Forums > Poetry / Ghazal Corner > Abhi Bhi Rok Lo Titli Ko Marnay Se. .
hearthackervsgirls


Age: 39 Male
3955 days old here
Total Posts: 2292
Points : 11973

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Subject : Abhi Bhi Rok Lo Titli Ko Marnay Se. .
Suno Jana!


muhabbat mein kisi ko panay ki ujlat
Dikha kar kia mila tum ko?

kabhi socha?

kabhi socha k tum ne mujh ko bhi to khaali khaali

jhootay raisham k hi dhaago’n mein

Ulajhney ki saza di hai

Suno! Mein ne tumhara kia bigara tha?

Ye sab kuch kyun kiya tum ne?

Mujhy youn zindagi se badguma’n kar k bhala kia paa liya tum ne?

Abhi bhi wakt hai tum rok lo, titli ko marney se

Khushbu’on ko nikherny se

Wagarna kal tumharay haath

yaado’n ki zara si raakh hogi aur kuch bhi to nahi ho ga

Abhi bhi wakt hai tum rok lo

Titli Ko Marnay Se. . !

Ajnabi like this.

Posted on July, 09 2013 01:35:35 PM


Hussainkhalid


Age: 27 Male
4075 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
haaan bhai itni achi poetry kon likhta hoga hmmmm?

no likes.

Posted on January, 10 2014 09:10:58 PM

hearthackervsgirls


Age: 39 Male
3955 days old here
Total Posts: 2292
Points : 11973

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
khalid mare khail main to itni achi poetry insan hi likhte hain...

no likes.

Posted on January, 16 2014 06:02:45 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4248 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Siskiyun ki taal per hain Aarzooyen mehv e raqs,
Kis qadar hy sooz meri zindagi k saaz main

no likes.

Posted on January, 19 2014 02:15:45 AM

Rohama


Age: 30 Female
4244 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Bahut Udaas Ha Koi Shaks Tery Jany Sa,
Ho Seky To Lot Aao Kise Behany Sa,
Tu Laakh Khuffa Sahi Magar Aik Baar To Dekh,
Koi Toot Gya Hai Tery Jaany K Baad

no likes.

Posted on January, 19 2014 02:19:03 AM

Rohama


Age: 30 Female
4244 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
aise lage udas sare sham zindgi
jaise kisi ki ka ho ilzam zindgi apne jahn mein dekh tere bad kch na tha
hm ny lega de aj tere nam zindgi
jis k bina mujhe yeh sans dobti lage
ja kr usey b dhondh kisi sham zindgi
ye pyar dard na ban sake jis k nashe mein
pela dy mujh ko wohi jam zindgi

no likes.

Posted on January, 19 2014 02:22:25 AM

Rohama


Age: 30 Female
4244 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Takhleeq-e-qainat ki ye reet b nirali hai
ay dost
jo ho na saky apna,muhabbat b usi se hoti hai

no likes.

Posted on January, 19 2014 02:24:02 AM

Rohama


Age: 30 Female
4244 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
*TUM UDAS MAT HONA*
agar kabhi koi lamha
aisa zakhm de jaye
k koi bhi marham us
zakhm ko na bher paye
Tum udas mat hona
Mehv-e-yaas mat hona
zindgi k sub mausam
aik se nahi hote
saray log ay humdum
aik se nahi hote
zindgi ki rahon main
hadsey bhi atey hain
hadson se barh ker kuch
waaqay bhi atay hain
waqt k hi marhum se
zakhm bher bhi jatay hain
din buray hon ya achay
bus guzer hi jatay hain
waqt ko guzerna hai
zakhm ko bhi bherna hai
dard k charhay derya
ko abhi uterna hai
Tum udas mat hona
Mehv-e-yaas mat hona

no likes.

Posted on January, 19 2014 02:26:48 AM

Rohama


Age: 30 Female
4244 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Mere Hathon Se Uss Ka Hath Faqat Isliye Choota”,,,
..!”’ Faraz ”’!
,,,”Wo ‘ANM0L’ Itna Tha K Men Uss Ki Keemat Na De Saka”,

no likes.

Posted on January, 19 2014 02:29:30 AM

Rohama


Age: 30 Female
4244 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Ay mere hum nasheen chal kahin or chal
Iss chaman main ab hmara guzara nai
bat hoti gulon tak toh sah lete
ab toh kaanton pe b haq hamara ni
Baghban ko jab b lahoo ki zarurt pari
Sab se pehle hamari gardan kati
hr b kehte hain mil k ye ahle chaman
Ye chaman hmara hai tmhara ni

no likes.

