Forums > Poetry / Ghazal Corner > Jee chahtha hai k terey nazuk honton ko choom lon...
  • Page 1 of 1
  • 1
naveedanjumjavaid


Age: 33 Male
4638 days old here
Total Posts: 353
Points : 12

Location:
quetta, Pakistan

Status : Offline
Subject : Jee chahtha hai k terey nazuk honton ko choom lon...
Jee chahtha hai k terey nazuk honton ko choom lon...


Jee chahtha hai k terey nazuk honton ko choom loon...

Magar teri behti hui naak ne iraada badal diya.

no likes.

Posted on November, 10 2012 10:26:43 AM


sahilgee169


Age: 30 Male
4203 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
V Often Fail 2 Undrstnd
D Feelngs Of D 1 Who Is Vry Close 2 Our Heart,
Coz D Book Wen Held Very Close 2 Our Eyes Is Very
Difficult 2 Read.

no likes.

Posted on November, 10 2012 10:45:06 AM

aarzoo


Age: 31 Female
4236 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Waaiz Kamaal-e-Tark Say Yaan Muraad
Duniya Jo Chor Di Hai Toh Uqba Bhi Chor Day
Taqlid Ki Rawish Say Toh Behtar Hai Khudkushi
Rasta Bhi Dhoond Khizr Ka Sauda Bhi Chor Day..

no likes.

Posted on November, 10 2012 10:00:19 PM

salubhai169


Age: 30 Male
4234 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
SMILE:
S: Sets u free,
M: Makes u special,
I: Increases ur face value,
L: Lifts up ur spirits,
E: Erases all ur tensions,
So, please keep smiling.

no likes.

Posted on November, 11 2012 08:51:13 AM

sahilgee169


Age: 30 Male
4203 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
Me Bojh Ban Jaunga Apne Hi Dosto Par Ek Din Dekhna aeDOSTO "Jab Kandhe Badal Rahe Honge Wo Har Do Kadam Ke Baad.


no likes.

Posted on November, 11 2012 09:30:24 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4253 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Band hai ankhon mein manzar us ke jate waqt ka,
Nakshh hai tasveer dil per, Kap’kapatey hath ki,.

no likes.

Posted on November, 11 2012 07:25:33 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4236 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Abhi badban ko te rakho abhi maztarab hai rukh hawa
Kisi raste pe hai muntazir wo sakon jo aa k chala gea...

no likes.

Posted on November, 11 2012 08:49:56 PM

riabest


Age: 32 Female
4236 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
Me zindagi ki sakhawat pe kanp uthata hon,
K be daregh ye zalim luta rahi hai muje..

no likes.

Posted on November, 12 2012 12:05:44 AM

bawa125


Age: 33 Male
4233 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
manzilon ka gham kerny s manzlen nai milteen dost hosle b toot jaate hen aksar udas rehne sy

no likes.

Posted on November, 12 2012 11:32:02 AM

salubhai169


Age: 30 Male
4234 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Wo sunta to main kehta,mujhe kuch aur kehna tha,
wo pal bhar ko jo ruk jata,mujhe kuch aur kehna tha.

kamai zindagi bhar ki,usi k naam to kar di,
mujhe kuch aur karna tha,mujhe kuch aur kehna tha.

kahan us ne suni meri,suni b un-suni kar di,
usay maloom tha itna,mujhe kuch aur kehna tha.

meray dil main jo dar aya,koi mujh main b dar aya,
waheen ik rabta toota,mujhe kuch aur kehna tha.

rawan tha piyar NUS NUS main,bohat qurbat thi apis main,
usay kuch aur sun-ana tha,mujhe kuch aur kehna tha.

ghalat fehmi ne baton ko barha dala younhi warna,
kaha kuch tha,wo kuch samjha,mujhe kuch aur kehna tha.

no likes.

Posted on November, 12 2012 12:05:24 PM

salubhai169


Age: 30 Male
4234 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Aye mere hamnasheen chal kaheen aur chal,
is chaman mein ab apna guzara nahin.

baat hoti gulon tak to sehlete hum,
ab to kaaton pe bhi haq hamara nahin.

jab gulistan ko khoon ki zarorat padi
sab se pehle hamari hee gardan katee,
phir bhi kehte hain humse ye ahle chaman
ye hamara chaman hai tumhara nahin.

aaj aaye ho aur kal chale jaoge
yeh muhabbat ko meri gawara nahin,

umr bhar kaa sahara bano to bano
chaar din kaa sahara sahara nahin

no likes.

Posted on November, 12 2012 12:08:30 PM

salubhai169


Age: 30 Male
4234 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline

3 aalsi kamchor mil k khana kha

rhe the,

.

namak kam lga...

