Forums > Poetry / Ghazal Corner > Maa tujh bin kuch acha nahi lagta
Kiranrizwi


Age: 37 Female
4609 days old here
Total Posts: 154
Points : 155

Location:
Quetta, Pakistan

Status : Offline
Subject : Maa tujh bin kuch acha nahi lagta
Maa tujh bin kuch acha nahi lagta
Teri batoon kay siwa kuch bhi sacha nahi lagta

Bhai bhi rehta udaas hai
Maa tu bata kyu tu humse itni naaraz hai

Papa bhi gumsum se rehte hain
Sab ghar mei khoye khoye se rehte hain

Bas ek tujhse milne ki aas hai
Maa tu bata kyu tu humse itni naaraz hai

Tu gar rahi humse khafa
To hum bhi zindgi se kar lenge zafaa

Kya tujhko nahi aata humpar taras hai
Maa tu bata kyu tu humse itni naaraz hai

Jab tak na sun lain hum teri aawaz
Na jaane kyu kuch bhi nahi aata hai raas

Chutki bhi tujhi se karti pyaar hai
Maa tu bata kyu tu humse itni naaraz hai

Tu gayi hai jabse chod kar humain yaha
Waqt le raha hai sekdon imthaan

Ab aur dard hota na bardaash hai
Maa tu bata kyu tu humse itni naaraz hai

Loout aa maa tu hum na phir tujhe satayenge
Jo tu kahegi use haskar maan jaayenge

Tu aaja ek baar bas yahi fariyaad hai
Maa tu bata kyu tu humse itni naaraz hai
Maa tu bata kyu tu humse itni naaraz hai

Maa tu bata kyu tu humse itni naaraz hai
Maa tu bata kyu tu humse itni naaraz hai

"2 Ajnabi dost"

no likes.

Posted on November, 06 2012 10:29:13 AM


aarzoo


Age: 31 Female
4231 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Tum pass nahin ho to ajab hall ha dil ka,
Yon jaise main kuch rakh k kahen bhool gai hon,...

no likes.

Posted on November, 11 2012 09:01:16 PM

riabest


Age: 32 Female
4231 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
Haan Yeh Aasan Nahi
K Main
Khud Ko Tujh Se Juda Karlon
Per Itna Bhi Mushkil Nahi
Tujh Ko Alwida Kehna
Aansoo Jo Huey Teri Amanat
Lauta Dongi
Woh Yaadein
Wohi Haseen Yaadein
Haan Main Sab Bhula Dongi
Agar Main Chahon??.
Safar Jo Zindagi Ka
Tera Haath Thaam Kar Guzara
Main Ne?.
In Kadmoo Ka
Aik Aik Naksh Mita Dongi
Haan Main Woh Sab Jhutla Dongi??
Main Janti Hon
Meri Rooh Main Basi
Hay Teri Khushboo
Meri Rago Main Hay Dorta
Teri Chahato Ka Laho
Main Na Chahon Bhi Tau
Tujhe Hi Pukarti Hon
Per Main Apne Lafz See Longi
Khud Pe Khamooshi Ka Khol
Charha Longi
Teri Har Umeed Bhuja Dongi
Har Woh Raasta Jo Teri Jaanib Jaata Hay
Badal Don Gi??.
Woh Aashiyana
Jo Hum Tum Ne
Aik Dojay K Liye Banaya Tha
Main Usse Aag Laga Dongi
Main Teri Nazro Se Ohjal Hojaon Gi
Teri Duniya
Se Door Chli Jaon Gi
Agar Na Karsaki Aisa
Khud Pe Bhes Charha K
Ajnabi Ho Jaon Gi???..
Agar Na Karsaki
Aisa??.
Khamooshi Se
Apne Daaman Main Tera Aks Sametay
Zindagi Se Aanchal Chura K
Andhero Main Kho Jaon Gi
Per Kasam Hay
Na Kisi Aur Ki Bano Gi
Na Tere Paas Lauton Gi

no likes.

Posted on November, 11 2012 10:49:29 PM

bawa125


Age: 33 Male
4228 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Tu Nagar Nagar Phira Kare
Tu Galli Gallli Sada Kare


no likes.

Posted on November, 12 2012 11:42:55 AM

Tayyab96


Age: 28 Male
4404 days old here
Total Posts: 3434
Points : 149

Location:
Gujranwala, Pakistan

Status : Offline
Hai Mohabbat Azaab, Barbaadi
Dil Ko Ye Baat Kis Ne Samjha Di ?
Be-Wafai Ne Khaak Kar Daali
Chaahaton Ki Hari Bhari Daali
Ik Shab Vasl Ki Guzaarish Thi
Os Ne Tasveer Apni Bhijvadi
Tere Gham Ki Jazeerah-e-Dil Mein
Phailti Jaa Rahi Hai Aabaadi
Kis Qadar Baanjh Hoti Jaati Hai
Takht-e-Ikhlaas Teri Shehzaadi
Waqt Zaalim Tha Meri Har Khwaahish
Os Ne Deewaar-e-Gham Mein Chunwa Di


no likes.

Posted on November, 16 2012 12:00:09 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4248 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Na dekho samandar ko yun tik’tiki bandhey,
Taras khao samandar per, samandar doob jaye ga

no likes.

Posted on February, 05 2013 01:30:37 AM

0irha0


Age: 30 Female
4094 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
miran ap ki mama naraz then kya ap se

no likes.

Posted on December, 13 2013 07:41:01 AM

malibhutta73


Age: 50 Male
3905 days old here
Total Posts: 4777
Points : 179

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
this poetry is the world class poetry. i have read it.

no likes.

Posted on December, 13 2013 10:07:47 AM

shanasees


Age: 30 Male
3999 days old here
Total Posts: 594
Points : 123

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
nice and heartfull poetry

no likes.

Posted on December, 18 2013 06:19:03 PM

shanasees


Age: 30 Male
3999 days old here
Total Posts: 594
Points : 123

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
nice shering

no likes.

Posted on December, 18 2013 06:21:39 PM

jiyakumari


Age: 35 Female
3787 days old here
Total Posts: 660
Points : 359

Location:
shikarpur, Pakistan

Status : Offline
maa tum bin kuch bi asha nahain lagta tere bahot yaad ati he tu nhi to ye zandagi kuch bi nahi ye suraj nahi ye chand nahi

no likes.

Posted on December, 18 2013 06:41:12 PM

Rohama


Age: 30 Female
4244 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
main to Mar k Bhi Bazm-E-Wafa Main ZINDA hoon
**GHALIB**
Talash Kar Meri MEHFIL Mera Mazaar Na Poch

no likes.

Posted on January, 09 2014 02:11:23 AM

Rohama


Age: 30 Female
4244 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
har kamyabi pay aap ka naam hoga,
Apke har qadam pay duniya ka salam hoga,
Mushkilon ka samna himmat sey karna,
Dua hai ek din waqt bhi apka ghulam hoga.

no likes.

Posted on January, 09 2014 02:13:28 AM