mazharkhan
Age: 28
3999 days old here
Total Posts: 4026
Points : 1924
Location:
Mehar 76330, Pakistan
Status : Offline |
Subject : Wo Kaha Karta Tha Wo kaha karta tha Jab Mein tujhy bhoolungaTo wo din zindagi ka Akhri din ho ga Us raat taaray Na chamkaingy Us subha Suraj na Nikley ga Wo kaha karta tha Meri har Saans se Tu wabasta hai Aaj jab us Ne rasta badla Tou Yaad aya Wo kaha karta tha
no likes.
|