Forums > Poetry / Ghazal Corner > Rook Naa Jana Khoof Say Beech Rah Mein
Kiranrizwi


Age: 37 Female
4616 days old here
Total Posts: 154
Points : 155

Location:
Quetta, Pakistan

Status : Offline
Subject : Rook Naa Jana Khoof Say Beech Rah Mein
Rook Naa Jana Khoof Say Beech Rah Mein

Khuda Ki Baargah Mein Gir Kar Ro Lenaa
Khud Ko Girnay Na Dena Apni Nigah Mein

...Farishton Ko Kahan Hasil Toba Ki Lazat
Khata Karnaa Hay Fitrat-E-Insaan Mein

Khushiyan Muqadar Say Milti Hein Yahaan
Gham Miltay Nahi Baysabab Is Jahan Mein

Khudsaakhtaa Ohaam Say Rakhnaa Mun Ko Khali
Khudaa Miltaa Nahi Behs-O-Taqraar Mein

Duniya Ki Mehfil Mein Yaad Rakhnaa Nayaab
K Tanhai Rehnaa Hay Qaber K Makan Mein...........!!!

no likes.

Posted on November, 02 2012 11:31:49 AM


riabest


Age: 32 Female
4238 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
Kya Bataon Tujhe aur Kya Bataon Duniya ko….
K Mujh main Sirf tu he to Basa Karta hai…...

no likes.

Posted on November, 10 2012 03:19:02 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4255 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Doobte chand pe royi hain hazaron aankhain,
Main to roya bhi nahi, tum ko hansi kyun aayi?

no likes.

Posted on November, 10 2012 08:33:04 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4238 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Sadiyaan hain ke guzri hi chali jati hain Nazish,
Lamhey hain ke ik umar se chup chaap kharre hain,,,

no likes.

Posted on November, 10 2012 10:37:56 PM

Rohama


Age: 30 Female
4251 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Us Ke SaTh "ReHTe ReHTe" HuMeiN ChaHaT Si H0 GaYi,

Us Se BaaT "KaRTe KaRTe" HuMeiN AaDaT Si H0 GaYi,

Ek PaL Bhi Na MiLe T0 NaJaNe BecHaiNi Si ReHTi Hai,

D0sTi "NiBHaTe NiBHaTe" HuMeiN M0haBBaT Si H0 GaYi...

no likes.

Posted on November, 11 2012 01:49:01 AM

salubhai169


Age: 30 Male
4236 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
10 advantages of not having a "LOVER"..
1.save time.
2.can sleep well.
3.Don't hav 2 bother abt missed calls..
4.Don't hav to worry abt how u look..
5.Can eat in any restaurant..
6.No boring sms in the middle of night..
7.Can talk with all gals..
8.U won't hear "aaw.. U r dull today"..
9.Can go anywhere with any one..
10.Don't hav 2 listen same old crap jokes..
BONUS:- U will live a long life.......so be aware of LOVER

no likes.

Posted on November, 11 2012 08:45:10 AM

sahilgee169


Age: 30 Male
4205 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
There are only two reasons why people can hurt you.
1-You really care about them.
2-They don't really care about you.

no likes.

Posted on November, 12 2012 01:28:17 PM

Lioness


Age: 31 Female
4219 days old here
Total Posts: 607
Points : 142

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
Kitni Shiddat Se Chaha Tha Maine Us Ko,
Koi Dushman Bhi Hota, Tou Nibhaata Umr Bhar..!!!

no likes.

Posted on November, 12 2012 02:32:38 PM

brightsky2020


Age: 33 Male
4577 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Mujhe malom tha jana
Wo jhooth tha tera..
Wo dosti ka vaada
Mohbbat se bhi zyada
Sath rehne ka irada
Kabi poora kbi aadha
Wo paglpan b jana
Kasur tha tera
Mujhe malum tha jaana
Wo jhuth tha tera..
Ye majburio’n to janeman
Bahaar ko hi hain
Zamane ne sath bhe
Diya kab hai
Wo jate jate jana
Muskra dena tera
Mujhe maloom tha jana
Wo jhooth tha tera..
Duriya’n jeet gayi mujhse
Ya teri zidd ki jeet hui
Aur teri yaadein mere zehen mein
Har pal gunjta geet hui
Wo tere naino me ashq lena
Bana ke masum sa chehra
Mujhe malum tha jaana
Wo jhooth tha tera..
Dil torra kisi ne
Saza kise milti rahi
Meri qismat meri mohbbat ko
Dil’lagi likhti rahi
Wo inkar-e-jwab-e-mulaq­at
Lga k bandisho’n ka pehra
Mujhe maloom tha jana
Wo jhuth tera..!
Kisi ke bichrney se
Zindgi ruk toh nhi jaati
Bas adhuri reh jati hai
Jo phir kabi puri ho nhi paati
Jeet tera wo na thikana
Jis dar pe tu aakr hai thehra
Mujhe maloom tha jana
Wo jhooth tha tera..!

no likes.

Posted on November, 12 2012 09:07:30 PM

umarhameed


Age: 34 Male
4203 days old here
Total Posts: 131
Points : 59

Location:
rwp, Pakistan

Status : Offline
'Pocha Hai Mujh Se Aap Ne Haal-e-Junoon Mera..........!!

Waakif Nahi Hain Aap Meri Dastaan Se Kia..........??'

no likes.

Posted on November, 12 2012 09:18:00 PM

umarhameed


Age: 34 Male
4203 days old here
Total Posts: 131
Points : 59

Location:
rwp, Pakistan

Status : Offline
'Is Tarah Loot Lia IshQ-E-Tamanna Ne Humain.........!!

Zindagi Cheen Bi Li.
Jaan Se Maara Bi Nahi...........!!'

no likes.

Posted on November, 12 2012 09:19:21 PM

salubhai169


Age: 30 Male
4236 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Jo assar hai akh di maar ander
oh na teer te na talwaar andar
ohna Rab nu labh ke ki lena
Jinna paa leya Rab nu yaar ander…
***********
Sohne sohne nain-naksh usde
vekhan waale bada pasand karde
sade naal kare oh pyar hass ke
eho jiha Rabba koi parband kar de
sanu vi sohna bana Rabba
nahi taan sohne banaane band kar de…
********
Ishq ishq ta har koi karde,
par koi Channa( A River) wich koodan nu tyaar nahi,
ki kahiye ajj-kal de jhuthe aashiqa nu,
Dil de sakde ne par jaan nahi..

no likes.

Posted on November, 13 2012 08:55:22 AM

salubhai169


Age: 30 Male
4236 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Humein izhaar karna nahi aaya…
Unhe pyaar karna nahi aaya…
Hum bas dekhte hi reh gaye…
Aur waqt ko thamna nahi aaya…
Woh chalte chalte itne door chale gaye…
Humein rokna bhi nahi aaya…!

no likes.

Posted on November, 13 2012 08:57:37 AM

bawa125


Age: 33 Male
4235 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Insaaf mile ga sar-e-maidaan-e-qayaamat...!

Un ka na Khuda aur hai, na mera Khuda aur...!


no likes.

Posted on November, 13 2012 11:22:26 AM

riabest


Age: 32 Female
4238 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
fursat ke suhaney lamhon mein kya kaam ki batain hoti hain,
Kuch yaar ka qissa hota hai kuch jaam ki batain hoti hian,
Aye dost tabasum ki lehrain honton pe kahan se ab laaon,
Halaat ke mailay hote hain, ayaam ki batain hoti hain,
Arbaab’khard ki mehfil mein dil aur pareshan hota hai,
Kuch soch ke waqfey hote hain, kuch kaam ki batain hoti hain,
Alaam-e-zaman fursat dain to beth ke dil ka haal kahain,
Uss zulf ki musalsal ki batain, araam ki batain hoti hain,
Jo shair hamare sunte hain masti se Adam sar dhante hain,
Hum ehl-e-tareeqat ki batain, Alhaam ki batain hoti hain.

no likes.

Posted on November, 13 2012 12:07:44 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4238 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
mohabat bhari daastan chahta hoon,
Main tum sa koi meherban chahta hoan,
Na ho jis mein koi bhi dushman kisi ka,
Mohabbat ka aesa jahaan chahta hoon,
Wohi qehqahey, jhamgatey doston ke,
Mein phir wohi shokhiyan chahta hoon,
Mohabbat ki chashm-e-karam karde mujh per,
Karri dhoop mein saayebaan chahta hoon,
Wohi raat joban pe aayi huyi,
Sitaron ki woh kehkashan chahta hoon,
Bari der tak sahilon pe tehelna,
Gayi rut ka pehle samaan chahta hoon..

no likes.

Posted on November, 13 2012 06:12:15 PM

Lioness


Age: 31 Female
4219 days old here
Total Posts: 607
Points : 142

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
Usay Kehna.... K Uski Yaad Main Be-Had Aziyyat Hai.
Ya Apna Naqsh Dho jaye.. Ya Pher se mera Ho Jaye.


no likes.

Posted on November, 15 2012 10:29:24 AM

Tayyab96


Age: 28 Male
4411 days old here
Total Posts: 3434
Points : 149

Location:
Gujranwala, Pakistan

Status : Offline
Laga na dil ko kya sunaa nahin tu ne,
Jo kuch ke Meer ka is aashqui ne haal kiya..


no likes.

Posted on November, 18 2012 07:35:08 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Meri Khamooshion Ka Raaz Mujhe Khud Nahi Maloom,
Najanay Kyun Loog Mujhe Maghroor Samajhtay Hain..

no likes.

Posted on December, 23 2012 12:53:16 AM

lailagul


Age: 29 Female
4402 days old here
Total Posts: 174
Points : 67

Location:
islamabad, Pakistan

Status : Offline
GREAT

no likes.

Posted on January, 14 2013 06:33:52 PM

shahzaib2222


Age: 29 Male
4181 days old here
Total Posts: 592
Points : 136

Location:
jand, Pakistan

Status : Offline
Wehshatain Barhti Gayin Hijr Ke Aazaar Ke Saath Ab Tou Ham Baat BhiKartay Nahi Gham Khwaar Ke Saath Ab Tou Ham Ghar Se Nikaltay Hain Tou Rakh Detay Hain Taaq Per Izzat-e-Saadaat Bhi Dastaar Ke Saath Ek Tou Khwaab Lye Phirtay Ho Galyon Galyon Os Pe Takraar Bhi Kartay Ho Kharidaar Ke Saath Is Qadar Khauf Hai Os Sheher Ki Galyon Mein Ke LoogChaap Suntay Hain […]

no likes.

Posted on January, 14 2013 07:44:04 PM