farhanahmed
Age: 35
4791 days old here
Total Posts: 127
Points : 209
Location:
karachi, Pakistan
Status : Offline |
Subject : tum bhi aao na (closed) tum bhi aao na mujha had sa guzarta daikho, apni ankhon sa aik ajnabi pa mrta daikho,~ma aise hi tanhai me nhi roya kerta, aao mare angan ko baharon main ujarta daikho, ~kis qadar pyar se hawaon ne chua tha jissay, aao us phool ko baharon main bekharta daikho, ~yun na samjho gay mare shiddat e jazbat ko ASAD, meri raton ko bas tanhai main guzarta daikho,
no likes.
|