Forums > Poetry / Ghazal Corner > Ujaaly Aapni Yadoon kay !!!
  • Page 1 of 1
  • 1
atif03


Age: 46 Male
4796 days old here
Total Posts: 7660
Points : 828

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Ujaaly Aapni Yadoon kay !!!
Ujaale apni yaadon ke humare sath rahne do
na jane kis gali main zindagi ki sham ho jaye

koi haath bhi na milayega jo gale miloge tapak se
ye naye mizaj ka shahr hai zara fasle se mila karo

koi phool dhoop ki pattiyon mein hare riban se bandha hua
ye ghazal ka lahza naya naya na kaha hua na suna hua

makaan se kya mujhe lena makaan tumko mubark ho
magar ye ghaas wala reshmi kaleen mera hai

kisne jalaayee bastiyan baazar kyon lute
main chaand pe gaya tha mujhe kuchh pata nahi

sar jhukaoge to patthar devta ho jayega
itna mat chaho use wo bewafa ho jayega

nazar se guftgu, khaamosh lub tumhari tarah
ghazal ne sikhe hain andaaz sab tumhari tarah

pahli bar nazaron ne chaand bolte dekha
hum jawab kya dete kho gaye sawalon main

aankhon ki kishtiyon mein safar kar rahe hain wo
jin doston ne dil ke safine duboye the


no likes.

Posted on October, 12 2011 01:36:13 AM


saim14399


Age: 31 Male
4456 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Nice
Yadiain hi rah jati hy.bs


Ujaale apni yaadon ke humare sath
rahne do
na jane kis gali main zindagi ki sham
ho jaye koi haath bhi na milayega jo gale
miloge tapak se
ye naye mizaj ka shahr hai zara fasle
se mila karo koi phool dhoop ki pattiyon mein hare
riban se bandha hua
ye ghazal ka lahza naya naya na kaha
hua na suna hua makaan se kya mujhe lena makaan
tumko mubark ho
magar ye ghaas wala reshmi kaleen
mera hai kisne jalaayee bastiyan baazar kyon
lute
main chaand pe gaya tha mujhe
kuchh pata nahi sar jhukaoge to patthar devta ho
jayega
itna mat chaho use wo bewafa ho
jayega nazar se guftgu, khaamosh lub
tumhari tarah
ghazal ne sikhe hain andaaz sab
tumhari tarah pahli bar nazaron ne chaand bolte
dekha
hum jawab kya dete kho gaye
sawalon main aankhon ki kishtiyon mein safar kar
rahe hain wo
jin doston ne dil ke safine duboye the

no likes.

Posted on March, 13 2012 05:58:27 PM

MirzaIT


Age: 31 Male
4454 days old here
Total Posts: 1055
Points : 350

Location:
Gujrat, Pakistan

Status : Offline
so nice.....

no likes.

Posted on March, 13 2012 08:01:49 PM

saim14399


Age: 31 Male
4456 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
thori muj masti b kr lia kro
Me ap ko funy
Shear sunao
Hmmm.

no likes.

Posted on March, 25 2012 12:38:38 PM

saim14399


Age: 31 Male
4456 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
wo jo ham se pary bethay hain
Wo smjte hain
Ham un pe mare bethay
Lakin
Ham to un pe mary bethay
Hain
Jo un se b pare bethay hain.
He he he

no likes.

Posted on March, 25 2012 12:39:54 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4825 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
'Tu kisi or ki jageer he ae jan-e-ghazal..

Log tufaan utha denge mere sath na chal..

Pehle haq tha teri chahat K chaman par mera..

Pehle haq tha teri khushbu-e-badan par mera..

Ab kisi or k shaano pe he tera aanchal..

Log tufaan utha denge mere sath na chal..

Meri qismat me nahi piyar ki khushboo shayed..

Mere hathon ki lakeero me tu nahi shayad..

Apni taqdeer bana mera muqaddar na badal..

Log tufaan utha lenge tu mere sath na chal..!!

no likes.

Posted on March, 25 2012 04:18:16 PM

saim14399


Age: 31 Male
4456 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
beatifull

Gud words
Apni takdeer bna mara mukadar na badal.
Nice owais bhai

no likes.

Posted on March, 26 2012 01:52:49 AM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4825 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
thanks
saim

no likes.

Posted on March, 26 2012 05:54:11 PM

saim14399


Age: 31 Male
4456 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
not mention
Owais bhai jan
Hmmmmmmmmm

no likes.

Posted on March, 27 2012 01:49:52 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4254 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Gham ka afsaana sunaaon ga to wehshat hogi,
Aur paidaa tere dil main wohi nafrat hogi

no likes.

Posted on February, 05 2013 05:39:14 PM

hearthackervsgirls


Age: 39 Male
3961 days old here
Total Posts: 2292
Points : 11973

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Buhat nice poetry hai. Mujhe sab ki poetry buhat passand ai.

no likes.

Posted on July, 28 2013 08:38:38 AM

Tayyab96


Age: 28 Male
4410 days old here
Total Posts: 3434
Points : 149

Location:
Gujranwala, Pakistan

Status : Offline
Wafaa Ke Baab Mein iLzaam-e-Aashiqui Na Lia
Ke Teri Baat Ki Aur Tera Naam Bhi Na Lia

Khusha Wo Loog Ke Mehroom-e-iLtafaat Rahay
Tere Karam Ko Ba Andaaz-e-Saadgi Na Lia

Tumhaaray Baad Kayi Haath Dil Ki Simt Barhay
Hazaar Shukar Girebaan Ko Ham Ne Si Na Lia

Tamaam Masti-o-Tishna Labi Ke Hangaamay
Kisi Ne Sang Uthaaya, Kisi Ne Meena Lia

“Faraz” Zulm Hai Kuch Itni Khud Aitmaadi Bhi
Ke Raat Bhi Thi Andheri, Charaagh Bhi Na Lia

no likes.

Posted on August, 30 2013 12:57:47 PM

hearthackervsgirls


Age: 39 Male
3961 days old here
Total Posts: 2292
Points : 11973

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
wah wah wah wah, kya zaberdast potry post ki hai apne atif bhai , carry on.

no likes.

Posted on September, 02 2013 09:39:47 AM

shadabnaqvi1


Age: 30 Male
4042 days old here
Total Posts: 1135
Points : 373

Location:
attock, Pakistan

Status : Offline
Wafaa Ke Baab Mein iLzaam-e-Aashiqui Na Lia
Ke Teri Baat Ki Aur Tera Naam Bhi Na Lia

Khusha Wo Loog Ke Mehroom-e-iLtafaat Rahay
Tere Karam Ko Ba Andaaz-e-Saadgi Na Lia

Tumhaaray Baad Kayi Haath Dil Ki Simt Barhay
Hazaar Shukar Girebaan Ko Ham Ne Si Na Lia

Tamaam Masti-o-Tishna Labi Ke Hangaamay
Kisi Ne Sang Uthaaya, Kisi Ne Meena Lia

“Faraz” Zulm Hai Kuch Itni Khud Aitmaadi Bhi
Ke Raat Bhi Thi Andheri, Charaagh Bhi Na Lia

no likes.

Posted on September, 02 2013 10:08:46 PM

  • Page 1 of 1
  • 1