Forums > Religion > Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Bhaio ye topic hazart ali k aqawal k lye bana raha hun plz yahan sub hazrat ali k qaoul post karen. Shukria

no likes.

Posted on November, 22 2014 06:50:34 PM


Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ibrat dilane pe ibrat pazeer hota us k azab se darane par bure kamun se baaz aajata.samjhane pe samjh jata .us k azab ka khaof rakhta aur hissab k din k lye neek amal kamata hai.

no likes.

Posted on December, 06 2014 07:21:43 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aee Allah k bandu khuda k lye takabur aur burai ki chadar orhne se bacho .kiun k takabur shaitan ka wo bhari phandha hai jis k zarye bani adm k dilun par wo is tarah hamla karta hai jis tarah zahir qatil hamla karti hai.

no likes.

Posted on December, 06 2014 07:25:18 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4801 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Masaib Ka Muqabla Sabar Se Aur Naimaton ki Hifazat Shukar Se Karo

( Hazrat ALI R. A)

no likes.

Posted on December, 06 2014 06:16:54 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aae Allah k bando! Allah se us shakhs ki tarah khof rakho jis ka dil akharat ki fikar me mashghool is ki zuban khuda ki yad me masroof hai.

no likes.

Posted on December, 07 2014 07:19:53 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Pechle post ka bqiya hisa =aur wo apne aman k lye har waq us k azaab ka khaof rakhta hai. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on December, 07 2014 07:21:07 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
. . .Aae Allah k bando khuda ne jis chez k lye tm ko paida kia hai. Us ko bjalane me us se darte raho.

no likes.

Posted on December, 07 2014 07:22:28 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Us ka khof aisa rakho jis tarah us ne tm ko apni zaat se darya hai.aur jo chezein us ne tumhari khatir paida farmai hain un k mustahiq ho jao.chonkeh is k sub wadae suche hain.is lye wo sub pore farmae ga.aur tm ko apni akhrat ka khof zaroor rakhna chahye.

no likes.

Posted on December, 07 2014 07:27:25 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Wo shakhs kamyab howa jis ne hadayat k nor se apne dil k chargh ko roshan kia huwae nafs k jazbat se khaif howa.

no likes.

Posted on December, 07 2014 07:28:54 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Apne eman ko akhart ki jiyaat ka saman banaya aur taqwa aur parheez gari ko wahan k lye zakhera aur zad banaya

no likes.

Posted on December, 07 2014 07:30:27 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ae khuda k bandu Allah se us shakhs ki tarah khaof rakho jo dunia se alag ho kar akhart k lye kamar basta ho gaya .

no likes.

Posted on December, 07 2014 07:32:01 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Daman utha kar us k waste khosh sh karne laga fursat k waqt nek kamun me jald bazi aki aur khof k mare amaal e saleh me ijlat se kam lya.

no likes.

Posted on December, 07 2014 07:33:45 AM

HAQ


Age: 25 Male
4137 days old here
Total Posts: 1277
Points : 36

Location:
Kahuta, Pakistan

Status : Offline
jo shaks tumara gusaaa bardash kr ley ore Sabit kadam rahey wo tumara sacha dost h.Hazarat ALI R.A

no likes.

Posted on December, 07 2014 10:38:24 AM

HAQ


Age: 25 Male
4137 days old here
Total Posts: 1277
Points : 36

Location:
Kahuta, Pakistan

Status : Offline
Tumara Akh Rab h phr b tum usey yad nye kartey.Ush k kitney bandey h phr b wo tumey nye bhulta.IMAME ALI R.A

no likes.

Posted on December, 07 2014 10:39:43 AM

HAQ


Age: 25 Male
4137 days old here
Total Posts: 1277
Points : 36

Location:
Kahuta, Pakistan

Status : Offline
Jb tumari jan ko khatra ho Sadka dah kr jan bachow,Jb tumary DEEN ko khatra ho jan deh kr DEEN bachow

no likes.

Posted on December, 07 2014 10:40:43 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4801 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
kisi ki madad karte waqt us ke chehre ki jaanib mat dekho, ho sakta hai us ki sharminda ankhain tumhare dil me gurur ka beej bode.

no likes.

Posted on December, 07 2014 12:46:37 PM

0irha0


Age: 30 Female
4099 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
nice


no likes.

Posted on December, 07 2014 08:01:54 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Oihira0 bhai yahan hum chahte hain k sirf hazrat ali r.a k aqwal naqal hun ta keh sub ko asani hu sake.

no likes.

Posted on December, 08 2014 07:11:44 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4801 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Agar Tum Seedhay rastay pe ho aur kisi Mushkil ka samna nahi ker rahay to kuch dair k liyay socho k kahin tum kuch ghalt to nahe ker rahay kyon k seedha rasta to mushkilaat se bhar pur hota hai

no likes.

Posted on December, 08 2014 05:52:20 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4801 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Apka sacha dost hamesha apse bohat ziada larta ha lekin agr ap ek ansu b girao tu wo apke ansu rokne k liye pori dunia se lerta ha .

no likes.

Posted on December, 08 2014 10:23:33 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4801 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Tum ghulaab ka phool baan jao q k yeh phool us k haatho mai bhi khushbo chor jata hai jo issay masaal k pheink daita hai.

no likes.

Posted on December, 09 2014 06:20:08 PM