Safar tanha nahin karte Suno aesa nahin karteChalo tum raz ho apna Tumhain afsha nahin karte Suno jis ka muqaddar ho ossey chora nahi karte Jisay shafaf rakhhna ho ussey maila nahin karte Jo bas jata hai dharkan main ussey bhula nahin karte Kisi ko dil dete waqt boht socha nahin kartey Jo pehlay sey tanha ho ussey tanha nahin karte Suno yadain sataingi magar roya nahin karte Suno tum yad atay ho aur hum soya nahin karte
no likes.
|