.

1 bola "Jo pehle bolega wo namak layega...

.

Sb baithe rahe...

.

Na koi bola, na kisi n khaya,

. 3 din aise hi guzr gye,

tino behosh ho gye...

Logo ne socha ye mar chuke hain..

Jb phle wale ko dafnanay lge to

wo bola "Oye me zinda hu"

Baki dono bole "Chal beta namak le k aa

no likes.

Posted on November, 13 2012 09:19:22 AM

bawa125


Age: 33 Male
4233 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ek Tumhi Ko Khuda Se Maanga Hy
Jab Bhi Maangi koi Dua Sun Lo
?

no likes.

Posted on November, 13 2012 11:16:19 AM

riabest


Age: 32 Female
4236 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
bohat din tak na phir simta karain ge,
Tumhain yu’n toot kar chaha karain ge,
Teri har saans ko orrhain ge tan par,
Tere har naqsh ko chooma karain ge,
Tumhain chahat se bhar kar bazu’on mein,
Bhari barsaat mein bheega karain ge,
Sunehri dhoop ki kirno’n ke neechey,
Tere zaano’n pe sar rakha karain ge,
Palat kar shaam ko ghar aaon ga jab,
To bahar ghoomne jaya karain ge,
Zamana rashk se dekhe ga hum ko,
Kahin jab sath mein guzraa karain ge,
Tere bin hum magar aye jaan-e-Dayem,
Koi sapna kahan poora karain ge..

no likes.

Posted on November, 13 2012 12:10:01 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4236 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
jazbon ko meethi neend sula to nahin diya,
Phir apna aap hum ne bhula to nahin diya,
Zinda ho tum bhi tark-e-taluq ke bawjood,
Hum ne bhi apna aap jalaa to nahin diya,
Woh laut ker jab aaya to kehne laga humain,
Aankhon mein aur khawab sajaa to nahin diya ?
Kuch manzilain hain aur bhi raah-e-hayaat mein,
Jeewan isi gali mein lutaa to nahin diya,
Arshad! Bhuje bhuje nazar ate ho aaj kal,
Roshan diya wafaa ka bhujaa to nahin diya.

no likes.

Posted on November, 13 2012 06:12:52 PM

Lioness


Age: 31 Female
4217 days old here
Total Posts: 607
Points : 142

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
Zindagi Jis Ka Naam Bara Suna Hai
Hum Nay. ..

Ek Kamzoor Si Hitchki Kay Siwa
Kuch Nahi....!!

no likes.

Posted on November, 15 2012 10:30:18 AM

Tayyab96


Age: 28 Male
4409 days old here
Total Posts: 3434
Points : 149

Location:
Gujranwala, Pakistan

Status : Offline
a jayen ham nazar jo koi dam bahut hai yan
mohlat basan-e-barq-o-sharar kam bahut hai yan
yak lahza sina kobi se fursat hamein nahin
yani ki dil ke jane ka matam bahut hai yan
ham rah rawan-e-rah-e-fana der rah chuke
waqfa basan-e-subh koi dam bahut hai yan
hasil hai kya siwaye tarai ke dahar mein
uth asman tale se ke shabnam bahut hai yan
is butkade mein mani ka kis se karen sawal
adam nahin surat-e-adam bahur hai yan
ajaz-e-isawi se nahin bahs ishq mein
teri hi bat jan-e-mujassim bahut hai yan
mere hilak karne ka gam hai abas tumhen
tum shad zindagani karo gam bahut hai yan
shayad ke kam subh tak apana khinchena ?Mir?
ahawal aj sham se darham bahut hai yan

no likes.

Posted on November, 18 2012 07:34:55 PM

ZaiN007


Age: 29 Male
4813 days old here
Total Posts: 5043
Points : 51

Location:
sahiwal, Pakistan

Status : Offline
Apne ghamon ka hisaab karne kya bethe they,
Nazar aye sabhi chehrey jaaney pehchaney se..

no likes.

Posted on November, 22 2012 06:28:08 PM

Tayyab96


Age: 28 Male
4409 days old here
Total Posts: 3434
Points : 149

Location:
Gujranwala, Pakistan

Status : Offline
Suno, koi rasta batana,
Mohabat se wapsi chaahiye..

no likes.

Posted on January, 30 2013 07:50:09 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4253 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Tujh se karta hoon mulaqat simattney ke liye,
Tujh se milta hoon to kuch aur bikhar jata hoon

no likes.

Posted on February, 05 2013 12:56:18 AM

  • Page 1 of 1
  • 1