Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Shulah hun barakny ki

Shulah hun barakny ki guzarish nai karta
Such mun sy nikal jata ha kushish nai karta

Girti hui deevar ka hamdard hun lakin
Charty huy suraj ki parstish nai karta

Lahroo sy lara karta hun darya mai utar kar
Sahil pay khary ho k mai sazish nai karta

Har hall mai hush rahny ka fun ata ha muj ko
Marny ki dua jiny ki huahish nai karta

Hamdard_e_ahbab sy darta hun SaaMer
Mai zahm to rakhta hun nomaish nai karta

425 chars (3 sms)
(Not Rated Yet)
 

Hottest SMS Messages this week

Fill in the blanks

Muskarana lrki ki ada hai

Kisi ka Dil na dukhao

TEACHER: Us ne KHUDKUSHI kar..

R U Sick suffering from fever

Kitni Aziyat Se Us Ne Mujh

Bachpan ke dukh

1 tha Chooha..

FaCt Of LiFe

Too Many Of Us

Existing Users Login
User ID  
Password  
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook