Forums > Poetry / Ghazal Corner > Abhi Bhi Rok Lo Titli Ko Marnay Se. .
hearthackervsgirls


Age: 39 Male
3956 days old here
Total Posts: 2292
Points : 11973

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Subject : Abhi Bhi Rok Lo Titli Ko Marnay Se. .
Suno Jana!


muhabbat mein kisi ko panay ki ujlat
Dikha kar kia mila tum ko?

kabhi socha?

kabhi socha k tum ne mujh ko bhi to khaali khaali

jhootay raisham k hi dhaago’n mein

Ulajhney ki saza di hai

Suno! Mein ne tumhara kia bigara tha?

Ye sab kuch kyun kiya tum ne?

Mujhy youn zindagi se badguma’n kar k bhala kia paa liya tum ne?

Abhi bhi wakt hai tum rok lo, titli ko marney se

Khushbu’on ko nikherny se

Wagarna kal tumharay haath

yaado’n ki zara si raakh hogi aur kuch bhi to nahi ho ga

Abhi bhi wakt hai tum rok lo

Titli Ko Marnay Se. . !

Ajnabi like this.

Posted on July, 09 2013 01:35:35 PM


Rohama


Age: 30 Female
4245 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
SOZ E Gham Day Ke Mujhe Us Ne Yeh Irshaad Kiya
Jaa Tujhe Kashmakash E Dehar Se Azaad Kiya
Voh Karen Bhi To Kin Alfaaz May Tera Shikwa ?
Jin Ko Teri Nigah E Lutf Ne Barbaad Kiya

Dil Ki Choton Ne Kabhi Chain Se Rehnay Na Diya
Jab Chali Sard Hawamay Ne Tujhe Yaad Kiya

Aye May Sau Jaan Se Is Tarz E Takkallum Ke Nisaar
Phir To Farmaiye Kya Aap Ne Irshad Kiya

Is Ka Rona Nahi Kyun Tum Ne Kiya Dil Barbaad
Is Ka Gham Hay Ke Bohat Dair May Barbaad Kiya

Itna Manoos Hun Fitrat Se, Kali Jab Chatki
Jhuk Ke May Ne Yeh Kaha, Mujh Se Kuch Irshad Kiya

Mujh Ko To Hosh Nahi Tum Ko Khaber Ho Shayed
Log Kehty Hain Ke Tum Ne Mujhe Barbaad Kiya

no likes.

Posted on January, 19 2014 02:49:24 AM

Rohama


Age: 30 Female
4245 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
tumhain ulfat nahi mujh sy, mujhe nafrat nahi tum sy
ajab shikwa sa rehta hy, tumhain mujh sy mujhe tum sy

no likes.

Posted on January, 19 2014 02:51:06 AM

Rohama


Age: 30 Female
4245 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
UmAR bhar jiS phOol ki main nE parwaRiSh ki SagAr,
JaB khuSboo k QabIl hua tO ghairoN ko daY dIA.

no likes.

Posted on January, 19 2014 02:53:54 AM

Rohama


Age: 30 Female
4245 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
in barisho se adab-e-mohobbat seekho faraz,
agar ye ruth b jayen to barasti bohot hian

no likes.

Posted on January, 19 2014 02:55:40 AM

Rohama


Age: 30 Female
4245 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Waqt-E-Nizaah Hai Iztaraab Main Hoon K Jaan Kisko Doon FARAZZ
Wo Bhi Ayee Bethay Hain Or Maut Bhi Aye Bethi Haii

no likes.

Posted on January, 19 2014 02:57:09 AM

Rohama


Age: 30 Female
4245 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Us k chehre pa meri ankhen safar karti hain ..
Chaand k pehlo mein jesay raaten safar karti hain ..
Main usko aur kya wafa ka sila doon ..
K us k seene se meri saansen safar karti hain

no likes.

