Posted on March, 06 2011 06:41:13 PM

maryprincess60


Age: 37 Female
5041 days old here
Total Posts: 202
Points : 138

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Bachpan K Dukh Kitney Ajeeb Hotey they,
Tub to sirf Khiloney Tora karty they..

Wo Khushiyan bhi Janey Kesi Khushiyan thi,
Titlyon k par nouch k Uchhla karty they..

Chotey they to Makr-o-Fraib b chotey they,
Dana dal k chirya pakra karty they...

Paon mar k Barish k Pani mein,
Apni naou aap daboya karty they..

Apney jal jany ka b ehsaas na tha,
Jalty hovey sholon ko cheera karty they...

Ab tou ek ansoo b ruswa kar deta hai,
Bachpan mein tou jee bhar k Roya karty they.



no likes.

Posted on March, 06 2011 06:55:19 PM

ozair


Age: 36 Male
5041 days old here
Total Posts: 3306
Points : 245

Location:
peshawar, Pakistan

Status : Offline
Rishtoon Ki Baat Na Youn Chali Hotee

Daman Mein Aag Na Youn Lagaee Hotee

Zindagi To Weyse Hi Pareshan The Apni

Aur Na Meri Pareshani Youn Barhai Hotee



no likes.

Posted on March, 06 2011 07:39:49 PM