Forums > Poetry / Ghazal Corner > “Sab hi ko sab Kuch Nhi milta”
naveedanjumjavaid


Age: 33 Male
4638 days old here
Total Posts: 353
Points : 12

Location:
quetta, Pakistan

Status : Offline
Subject : “Sab hi ko sab Kuch Nhi milta”
“Sab hi ko sab Kuch Nhi milta”

“Samndar ki her Leher ko Sahil
Nhi milta”

“Ye DIL walon Ki DUNYA hai DoSt”

“Kisi se dil nahi milta,

To koi dil se nahi milta,

no likes.

Posted on October, 30 2012 11:30:49 AM


riabest


Age: 32 Female
4236 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
Kis shoq, kis tamanna, kis darjaa saadgi se,
Hum aap ki shikayat karte hain aap hi se...

no likes.

Posted on November, 09 2012 03:13:31 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4236 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Silsila tor diya us ney to ye sadaen kesi..?
Ab jo milna hi nahi, phir ye wafaen kesi..?
Maine chaha tha sub shikwey giley door karna,
Us ney zehmat hi na ki sunney ki to ye aahen kesi..?
Ley lo wapas ye ansu, yeh tarap aor ye yaaden sari..?
Nahi koi jurm mera to phir ye sazaen kes,

no likes.

Posted on November, 09 2012 03:22:40 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4253 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Wo Ek Mouka To Mujhko Dei Baat Karne Ka Yaaron,
To Unhe Bhi Rula Dunga, Unhi Ke Sitam Suna Suna Kar.

no likes.

Posted on November, 09 2012 05:25:33 PM

salubhai169


Age: 30 Male
4234 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
The funniest situation in student life
when we have no idea what to write
in the exam paper n the supervisor comes
and
says, “please cover your answer sheet

no likes.

Posted on November, 10 2012 09:30:17 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4253 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Fasale aise bhi hon ge ye kabhi socha na tha,
Samane betha tha mere aur wo mera na tha,.

no likes.

Posted on November, 10 2012 08:58:31 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4236 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Yu’n to syed bhi ho, mirza bhi ho, afghan bhi ho,
Tum sabhi kuch ho, bataao to musalmaan bhi ho..

no likes.

Posted on November, 10 2012 09:40:01 PM

sahilgee169


Age: 30 Male
4203 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
Wo keh gya mera intezar mat karna, Main kaho to bhi mujhse pyar mat krna, Ye bhi kaha use pyar nhi mujhe, Or keh gya ki kisi or se pyr mat krna

no likes.

Posted on November, 11 2012 09:48:35 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4253 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Tum na aaye na tumhara koi paigham aya,
Kuch hawaaon se hi kehlaao ke raat kattey.

no likes.

Posted on November, 11 2012 06:27:59 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4236 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Ab tak tou kher teri tamana mein katt gayi,
Tu mil gaya tou sochta hon kya karon ga mein..

no likes.

Posted on November, 11 2012 09:29:23 PM

riabest


Age: 32 Female
4236 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
Khuda Kisi Ko Mohabbat Pe Fida Na Kare
Agar Kare To Kisi Ko Juda Na Kare...

no likes.

Posted on November, 11 2012 10:51:45 PM

bawa125


Age: 33 Male
4233 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Tujhe Ishq Ho Khuda Kare
Koi Tujh Ko Usse Juda Kare

no likes.

Posted on November, 12 2012 11:41:44 AM

salubhai169


Age: 30 Male
4234 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Koi titli hamarey paas aati bhi, to kia aati,

Yun ghut-ghut k mar jana, hamain manzoor tha laikin,
Kisi kam-zarf per zahir na ki majbooriyan hum nay,

Hum is mehmil main bus ek baar sach bolay thay,
Zabaan per umer bhar mehsoos ki chingariyon ham nay,

Samajhtay thay magar phir bhi na rakhi dooriyan humne,
Chiraghoon ko jalanay main jala ' li ungliyan hum nay...

no likes.

Posted on November, 12 2012 12:05:01 PM

salubhai169


Age: 30 Male
4234 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline

ap k pas kon sa mobile ha ?

.

.

.

.

.

.

.

.

.

hahahaha fool ~

no likes.

Posted on November, 13 2012 09:20:34 AM

bawa125


Age: 33 Male
4233 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Bin TereY Jee Na Sakoon Main Tou
Laut Aao Meri Sada Sun Lo
?

no likes.

Posted on November, 13 2012 11:18:15 AM

riabest


Age: 32 Female
4236 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
aati hain kabhi jab tujhe chu kar teri yadain,
Kar deti hain har shayy ko moatar teri yadain,
Yadain teri har baam pe karti hain chiraghaan,
Har gaam pe raqsaan sitamgar teri yadain,
Phir mere takheel ne tera akass bunaa hai,
Phir paint karain gi tera paikar teri yadain,
Roshan teri yaadon se muqaddar ka sitara,
Kismat ki lakeeron mein munawar teri yadain,
Jane yeh pazeerayi hai, rushwayi hai, kya hai,
Ab log manane lage ghar ghar teri yadain,
Yadain teri aati hain kabhi ban ke november,
Aati hain kabhi ban ke december teri yadain,
Mat pooch ke kis tarah nibhaa rakhi hai Raja,
Tujse bhi kahin barh ke hain khud’sar teri yadain.

no likes.

Posted on November, 13 2012 12:10:22 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4236 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
tumhare barey mein hum ne jtne bhi khawab dekhe,
Yeh khawab kab they dar-haqeeqat azaab dekhe,
Tumhare chehere ki chandni pe nazar ho jis ki,
Woh kese mumkin hai jalwaa mahtaab dekhe,
Yeh kher-o-shar ki tameez apni jagha hai lekin,
Jinon mein kis ne gunah dekhe sawaab dekhe,
Hamare honton pe peyas ab tak sajji huyi hai,
Tumhari chahat mein hum ne kya kya saraab dekhe,
Mere chaman me hai zard mausam ki hukmrani,
Zamana guzra hai koi taaza gulaab dekhe,
Teri nigahon ne mast-o-bekhud kiya hai warna,
Sharab dekhi na hum ne jaam-e-sharab dekhe,
Qaraar ik pal nahi hai us ke bagher Arshad,
Judai mein uski hum ne kitne azaab dekhe.

no likes.

Posted on November, 13 2012 06:13:52 PM

Tayyab96


Age: 28 Male
4409 days old here
Total Posts: 3434
Points : 149

Location:
Gujranwala, Pakistan

Status : Offline
Juz Tere Koi Bhi Din Raat Na Janay Mere
TU Kahan Hai Magar, Ay Dost Puraanay Mere ?
TU Bhi Khushbu Hai Magar Mera Tajassus Bekaar
Barq-e-Avaara Ki Manind Thikhane Mere
Shama Ki Lau Thi Ke Wo TU Tha Magar Hijr Ki Raat
Dair Tak Rota Raha Koi Sirhaane Mere
Khalq Ki Bekhabri Hai Ke Meri Rusvaai
Loog Mujh Ko Sunate Hain Fasaane Mere
Lut Ke Bhi Khush Hun Ashkon Se Bhara Hai Daman
Dekh Ghaarat-e-Dil Ye Bhi Khazane Mere
Aaj Ek Aur Baras Beet Gaya Os Ke Bagair
Jis Ke Hote Hue Hote Thay Zamane Mere
Kash TU Bhi Meri Aavaaz Sunta Ho
Phir Pukara Hai Tujhe Dil Ki Sadaa Ne Mere
Kash TU Bhi Kabhi Ajaye Masihai Ko
Loog Aate Hain Bohat Dil Ko Dukhane Mere
Kaash Auron Ki Tarah Main Bhi Keh Sakta
Baat Sun Li Hai Meri Aaj Khuda Ne Mere
TU Hai Kis Haal Main Ay Zud Faraamosh Mere
Mujh Ko Tou Chhin Liya Ehd-e-Vafa Ne Mere
Charagar Tou Bohat Hain Magar Ay Jaan-e-“Faraz”
Juz Tere Aur Koi Gham Na Jane Mere

no likes.

Posted on November, 15 2012 01:31:09 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4253 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Jism pathar, pathron mein jaan hai,
Kya koi iss sheher mein insaan hai?

no likes.

Posted on February, 05 2013 03:24:01 PM