wafa ka woh humain kuch aise sila dete hain: jaisa ek jurm ki mujrim ko saza dete hain: bach k raha karo in sy yeh husn wale hain: hansty hansaate hue zehar pila dete hain: jin k baghair hum mar mar k jiya karty hain: woh jab milty hain tuo jeeny ki dua dete hain: yahi bohat hai k un ko khayal hai itna: zakhm dete hain tuo marham bhi laga dete hain: mila k aankh kar lete hain qaail woh apna: baat karty hain tuo lafzon se hara dety hain...!!!
no likes.
|