Forums > Songs & Lyrics > pene dey masjid main beth kar
  • Page 1 of 1
  • 1
Nishag


Age: 33 Female
4750 days old here
Total Posts: 609
Points : 104

Location:
lhr, Pakistan

Status : Offline
Subject : pene dey masjid main beth kar
1. Ghalib

Zahid Sharab Pene Dey Masjid Main Beth Kar,
Ya Woh Jaga Bata Jahan Khuda Nahi..

2. Iqbal

Masjid Khuda Ka Ghar Hai Pene Ki Jagah Nahi,
Kafir K Dil Main Ja Wahan Par Khuda Nahi...

3. Faraz

Kafir K Dil Se Aya Hon Main Yeh Dekh Kar,
Khuda Mujood Hai Wahan, Usy Hee Pata Nahi..

no likes.

Posted on May, 29 2011 09:41:55 AM


atif03


Age: 46 Male
4791 days old here
Total Posts: 7660
Points : 828

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aik Hi Dar Ho To Sajdon Mein Maza Ata Hai
.......Iqbal........
Bhattakte Rahte Hain Wo Log Jin K Lakh Khuda Hote Hain...!!

no likes.

Posted on May, 29 2011 02:46:50 PM

Sheikho


Age: 31 Male
4754 days old here
Total Posts: 4100
Points : 41

Location:
Fsd, Pakistan

Status : Offline
Nishag said:

1. Ghalib

Zahid Sharab Pene Dey Masjid Main Beth Kar,
Ya Woh Jaga Bata Jahan Khuda Nahi..

2. Iqbal

Masjid Khuda Ka Ghar Hai Pene Ki Jagah Nahi,
Kafir K Dil Main Ja Wahan Par Khuda Nahi...

3. Faraz

Kafir K Dil Se Aya Hon Main Yeh Dekh Kar,
Khuda Mujood Hai Wahan, Usy Hee Pata Nahi..

atif03 said:

Aik Hi Dar Ho To Sajdon Mein Maza Ata Hai
.......Iqbal........
Bhattakte Rahte Hain Wo Log Jin K Lakh Khuda Hote Hain...!!

MASHAALLAH Phir Sy TAkraar Wah!
*********Asr-e-HAzir MAlakul MAut HAi Tera Jisny
Qabz Ki Rooh Teri Dy K Tujhay Fikr-e-Ma'aash**********

no likes.

Posted on May, 29 2011 03:11:11 PM

LvGuru


Age: 32 Female
4742 days old here
Total Posts: 289
Points : 174

Location:
lhr, Pakistan

Status : Offline
Wah nishag ap to kamal ki poetry post krti ho kahan sy lati ho aisi shairy jahan sy b laati ho kamal ho yr ap to buhtttt he zbdsx shaaer ho..........

no likes.

Posted on May, 29 2011 08:53:42 PM

Newsi


Age: 37 Male
4749 days old here
Total Posts: 353
Points : 255

Location:
Kharachi, Pakistan

Status : Offline
Nishag Subhanallah Apki poetry ko ksi ki nazar na lgy bas ap aisy he poetry post krti raha kren aapki poetry mery jeena ka sahara banti ja rahi hai rooh taza ho jati hy!

no likes.

Posted on May, 29 2011 09:03:34 PM

Nishag


Age: 33 Female
4750 days old here
Total Posts: 609
Points : 104

Location:
lhr, Pakistan

Status : Offline
Thanks Thanks Thanks Thanks Thanks Thanks Thanks Thanks Thanks Thanks Thanks Thanks All 4 Liking my poetry
>>>>>>>See My All POsts Plzzzz Click Here<<<<<<<<<<<

no likes.

Posted on May, 30 2011 03:28:08 PM

Naqvi


Age: 37 Male
4124 days old here
Total Posts: 4490
Points : 571

Location:
attock, Pakistan

Status : Offline
Itne Bhi Tou Wo Khafaa Nahi Thay
Jaisay Kubhi Aashna Nahi Thay.. ....

Ab Ke Bichre To Shayad Kabhi Khwabon Mein Milein
Jis Tarah Sukhe Hoye Phol Kitabon Mai Milain.. ....

no likes.

Posted on April, 08 2018 05:36:19 PM

  • Page 1 of 1
  • 1