Forums > Poetry / Ghazal Corner > Buht hi mudat k baad kal jab
  • Page 1 of 1
  • 1
naveedanjumjavaid


Age: 33 Male
4639 days old here
Total Posts: 353
Points : 12

Location:
quetta, Pakistan

Status : Offline
Subject : Buht hi mudat k baad kal jab
Buht hi mudat k baad kal jab
kitab-e-maazi ko meine khola
buht se chehray nazr mei utray
buht se namoon pe dil paseja
aik aisa safha bhe usme aya
likha huwa tha jo ansuoon se
k jiska unwan "HUMSAFAR" tha
jo safha sabse hi mautabar tha
kch aur ansu phr us pe tapkay
phr us se agay mei parh na paya
kitab-e-mazi ko bandh kar k
tumhare baton mei kho gaya mei
agr tu milta to kaisa hota
Inhi khayalon mei soo gaya mei

no likes.

Posted on November, 03 2012 11:28:10 AM


saim14399


Age: 31 Male
4456 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Aaya Hee Tha Abhi Mere Lab Pe Wafaa
Ka Naam
Kuch Doston Ne Haath Mein Pathar
Uthaa Lye…!

no likes.

Posted on November, 04 2012 08:31:02 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4254 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Halaat mere mjh se na maloom kijiye,
Muddat hui hai mujh se mera wasta nahi

no likes.

Posted on February, 05 2013 07:27:26 PM

  • Page 1 of 1
  • 1