Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'ishq'

mere chere per ye jo nishan

mere chere per ye jo nishan se kbi ansu guzrte the yahn se faqt teri zra c aik han mera ser ja laga hain asman se sbi insan payher ho gay hain ab in me aey gi dharan kahan se ameer karwan aisa mila hai jo rasta pochta karawan se muje ab aa gya hai ishq karna me lar skta hon ab sare jahn se phr inki b kami mehsos hogi uta mt khushk pate gulistan se abi sultan me hai jan baqi kahan jay ga tere aastan se

405 chars (3 sms)


Kabhi socha hai?

Kabhi socha hai?
hamary rishtey ka naam kia hai
mohabbat,zarorat, khawahish, jonoon,ishq
yaa
wo rishta jo
aasman ka zameen se hai
barsih ka sehra hai
haqeqat ka khawabon se hai
din ka raat se hai!
ye bhi kabhi aik doosry se mil nahi saktey
lekin aik doosry k baghair adhoory bhi hai
shayad aisa hi kuch rishta
mera aur tumhara bhi hai!!!

350 chars (3 sms)


Zingai Tanhaa Na Thi,

Zingai Tanhaa Na Thi,

Aey Ishq Teri Rah Mein


Dhoop Thi, Sehraa Tha, Aur Ik Meharbaan Sayya Bhi Tha

107 chars (1 sms)


Ishq se mili jo Tanhayian hame..

Ishq se mili jo Tanhayian hame..

Kaise unka dard bayan karenge..

Ek se hi mohabbat itni karli humne..

Ab Auro se mohabbat kya karenge...

145 chars (1 sms)


Dil Ki dhadkno Ki awaz Suni

Dil Ki dhadkno Ki awaz Suni he maine, Apni Ankho se Koi Baat kahi Hai Maine,
Bus 1 dedar k liye Khud ko sambhale Baithe hai,
Jane Ye ishq Me Kaun c raah Chuni He Maine?

171 chars (2 sms)


Wo the pehlu mai,or the chandni raat

Wo the pehlu mai,or the chandni raat
Hamari Zindagi thi bas wohi chandni raat

Ajab chasmak zani thi wisal ki raat
Nazar inki thi or taroon bhari raat

Nigah-e-mast inki k rahe hai
Kahen hoti rahe hai saqi gari raat

Abas hai wada-e-farda tumhara
Mariz ishq ki hai akhri raat

Kisi ne wada-e-farda kia hai
Hume mar kar basar karni pari raat

Tabassum se kisi k ban gaye thi
Meri khilwat sarapa CHANDNI RAAT!!!!!!!!!!!!!

435 chars (3 sms)


Zindagi Sirf Mohabbat Nahi

Zindagi Sirf Mohabbat Nahi
Kch Aur Bhi Hy

Zulf-o-Rukhsar Ki Jannat Nahi
Kch Aur Bhi Hy

Bhool-o-Aflas Ki Is Maari
Hui Dunya Main

Ishq Hi Ek Haqiqat Nahi
Kch Aur Bhi Hy ...

184 chars (2 sms)


Tum rasm-e-muhabbat kya jano

Tum rasm-e-muhabbat kya jano
Tum hunar wafa ka kya jano
Tum mosam khizan ka kya jano
Tum bahar ka mosam kya jano
Tum dil ka tarapna kya jano
Tum aankhon ka tarasna kya jano
Tum ishq mein jeena kya jano
Tum ishq mein marna kya jano
Yeh tumhari muhabbat jaan hai meri
Tum jaan ka matlab kya jano

302 chars (2 sms)


Ab Laut Aao Key Aik Bar P

Ab Laut Aao Key Aik Bar Phir Mera Dil Apni dharkno Kay Beqaboo Honay Ka Khail Dekhna Chahta Hai Ab Laut Aao Kay Aik Bar Phir Meri Palkien Tumhari Nazroon Sey Ghabra Ker Jhukna Chahti Hain Ab Laut Aao Key Aik Bar Phir Meray Qadam Tumharey Qadmon Kay Saath Unhin Rastoon Per Chalna Chahtey Hain Ab Laut Aao Key Aik Bar Phir Mera Wajood Tumharey Ishq Ki Aag Main Jalna Chahta Hai Ab Laut Aao Key Aik Bar Phir Meri Zindagi Tumhari Zindagi Sey Jurr Ker Khud Ko Jeena Chahti Hai

