Forums > Poetry / Ghazal Corner > Poetry by Waqar
2waqar


Age: 34 Male
3775 days old here
Total Posts: 2325
Points : 35

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Subject : Poetry by Waqar

zaalim thaa vo aur zulm kii aadat bhii bahut thii
majabuur the ham us se muhabbat bhii bahut thii

us but ke sitam sah ke dikhaa hii diyaa ham ne
go apanii tabiyat me.n baGaavat bhii bahut thii

vaaqif hii na thaa ramz-e-muhabbat se vo varnaa
dil ke liye tho.Dii sii inaayat bhii bahut thii

yuu.N hii nahii.n mashhuur-e-zamaanaa meraa qaatil
us shaKhs ko is fan me.n mahaarat bhii bahut thii

kyaa daur-e-Gazal thaa ke lahuu dil me.n bahut thaa
aur dil ko lahuu karane kii fursat bhii bahut thii

har shaam sunaate the hasiino.n ko Gazal ham
jab maal bahut thaa to saKhaavat bhii bahut thii

bulavaa ke ham 'Ajiz' ko pashemaa.N bhii bahut hai.n
kyaa kiijiye kam_baKht kii shoharat bhii bahut thii


no likes.

Posted on January, 17 2014 11:55:56 AM


Rohama


Age: 30 Female
4245 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Sulagti Khuahish hain khuaab Mere
Ukharrti Sansain hain Zindagi ki

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:49:45 PM

Rohama


Age: 30 Female
4245 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Jo Meri aankhon se Khuaab dekho
To Aik shab bhi na So sako Gay!

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:50:47 PM

Rohama


Age: 30 Female
4245 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
KisiKi ChaHat Par DiLSe AmaL KarNa
DiL Na TuTe UsKa,ItNi FiKar Karna
Ye ZinDagi Khaas He ApKe LiYe
Par Ap JiSke Liye Khas Ho UsKi KaDar KrNa

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:51:51 PM

Rohama


Age: 30 Female
4245 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Hai NAFS k Hathon tu Majboor Kitna
Sub Jaan k Bhe hai aaj La'Shaoor Kitna
Jis Chehry ne hy 1 Din Matti main Mil Jana
Us Chehrey Pe Hai Tujhe Gharoor Kitna
1 Sajde k inkaar ne IBLEES ko shetaan bana diya
Tu Khud jaan Le tera hai Qusoor Kitna

Jin Ki Sunnat pe Chalna tujhe Gawara Nahi
Terey Waste roye the woh Huzoor Kitna

Tune Chakhi hai Faqt Gunahon ki Lazzat

Tu Kya Jane
Aey Muslim

Zikr-e-Elahi main hai Suroor Kitna

by Allama |qbal

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:53:12 PM

Rohama


Age: 30 Female
4245 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Hum Wo Patty Nahi Jo Shakh Se Gir Jaty Hain FaraZ..
Kehdo Toofano Say Zara Okat Main Rahen

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:54:30 PM

Rohama


Age: 30 Female
4245 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Hawa e dasht mughay aab tu aajnabi na Samagh
Kay aab tu bhool gay Rastay bhe ghar kay mujhay

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:55:35 PM

Rohama


Age: 30 Female
4245 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Ehsas Na Kar in jazbon ka,Nazron se Gira Beshak Lekin...!

Jeena Bhi mujhe Dushwar Lage Itna Tu Nazar Andaz Na Kar...!

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:57:32 PM

Rohama


Age: 30 Female
4245 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Hum Teri Yad se Khud ko Bacha na sake,
Aur TERI Muhobbat ko Chupa na sake,

Ye b Maloom tha k Paa na Sakenge Tumhe,

Magr phr b Umeed k Diye ko Bujha na sake,

Kitni Hasrat Thi k keh doon, TUM bin Jee Nahi sakte,

Magr Samne TERE Hum Nazren utha na sake,

TUM b To Jan kar Hi Anjan se Ban Gay,

Aur Hum b Tumhen
Haal-e-Dil bata na sake,

Laakh Koshish ki Dil Ne k Bhool jaon TUJHE,

Magr 1 Pal b Tumhe Hum Bhula na sake...

no likes.

Posted on January, 30 2014 12:01:13 AM

Rohama


Age: 30 Female
4245 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Na jane kyun gale se lipat ke rone lage wo,
jab ham barso baad mile,
Jaate hue jinhone kaha tha mujhse,
Ke tum jaise laakhon milenge

no likes.

Posted on January, 30 2014 12:08:26 AM

Rohama


Age: 30 Female
4245 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Abhi to shikaytain hain dil badnaseeb se,
Ik din kisi ko dekh liya tha qareeb se,
Us ke baghair bhi wohi hai zindagi ka daur,
Halaat-e-zindagi bhi hain ajeeb se

no likes.

Posted on January, 30 2014 12:11:04 AM

madihajamil


Age: 28 Female
3756 days old here
Total Posts: 950
Points : 82

Location:
Sheikupora, Pakistan

Status : Offline
Arsa Beta Zindagi Beti Sab Kuch Beta Lekin Phir B
Jo Ishq Main Beti Ishq Hi Jane Ya Wo Jane Jis Par Beti

no likes.

Posted on January, 30 2014 01:18:52 PM

0irha0


Age: 30 Female
4095 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
Chalo Ye Zindagi Ab Ham Tumhare Naam
Karte Hain
Suna Hai Bewafa Ki Bewafa Se Khoob Banti
Hai

no likes.

Posted on August, 20 2014 08:28:06 AM