Forums > Songs & Lyrics > chanda ki doli mein pariyon ki jholi mein MY FAV SONG
  • Page 1 of 1
  • 1
mukaram1128


Age: 35 Male
4711 days old here
Total Posts: 242
Points : 101

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Subject : chanda ki doli mein pariyon ki jholi mein MY FAV SONG
chanda ki doli mein
pariyon ki jholi mein
shehzadi aayi meri

chanda ki doli mein
pariyon ki jholi mein
khushiyan woh layi meri
palkon ke dar se
woh aankhon ke ghar mein rahe
khwaabo ko sach hone de
har ek dua mein usko hi maanga sada
woh bhi mujhe maang le

aane se uske yahan
mehka hain sara sama
usko toh sajda kare ab yeh zameen asmaan
mujhe hain yakeen itna hasin maine kahin dekha nahi
sun le jar tu yeh iltejaah hain khuda
woh kaash mujhko miley

khwaabo ka aao ek ghar banaye
harsu jahan hum mohabbat sajaye
subah shaam ho jaa dilkaashi
raat miley shabnami
ek chand jaise taaron ke dil mein pane
yeh pyar aaise khile
chanda ki doli mein
pariyon ki jholi mein
shehzadi aayi meri

no likes.

Posted on May, 24 2011 09:36:33 PM


Naqvi


Age: 37 Male
4120 days old here
Total Posts: 4490
Points : 571

Location:
attock, Pakistan

Status : Offline
Aankhon Se Mry Is Liy Lali Ni Jati
Yadon Sy Koi Rat Khali Nijati.. ....

no likes.

Posted on April, 08 2018 05:51:54 PM

  • Page 1 of 1
  • 1