Posted on January, 19 2014 03:04:03 AM

Rohama


Age: 30 Female
4245 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Mil Jaaye kaheen Mujh ko Pehli MulaQaat ki tarha
Woh jo Badal gaya hai Halaat ki Tarha
Jo Shakhs Mujhay Lagta Hai Jaan say Pyaara
Woh ab Waqt bhi deta hai tou Khairaat ki tarha..

no likes.

Posted on January, 19 2014 03:06:27 AM

hearthackervsgirls


Age: 39 Male
3956 days old here
Total Posts: 2292
Points : 11973

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
wah rohama.
apne to itni zayda poetry hamare topic per post ker dali...

no likes.

Posted on January, 21 2014 10:05:13 PM

alawan


Age: 38 Male
3737 days old here
Total Posts: 153
Points : 51

Location:
rawalpindi, Pakistan

Status : Offline
Hai NAFS k Hathon tu Majboor Kitna
Sub Jaan k Bhe hai aaj La'Shaoor Kitna
Jis Chehry ne hy 1 Din Matti main Mil Jana
Us Chehrey Pe Hai Tujhe Gharoor Kitna

1 Sajde k inkaar ne IBLEES ko shetaan bana diya
Tu Khud jaan Le tera hai Qusoor Kitna

Jin Ki Sunnat pe Chalna tujhe Gawara Nahi
Terey Waste roye the woh Huzoor Kitna

Tune Chakhi hai Faqt Gunahon ki Lazzat

Tu Kya Jane
Aey Muslim

Zikr-e-Elahi main hai Suroor Kitna

by Allama |qbal

no likes.

Posted on January, 29 2014 12:30:59 AM

airahkhan


Age: 29 Female
3733 days old here
Total Posts: 10
Points : 0

Location:
islamabad, Pakistan

Status : Offline
awasome poetries

no likes.

Posted on January, 29 2014 12:47:45 AM

hearthackervsgirls


Age: 39 Male
3956 days old here
Total Posts: 2292
Points : 11973

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
alawan ap to kafi achi poetry post ker rhe hain.
please carry on.

no likes.

Posted on January, 29 2014 10:58:58 AM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4076 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
bhai poetry to boht achi hay sabki mjhe boht hi pasnd hay

no likes.

Posted on January, 29 2014 06:28:07 PM

alawan


Age: 38 Male
3737 days old here
Total Posts: 153
Points : 51

Location:
rawalpindi, Pakistan

Status : Offline
Ruth Kar TuM Mujhe Bhulane Lage,
Itne Dur Hue Ki Bahut Yaad Aane Lage.
Kaise Bhula Dun Main TuMhe Ek PalMe
Jab TuMhe Pane Me Mujhe ZaMane Lage…

no likes.

Posted on January, 29 2014 09:19:56 PM

Rohama


Age: 30 Female
4245 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Jo Meri aankhon se Khuwab dekho
To Aik shab bhi na So sako Gay

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:35:37 PM

Rohama


Age: 30 Female
4245 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
ye alag baat ky bs dil mein chupaye rakha
qisa-e-dard ki tashhiir bhi kr saktey thy

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:37:03 PM

Rohama


Age: 30 Female
4245 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
K Laakh Chaho Na Hans sako gay
Hazaar chaho na Ro Sako gay'

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:38:10 PM

Rohama


Age: 30 Female
4245 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
K Khuwab kya hain Azaab Hain yeh
Mere Dukhon ki kitaab hain yeh

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:39:30 PM

Rohama


Age: 30 Female
4245 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Rifaqatain In main Chotti hain
Mohabbatain in main Roothti hain

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:42:07 PM

Rohama


Age: 30 Female
4245 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Pinapti Hain In main Vahshatain see
Aziatain In main Photti hain

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:43:18 PM

Rohama


Age: 30 Female
4245 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Un hi ke Dar se Khizaan Hain Jazbay
Un hi se shakhain see tot'ti hain

no likes.

Posted on January, 29 2014 11:44:36 PM