Forums > Religion > Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Bhaio ye topic hazart ali k aqawal k lye bana raha hun plz yahan sub hazrat ali k qaoul post karen. Shukria

no likes.

Posted on November, 22 2014 06:50:34 PM


rashidfarooqz


Age: 52 Male
4796 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Agar Tum Seedhay rastay pe ho aur kisi Mushkil ka samna nahi ker rahay to kuch dair k liyay socho k kahin tum kuch ghalt to nahe ker rahay kyon k seedha rasta to mushkilaat se bhar pur hota hai

no likes.

Posted on December, 22 2014 05:58:22 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4796 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Mujhy janat se zeyada masjid main bethna acha legta hai.... kyun k... janat main mera dil khush ho ga jab k masjid main mera RAB khush ho ga

no likes.

Posted on December, 23 2014 05:58:33 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4796 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Apni Zubaan Ki Taizi Us "MAA" Per Mat Aazmao, Jisnay Tumhein Bolna Sikhaya

(Hazrat Ali R. A.)

no likes.

Posted on December, 24 2014 10:07:44 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4796 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Koi aaina insan ki itni sachi tasveer nahi paish kar sakta jitni k oski guftagoo paish karti hai.

(Hazrat Ali R. A.)

no likes.

Posted on December, 25 2014 10:48:25 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Beshak khudae pak ne tumhare qudrton k nishanun ko shkar kar rkha hai. Wo tumhare amaal ko janta hai aur tumhari umaron aur maut k waqt ko likh rakha hai.

no likes.

Posted on December, 26 2014 07:51:39 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Beshak aam log fitnun k daryahon me ghus pare aur sunat ko chor kar bidaton ko pakar liya. Jahalat ki baton me masroof howae aur zabani ilam ka dawa kia.

no likes.

Posted on December, 26 2014 07:53:21 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aik shaks ki muzamat k beshak is shaks ki aqal ko nafsani khawashon ne phar dia aur us k dil ko maar dala aur is ka nafas is pe aashq hogaya hai.

no likes.

Posted on December, 26 2014 07:55:00 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aik shakhs ki tareef us shaks ne apne dil ko zinda kar liya apni nafsani khawash ko maar dala aur ye apne parwardegar ka muteh aur apne nafs ka nafarman howa.

no likes.

Posted on December, 26 2014 07:56:40 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Tahqeeq hum log aise zamane me mojod hain kis me berahi ki baten ziyada aur khairo baqkat k saman kam hain is ki kuch ajeeb halat hai k is me log nokokar hain in ko badkar shumar kia jata hai aur zalmun ka zulam din badin brth jata hai

no likes.

Posted on December, 26 2014 07:58:51 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ap ne humare pyare nabi k bare me farmaya k ap ne dunaia ko haqeer o zaleel aur khawar samjha aur is ko nyaht zilat ki nigah se dekha aur us bat ka yaqeen kia k Allah ne apni maryi aur ikhtyar se is ko murdar ko ap se hata rakha hai aur dosorun k lye is ko phala dia hai.

no likes.

Posted on December, 26 2014 08:02:00 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Beshk logon ne gunahun aur badkari k kamun apar apas me bhai bandi daal rakhi hai den k kamun me aik dosre pser aalihda aur juda hain.

no likes.

Posted on December, 26 2014 08:03:31 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Beshak log jhoot bolne par aik dosre se muhabbat karte aur such bolne par aik dosre k dushman ho jate hain.

no likes.

Posted on December, 26 2014 08:06:33 AM

shadabnaqvi2


Age: 30 Male
3752 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
"Apne Behtreen Waqt..............."
Apne behtreen Waqt Ko
Namaz K Liye Waqf Kro
Q K Tumhare Sab Kam Tumhari
Namaz K Bayis Qubool Honge
Hazrat Ali(R.A.)

no likes.

Posted on December, 26 2014 07:01:00 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4796 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
JAB TUMHAIN KHUSHYAN MILNY LAGAIN TOU 3 CHEZON KO NA BHOOLO:
1)ALLAH KO.
2)USKI MAKHLOOQ KO.
3)APNI ASSLIAT KO!


no likes.

Posted on December, 26 2014 08:13:55 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4796 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Tera Sacha Dost Sirf Wohi Shaks Hai Jo Tery Sath Chaplosi Sy Pesh Na Aaey (Hazrat Ali R. A.)

Jo koi apny AIBOON ko dekhata hai Wo dosron key AIBOON Ko nahi dekhta (Hazrat Ali R. A.)


no likes.

Posted on December, 27 2014 08:25:17 PM

shadabnaqvi2


Age: 30 Male
3752 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
“Sub se Ziyada Kamzor AADMI wo he
Jo DOST ko HAASIL karne me
Naakaam ho,Aur us se bhi Ziyada
Kamzor Wo he Jo Haath aai howe
DOST ko ganwa de”( Hazrat Ali )

no likes.

Posted on December, 28 2014 08:33:20 AM

shadabnaqvi2


Age: 30 Male
3752 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Lambi umeedoon se perhaiz kia karo,
kyon k yeh dosri naimtoon ko Tumhari
nazar mai haqeer bana deti hain aur
tum unki shukar guzari nahi kertay.

no likes.

Posted on December, 28 2014 08:42:47 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Beshak shareer log zahar aur ghalib aur bhale mans posheeda aur makhwi ho gae hain.jhoot aam taur par phail gaya aur suchai kam ho gai hai.

no likes.

Posted on December, 29 2014 07:57:53 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Beshak emaan ne apne mutqdeen par islam ki sunton aur farzun ki pabndi ko lazim aur zarøori qarar dia hai

no likes.

Posted on December, 29 2014 07:59:41 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3823 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Besha zamana apni is pehli haibat ki taraf jo asaman aur zameen ki padaish k waqt thi ghom ghuma kar aa gaya hai

no likes.

Posted on December, 29 2014 08:01:18 AM