Posted on January, 19 2014 02:30:44 AM

Rohama


Age: 30 Female
4244 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Wo del hi kia yery melny ki jo dowa na karay
Main tujh ko bhool k zenda rahoon Khuda na karay
Rahyga saath tera peyar zendagi ban kar
...Eih aor baat meri zendagi wafa na karay

Eih theek hy nahi marta koi judai main
Khuda kesi sy kesi ko magar juda na kary

Suna hy os ko muhabat dowain deti hy
Jo del py chot to khay magar gyla na kary

Zamana dekh chuka hy parakh chuka hy osy
QATEEL jan sy jay per elteja na kary

no likes.

Posted on January, 19 2014 02:31:54 AM

Rohama


Age: 30 Female
4244 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
aisey lage udas sare sham zindgi
aise lage udas sare sham zindgi

jaise kisi ki ka ho ilzam zindgi

apne jahn mein dekh tere bad kch na tha

hm ny lega de aj tere nam zindgi

jis k bina mujhe yeh sans dobti lage

ja kr usey b dhondh kisi sham zindgi

ye pyar dard na ban sake jis k nashe mein

pela dy mujh ko wohi jam zindgi


no likes.

Posted on January, 19 2014 02:34:49 AM

Rohama


Age: 30 Female
4244 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Meri zindagi kisi aur ki, mere nam ka koi aur hai
Mera aks hai sar-e-aina, pase aina koi aur hai
Meri dharkanon main hai chap si, ye judai bhi hai milap si
Mujhe kya pata, mere dil bata, mere sath kya koi aur hai
...
Na gae dinon ko khabar meri, na sharik-e-hal nazar teri
Tere des main, mere bhes main, koi aur tha koi aur hai

Wo meri taraf nigran rahe, mera dhyan jane kahan rahe
Meri ankh main kai suraten, mujhe chahta koi aur hai

no likes.

Posted on January, 19 2014 02:36:10 AM

Rohama


Age: 30 Female
4244 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
aisey lage udas sare sham zindgi
aise lage udas sare sham zindgi

jaise kisi ki ka ho ilzam zindgi

apne jahn mein dekh tere bad kch na tha

hm ny lega de aj tere nam zindgi

jis k bina mujhe yeh sans dobti lage

ja kr usey b dhondh kisi sham zindgi

ye pyar dard na ban sake jis k nashe mein

pela dy mujh ko wohi jam zindgi

no likes.

Posted on January, 19 2014 02:37:16 AM

Rohama


Age: 30 Female
4244 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
MERY DIL KI UMEEDON KA HOSLA TO DEKHO
INTZAR US KA HA JIS KOMERA EHSAS TK NHN

no likes.

Posted on January, 19 2014 02:38:25 AM

Rohama


Age: 30 Female
4244 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Har Sapna Khoshe Pane Se Pora Nahi Hota,,,
Koi Kisi Ke Bena Adohra Nahi Hota,,,,,,,

Jo Chand Roshan Karta Hai Raat Bahr Sabko
...
Har Raat Woh Bhi To Pora Nahi Hota,

no likes.

Posted on January, 19 2014 02:40:49 AM

Rohama


Age: 30 Female
4244 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
har waqt meri khoj me rhti hai uski yaad
us ny tou mery wajood ki tanhai b cheen li.

no likes.

Posted on January, 19 2014 02:42:13 AM

Rohama


Age: 30 Female
4244 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Na hath tham saky na Pakar saky daman MOHSIN...
Bohat he qareeb say uth kar bechar gaya koe.

no likes.

Posted on January, 19 2014 02:43:49 AM

Rohama


Age: 30 Female
4244 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Tum sy yeh kayanat roshan hy``
``chand sitaron ka asra tum ho``
``Naz hy jin py bagh e janat ko``
``un baharon ka asra tum ho

no likes.

Posted on January, 19 2014 02:45:04 AM

Rohama


Age: 30 Female
4244 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Yeh Zaroori Tau Nahe Aag Se Jal Jaye Koi
Baaz Logon Ko Muqaddar Bhi Jala Detay Hain.

no likes.

Posted on January, 19 2014 02:46:15 AM

Rohama


Age: 30 Female
4244 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Ye Jantay Huye Bhi
K
Wo Hawa Hai Mere Hath Na Aye Ga
Wo Badal Hai Jisay Main Choo Na Paun Ga
Phir Bhi Main Ne
Hawa Ko Pakarna Chaha
Badal Ko Choona Chaha

no likes.

Posted on January, 19 2014 02:47:47 AM