Forums > Religion > Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Bhaio ye topic hazart ali k aqawal k lye bana raha hun plz yahan sub hazrat ali k qaoul post karen. Shukria

no likes.

Posted on November, 22 2014 06:50:34 PM


Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Faraman e ameer ul momnen hazrat ali r.a jo shakhs deen ko kho baithe .wo fikar aur gumrahi me ghomta rahta hai.

no likes.

Posted on November, 28 2014 10:38:00 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Deen ki kharabi lalach, aqal ki kharab dunia k dokhe aur fareeb me aa jana.nafs ki kharabi hawa parasti deen ki kharabi dunia aur amanat ki kharabi khayanat ki ataat hai.

no likes.

Posted on November, 28 2014 10:41:19 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Wo shakhs kamyab hai jis ne wafa dari ki chadar ordh li aur amant dari ka kurta pehan lia. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on November, 28 2014 04:08:01 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Admi k rawaj ronak ki kharabi is ka jhot aur kazabi hai. Hazrat ali razi Allah ho ta'la anhu . . . . .

no likes.

Posted on November, 28 2014 04:09:07 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Talib e akhrat ko chahye k apne taaluq wale logon se sachai k sath muamla kare. Apni aqal ko hazir mojod rakhe is se dor na ho jae.

no likes.

Posted on November, 28 2014 04:12:46 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Akharat k betun me shamil ho jae k wahen se aya hai aur us ki taraf lot kar jae ga hazrat ali r.a . .

no likes.

Posted on November, 28 2014 04:14:12 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4796 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Tabeyat ki Narmi aur Sakhawat, insan ko Dushmnon k dilon main bhi Mehboob bana daiti hai

no likes.

Posted on November, 28 2014 04:25:59 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4796 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Ager kush rehna chatey ho tu na to umeed rekho ur na hi shawaka kero


Jis shaks ne apna raaz kisi ko bata diya wo us ka mohtaaj ho geya

no likes.

Posted on November, 29 2014 06:52:13 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Sardaron ki fazeelat aur bazurgi ye hai k wo khuda ta'la ki ibadat ko nahayat khobi k sath ada karein.

no likes.

Posted on November, 29 2014 06:52:33 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aqal ki fazelat ye hai ka insan dunia se beraghabt ho jae. Hazart ali razi Allah ho anhu0. . . . . .

no likes.

Posted on November, 29 2014 06:54:09 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Insan ki fazeelat logon k sath neki aur ahsan karna hai.aur badshah ki fazelat mulkon aur sheron ko abad krna hai.

no likes.

Posted on November, 29 2014 06:55:52 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4796 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Mujhy janat se zeyada masjid main bethna acha legta hai
kyun k
janat main mera dil khush ho ga jab k masjid main mera RAB khush ho ga

no likes.

Posted on November, 29 2014 06:57:25 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ryaast ki fazeelat hussan e syasat hai. Fikar aur fahim me taraqi karna ilmi mazamen ko bar bar ratne aur un k parhne parhane ki nisbat zayad mufeed aur mausar hai

no likes.

Posted on November, 29 2014 06:57:59 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Waaiz nasehat ko samjhna buraion se bachne ka bais hai pas ae momeneen zamane k bartanak waqayat se naseehat ka sabq haisl karo.

no likes.

Posted on November, 29 2014 06:59:46 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Tabah karon k halat ko ibraat ki nigah se dekho .aur khuda k azaab se daranae wale logon k nasaah se faida uthao.

no likes.

Posted on November, 29 2014 07:01:50 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Taat me fiqar karna is ki baja awri ka baais aur gunah ki sooch karna is me mubtla hone ka mojib hai.

no likes.

Posted on November, 29 2014 07:03:20 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Pehle soch aur us k baad kalam kar ta keh galti se bacha rahe.. Hazrat Ali razi Allah ho anhu . . . .

no likes.

Posted on November, 29 2014 07:04:51 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Badshah aur raaes ka na hona kameenun ki riyasat se acha hai. Hazrat aLI razi Allah ho anhu0. . . . .

no likes.

Posted on November, 29 2014 07:06:20 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Tmam aafton se bhag kar khuda ki bargah me aa kar panah lo.aur is k darbaar se bhag kar kahen na jao.

no likes.

Posted on November, 29 2014 07:11:17 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Kiun k jahahn kahen jao ge wo tumhen pakar le ga aur tum kbi us k hath se chout nai sakte. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on November, 29 2014 07:12:47 AM