473 chars (3 sms)


Firdous-e-Jannat mein lakh

Firdous-e-Jannat mein lakh horon ka tassawar hi faraz

Mein ek insan k ishq se niklon to to wahan tak sochon

111 chars (1 sms)


Dilon Se Khelne Ka Hunar

Dilon Se Khelne Ka Hunar Hamein Nahi Aata,

Isliye Ishq Ki Baazi Hum Haar Gaye,

(M)er(i) Zindagi Se Shayad Unhe Bohot Pyar Tha,

Isi Liye Mujhe Zinda Hi Maar Gaye.

171 chars (2 sms)


Chalo MAIN maan loon

Chalo MAIN maan loon
Mujh ko ISHQ hy TUM
sy

Tou Chalo TUM bhi kahi
Isi Sabab MAGHRUUR ho
TUM .

101 chars (1 sms)


iShq Kii Daastaan Hai Pyaare,

iShq Kii Daastaan Hai Pyaare,
Apani Apani Zubaan Hai Pyaare

Ham Zamaane Se iNtaqaam To Len,
Ek Hasiin Darmiyaan Hai Pyaare

Tu Nahin Main Hun, Main Nahin Tu Hai,
Ab Kuch Aisa Gumaan Hai Pyaare

Rakh Qadam Phunk Phunk Kar Naadaan,
Zarre Zarre Men Jaan Hai Pyaare.

274 chars (2 sms)


iShq Kii Daastaan Hai Pyaare,

iShq Kii Daastaan Hai Pyaare,
Apani Apani Zubaan Hai Pyaare

Ham Zamaane Se iNtaqaam To Len,
Ek Hasiin Darmiyaan Hai Pyaare

Tu Nahin Main Hun, Main Nahin Tu Hai,
Ab Kuch Aisa Gumaan Hai Pyaare

Rakh Qadam Phunk Phunk Kar Naadaan,
Zarre Zarre Men Jaan Hai Pyaare.

274 chars (2 sms)


Ye IshQ-0-m0haba

Ye IshQ-0-m0habat wada-0-wafa Sb Rasmi Rasmi Batain haiN ''FaraZ''

Hr Shaks Ana Ki Masti main Bs Apni khatir Jeeta hY

120 chars (1 sms)


,,GO ???? Aaas aankhain adalt adhi raat Adult after death agra aisi konsi ajab akhtar allama anarkali anniversary April fool aqwaal Asif attitude badsha barish beer bewafa bhutto bichar gay blessing broken broken heart bund call cast Chahat chale chanda Chinees choose CHUT cool cricket Daag dard daru december defence day dene dhoka dhund door Doori dost doste duwa eid mubarak Eid ul azha ENGAGEMENT evening Facebook Faiz Faraz Farq sirf itna tha flower Forgiveness forward Friday friends friendship Funny funny poetry Funny sms Ganday sms Gandi gay sms Ghazal girl Girls golden good night gujjar gurbat Hairstyle Hand hansna happy birthday Happy dewali Happy new year haqeqt HATE heart heaven hijab hijar hussain i love u I love you i miss u If You Really Love Someone Arrange jawab karna kashti khali hathon ko kabi gor se dekha hai Khat Khata khobsort khushiya King Land larki Laut aao life little love Love love sms lover malik manzil Married marrige masjid Masoom maut miss you mohabbat Mola ali mother moti Mout nagni namaaz NARAZ Nawaz sharif New year sms nice msg november Pahalia paheli pakistan parda Pashto poetry pyar question quotes raat rajni Rape raqeeb Rashid reason reply rishty ROMANTIC KISS safar Sali samandar santa sardar SAWAL saza Sehri shadi shakespear sham shaq sharab shoaib SINDHI TOPI AUR AJRAK so gay socretes songs sorry submit Success Sunday Tabinda Talent tanhai Tere Chehra teri qasam Thanks train trust udasi Urdu uses valentine Veena wafa wapda Waqar waqat waqt wasi wife winter ya allah yaad yad sms ye watan Your heart was frozen zubaida
Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook