Forums > Poetry / Ghazal Corner > Intazar ke pal bitana mushkil hai
naveedanjumjavaid


Age: 33 Male
4633 days old here
Total Posts: 353
Points : 12

Location:
quetta, Pakistan

Status : Offline
Subject : Intazar ke pal bitana mushkil hai
Intazar ke pal bitana mushkil hai

Beete hue lamhe wapas lana mushkil hai

Jo ek baar bas jaye dil me dhadkan ban ke

Use dil se bhulana mushkil hai.

no likes.

Posted on October, 30 2012 11:32:53 AM


bawa125


Age: 33 Male
4228 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Naam Naa Lo Mohabbat Ka "Mohabbat" Hum Bhi Kar Chuken Hain

Log Kehte Hain Mohabbat Zindagi Hai Par Hum Tho Kab Ke Mar Chukain Hain...

no likes.

Posted on October, 30 2012 02:12:04 PM

saim14399


Age: 31 Male
4450 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Subha k Takht Nasheen shaam ko
Mujrim thehre…..!
Humne pal-bhar mai Naseebon ko
badaltay dekha…..!

no likes.

Posted on October, 30 2012 03:47:00 PM

bawa125


Age: 33 Male
4228 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Zara yad kr k wo kon tha
Jo kabhi tujhe bhi aziz tha
Wo jo jee utha tere nam se
Wo jo mer mita tere nam pe

no likes.

Posted on October, 31 2012 12:48:44 PM

riabest


Age: 32 Female
4231 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
Maqrooz-e gham-e deeda-e tar hai tera Mohsin
Muddat say yoonhi khaak\’basar hai tera Mohsin
Shaiyed kisi rastay ki hawa teri khabar day
Iss waastay masroof-e safar hai tera Mohsin

no likes.

Posted on November, 09 2012 02:23:59 PM

sahilgee169


Age: 30 Male
4198 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
Toot kar umeed apni karchiyon mai bat jai gi
rezah rezah ho gy arman phattar ki tarah

no likes.

Posted on November, 09 2012 03:01:28 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4231 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
aya nahin woh reh gaye rasty sajy sajaye,
yeh saal bhi guzar gaya har saal ki tarha.

no likes.

Posted on November, 09 2012 03:19:37 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4248 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Tumhara kia hy tumhey tu bas bazi sy taluq hy wajbi sa
ye khail hy meri zindagi ka, ka mera jo kuch hy dao par hy.

no likes.

Posted on November, 09 2012 05:56:23 PM

fulllshareef


Age: 34 Male
4228 days old here
Total Posts: 249
Points : 100

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Dekha tha usne chand sa chehra zara si der,
Ta’der aayine mein barri roshni rahi.

no likes.

Posted on November, 09 2012 06:05:06 PM

salubhai169


Age: 30 Male
4229 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Gham-e-zindagi kia sunaon?
Mery paper aa rahe hain…
Main khushi kahan se laon
Mery paper aa rahe hain..
Tumhen ye gila hy k
Mizaj kyun hain barham,
Kaho kaise musukuraon
Mery paper aa rahe hain…
Tumhen EID ki khushi hy,
Mujhe yaad hy wo lekin,
Main ye kaise bhool jaon
Mery paper aa rahe hain

no likes.

Posted on November, 10 2012 09:17:21 AM

sahilgee169


Age: 30 Male
4198 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
Teacher to Boy
Ek taraf paisa hai
ek taraf damag

kiya lo ge?
Boy: paisa
Teacher: Ghalat..
Ager Me hoty to Demag leti..
Boy: Jis k pass jo nahi ha vo wohi leta hai

no likes.

Posted on November, 10 2012 12:39:12 PM

riabest


Age: 32 Female
4231 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
Ek Din Mere KinaroN meiN Simat Jayegi,
Thehre Paani Si Khamosh Mohabbat ..

no likes.

Posted on November, 10 2012 03:09:47 PM

bawa125


Age: 33 Male
4228 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline

Sar-basar jin mein faqat teri jhalak milti thi
Ab muyassar hamin who khwaab kahan aatey hain

no likes.

Posted on November, 10 2012 03:21:25 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4248 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Yeh shararat bhara lehjaa to meri aadat hai,
Tu har ik baat pe yu’n nam na kiya kar aankhain.

no likes.

Posted on November, 10 2012 08:33:46 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4231 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Sunaa hai ab kisi se wafaa kar raha hai woh,
Aye zindagi khushi se kahin mar na jaaon main,,.

no likes.

Posted on November, 10 2012 10:39:02 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4200 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Jab guzar jaye gi Bahaar to Kya Karogay
Yaad aaye ga Mera Pyaar to Kya Karo gay
.
Satatey ho aise jaise Ajnabi hoon Main
Jab Roothe ga Tum se Yaar to Kya Karo gay
.
Apnao gay kisi aur ko mujhe tanha chor kar
Usey hoga na tum se Pyaar to Kya Karo gay
.
Aakhir Laut aao gye Tum Meri Raahon pe
Phir milega na pehla Pyaar to Kya Karo gay
.
Abhi to Hanste ho Meri Wafaon pe MOHSIN
Yaar phir Rona bhi hoga Bekaar to Kya Karo gay.


no likes.

Posted on November, 10 2012 11:18:43 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4200 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Gallion sai meri tum nay guzar kar nahin daikha
Ghum yeh hai keh khushiyon nay mera ghar nahin daikha
.
Mehroom hai wo pyar ki doolat sai abhi tuk
Dil jis nay kahin apna laga kar nahindaikha
.
Gumnaan hai wo phool gulistaan-e- jahan mein
Khusboo ki tarha jis nay bikhar kar nahin daikha
.
Aainay fakat us ki tasali kay liye hein
Dulhan ki tarha jis nay sanwar kar nahin daikha
.
Yeh such hai mera qatal sar-e-aam howa hai
Kis ka tha meri peeth mein khanjar nahin daikha
.
Dil cheer kar niklay hein yeh ashaar mere
Afsoos inhein aap nay phar kar nahin daikha.

no likes.

Posted on November, 10 2012 11:20:53 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4200 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Zindagi k safar main akele the hum
Aap jaisa humeen mahrban mil gaya
.
Tum ne bakhshi hay humeen nayi zindagi
Warna dunya main koy humara na tha
Thi andheron main bhatki huy zindagi
.
.
Aur jine ka koy sahara na tha
Tum andheron main ban kar mile roshni
Jagmagata huwa ashiyan mil gaya
.
Tum agar ek ishara karo ge humeen
Chand tare bichaa deen ge hum rah main
Aazma kar humeen dekh lena kabhi
Jaan de deen ge hum aap ki chaha main
Aur ab kuch KHUDA se na magain gehum
Muskarata huwa gulstaan mil gaya
.
Apni kismat pe hum ko bara naaz hay
Humsafar mil gaya karwaan mil gaya
Zindagi k safar main akele the hum
Aap jesa humeen mehrban mil gaya

no likes.

Posted on November, 10 2012 11:26:04 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4200 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Sari zindgi mein
Ik pal to ESA ho,
.
Jo Tera/Mera Ho
.
Jis mein koi tesra na ho,
Hum door tk 1 dosre se
Batain krte Chalty jayin,
.
Aur un baton ko sun ny wala,
Or koi na ho,
.
Bas main Or tum Hon,
U hi bethe bethe ksi choti si baat pe,
Ham hans paren hanste hanste Aankhon sy,
Aansoo Nikl paren,
.
Un Aansoun ko saaf karny wala Or koi Na Ho,
Bas main Or Tum Ho,
A kash Saari Zindagi Main,
Ek pal to Aisa Ho Jo sirf Mera\Tera Ho
Sirf Tera/Mera

no likes.

Posted on November, 10 2012 11:27:48 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4200 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Tutta dil mera aur isey phir jod na saki
usney to mod liya muh apna par me mod na saki
.
dekhti rahi us gali ke kone tak usko
sochti rahi kya le gaya aur kya de gaya vo mujhko
.
diya usney haath aur me hi na saki
Jeena to ek taraf tha yaaro me thi kimaar bhi na saki
.
aati rahi uski yaadain jaise jaise beete din
Raato ko na soyi me jaagi taaro'n ko gin
.
Khud se tanha rehne lagi, duniya wale dur ki baat thi,
tha jisey pyar bahut us sey, me vo dewani thi.


no likes.

Posted on November, 10 2012 11:28:56 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4200 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Meri ratoon ki rahat din ka itminaanlay jana ,
Tumharay kaam aa jae ga , yeh saman lay jana
-
Tumharay baad kia rkhna ana say wasta koi ?
Tum apnay saath mera umer bhar ka maan lay jana
-
Shikista kay kuch raizay paray hein farsh par , chun lo
Agar tum jord sktay ho tu yeh guldaan lay jana
-
Udher almarion mein chand awraaqpareshan hein
Meray yeh baqimanda khuwab merijan lay jana
-
Tumhein esay tu khali haath rukhsat kar nahi sktay
Purani dosti hay is ski kuch pehchan lay jana
-
Irada kar liya hay tum nein gar sach much bicharnay ka !
Tu phir apnay yeh saray wada-o-pemaan lay jana
-
Agar thori bohat hay shaery say un ko dilchaspi
Tu un kay samnay tum mera yeh diwaan laay jana

no likes.

Posted on November, 10 2012 11:30:32 PM