Forums > Poetry / Ghazal Corner > My Favourite Gazals collection 1
ravians


Age: 32 Male
4792 days old here
Total Posts: 941
Points : 123

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Subject : My Favourite Gazals collection 1 (closed)




no likes.

Posted on March, 15 2011 02:46:05 AM


atifmumtazkhan1992


Age: 31 Male
3879 days old here
Total Posts: 4370
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Thats really an AWESOME Collection and Worth Reading It !!

no likes.

Posted on October, 16 2013 10:14:18 PM

atifmumtazkhan1992


Age: 31 Male
3879 days old here
Total Posts: 4370
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Rashid bhai apki b ache comment hai !! i like the Content

no likes.

Posted on October, 16 2013 10:16:27 PM

atifmumtazkhan1992


Age: 31 Male
3879 days old here
Total Posts: 4370
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Lgta hai Rashid bhai ap b poetry ka kafi Shok rkhteyn hain !!

no likes.

Posted on October, 16 2013 10:19:36 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4800 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Gham-naak Samandar Mai Kinare Na Bichartey
Tum Bichrey The Yaadon Ke Sahare Na Bichartey
Mai Teri Judai Ka Sitm Jhail Hi Leta
Us Raat Agar Chand Sitare Na Bichartey
Ik Doojey Se Kuch Dard Ki Taqseem To Rehti
Jeewan Mai Agar Dard Ke Maare Na Bichartey
Har Rang Mai Hai Illat-o-Maalool Zaroori
Ankhen Na Bicharteen To Nazare Na Bichartey
Issi Torr Se Yaadon Ki Bhi Surat Nikal Aati
Hum Bhool Gaye Hote Jo Pyaare Na Bichartey

no likes.

Posted on October, 16 2013 10:30:22 PM

Niazi7860


Age: 31 Male
3850 days old here
Total Posts: 1250
Points : 546

Location:
Mianwali, Pakistan

Status : Offline
Ye kia hota hai g mujhe kuch samjh me nah

no likes.

Posted on October, 17 2013 06:34:10 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4800 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Kaha Mai Ne Kahan Ho Tum

Jawab Aya Jahan Ho Tum

Mere Jeewan Se Zahir Ho

Mere Gham Mai Nihaan Ho Tum

Meri To Sari Duniya Ho

Mera Sara Jahan Ho Tum

Meri Sochon Ka Mehwar Ho

Mera Zor-E-Bayan Ho Tum

Mai Hun Lafz Mohabbat Hon

Magar Meri Zubaan Ho Tum

no likes.

Posted on October, 17 2013 11:44:45 AM

Saeedanwar


Age: 31 Male
3853 days old here
Total Posts: 1492
Points : 798

Location:
Mianwali, Pakistan

Status : Offline
Wah best hai janab good hai koi shak nahein hai

no likes.

Posted on October, 17 2013 12:37:05 PM

hearthackervsgirls


Age: 39 Male
3959 days old here
Total Posts: 2292
Points : 11973

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Radhid bhai ap isi terha poetry post kerte rhe to aik poetry hacker ban jao ge...

no likes.

Posted on October, 17 2013 12:40:08 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4800 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Kal Ajab Saniha Sa Hua Rait Par
Naam Tera Nahi Likh Saka Rait Par
Kis Ki Awaz Se Tham Gaye Hain Qadam
Phir Se Kis Ne Mujhe Di Sada Rait Par
Us Ki Aankhon Se Sholay Nikalte Rahe
Naachti Reh Gai Kal Ghata Rait Par
Tu Ne Jo Bhi Hawa Se Kaha Reh Gaya
Mit Gaya Mai Ne Jo Bhi Likha Rait Par
Ab Yeh Sehra Hi Tere Muqaddar Mai Hain
Tu Ne Maangi Hi Kiyu Thi Dua Rait Par
Ek Shola Utha Us Jaga Se WASI
Mera Aansu Jahan Gir Gaya Rait Par

no likes.

Posted on October, 17 2013 08:15:07 PM

Ramzankhan


Age: 32 Male
3854 days old here
Total Posts: 1813
Points : 767

Location:
Khushab, Pakistan

Status : Offline
Wah kia good gazals hain nice hain

no likes.

Posted on October, 18 2013 05:46:54 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4800 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Kitni Zulfen Khulein Kitne Aanchal Urre Chand Ko Kiya Khabar
Kitna Maatam Hua Kitne Aansu Bahe Chand Ko Kiya Khabar
Muddaton Us Ki Khuwahish Mai Chalte Rahe Haath Aata Nahi
Chah Mai Is Ki Pairon Mai Hain Aablay Chand Ko Kiya Khabar
Wo Jo Nikla Nahi To Bhatakte Rahe Hain Musafir Kai
Aur Lut’te Rahe Hain Kai Qaaflay Chand Ko Kiya Khabar
Wo To Apni Nagri Mai Madhosh Hai Kab Se Khamosh Hai
Kon Raja Bana Kitne Syed Lutey Chand Ko Kiya Khabar
Is Ko Daawa Bohot Meethe-Pan Ka Wasi Chandni Se Kaho
Is Ki Kiranon Se Kitne Hi Ghar Jal Gaye Chand Ko Kiya Khabar

no likes.

Posted on October, 18 2013 11:13:57 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4800 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Dono jahan teri mohabbat mai haar ke
Woh jaa raha hai koi shab-e-gham guzaar ke
Weeraan hai mai-kada, khum-o-saagar udaas hai
Tum kiya gaye ke rooth gaye din bahaar ke
Ek fursat-e-gunah mili, wo bhi chaar din
Dekhe hain hum ne hosley parwardigaar ke
Duniya ne teri yaad se begaana kar diya
Tujh se bhi dil-fareb hain gham rozgaar ke
Bhoole se muskura to diye the wo aaj Faiz
Mat pooch walwaley dil-e-naakarda kaar ke

no likes.

Posted on October, 19 2013 07:28:29 PM

Ramzankhan


Age: 32 Male
3854 days old here
Total Posts: 1813
Points : 767

Location:
Khushab, Pakistan

Status : Offline
Best gazals hain g kia kehne hain

no likes.

Posted on October, 20 2013 06:18:51 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4800 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Ham ke thehrey ajnabi itni mulaqaton ke baad
Phir banenge aashnaa, kitni madaraton ke baad
Kab nazar mai aegi be-daag sabzey ki bahar
Khoon ke dhabbey dholenge, kitni barsaton ke baad
They bohot be-dard lamhe, khatam-e-dard-e-ishq ke
Theen bohot be-mehr subhain, mehrbaan raaton ke baad
Dil to chaha, par shikast-e-dil ne mohlat hi na di
Kuch giley shikway bhi kar letey munajaton ke baad
Un se jo kehne gaye they, Faiz jaan sadqa kiye
Ankahi hi reh gaii, wo baat sab baton ke baad

no likes.

Posted on October, 20 2013 10:18:20 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4800 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Ye Yaad Nhi Kab Pyar Howa
Bas Yaad Raha Mujhy Pyar Howa
Jab Pyar Howa Sab Bhool Gaya
Ek Yaad Raha Bas Naam Tera.
Ham Masjid Mandir Sab Bhool Gay
Mujhy Yaad Raha Bas Sath Tera
Kuch Saalon Baad Wo Ham Se Mily
Main Pooch Betha Kya Haal Tera
Wo hans K Bolay Aey pagal
Tu Ye To Bata Kya NAAM TERA

no likes.

Posted on October, 21 2013 06:16:30 PM

0irha0


Age: 30 Female
4098 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
Tery BagHAir is m0sam me w0h Maza kahan...
Kaant0n ki tarha chubhti he jisam me ye March ki
dh0op.

no likes.

Posted on March, 22 2014 07:41:54 PM

0irha0


Age: 30 Female
4098 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
ab to point hi km mlte hn

no likes.

Posted on March, 22 2014 07:43:04 PM

Kainatkhan2015


Age: 31 Female
3691 days old here
Total Posts: 521
Points : 52

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Maa Kaise So Sakegi Ki Beta Safar Mein Hai..

Bichhda kahan hai bhai humara safar mein hai, Ojhal nahin hua hai abhi tak nazar mein hai. Ek haadse ne chheen liya hai usey magar, Tasweer uski phir bhi meri chashm-e tarr mein hai. Woh toh likha ke laayi hai kismat mein jaagna, Maa kaise so sakegi ki beta safar mein hai. Khud shaakh-e gul

no likes.

Posted on March, 24 2014 02:01:10 PM

0irha0


Age: 30 Female
4098 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
Ham ke thehrey ajnabi itni mulaqaton ke baad
Phir banenge aashnaa, kitni madaraton ke baad
Kab nazar mai aegi be-daag sabzey ki bahar
Khoon ke dhabbey dholenge, kitni barsaton ke baad
They bohot be-dard lamhe, khatam-e-dard-e-ishq ke
Theen bohot be-mehr subhain, mehrbaan raaton ke
baad

no likes.

Posted on March, 24 2014 02:40:20 PM

Kainatkhan2015


Age: 31 Female
3691 days old here
Total Posts: 521
Points : 52

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
"Us se kaho ek bar bhool kar aa jaye,
Jo beeti hai us per wo to suna jaye,

Hans hans k Gham chupanay ka hunar,
Is se kaho hum ko bhi sikha jaye,

Us ki yaad mein tarapta rehta hoon her pal,
Us se kaho mere dil se apna naam to Mita jaye

Arsa hOwa hai chand ko dekhy huwe logo
Us se kaho k Apna chehra to dikha jaye

Aaye bhi to kya de saken ge Us ko
Faqat ek zindagi hai, Wo apny naam likhwa jaye

"Us se kaho ek bar aa jaye"

no likes.

Posted on March, 30 2014 01:08:34 PM