Forums > Poetry / Ghazal Corner > shola-e-ishq bujhaanaa bhi nahi chaahtaa hai
tariqjavaid


Age: 61 Male
4606 days old here
Total Posts: 5615
Points : 209

Location:
Quetta, Pakistan

Status : Offline
Subject : shola-e-ishq bujhaanaa bhi nahi chaahtaa hai
shola-e-ishq bujhaanaa bhi nahi chaahtaa hai
vo magar Khud ko jalaanaa bhi nahi chaahtaa hai

us ko manzuur nahi hai miri gumraahi bhi
aur mujhe raah pe laana bhi nahi chaahtaa hai

sair bhi jism ke sehraa ki Khush aati hai magar
der tak Khaak uRaanaa bhi nahi chaahtaa ha

no likes.

Posted on October, 25 2012 02:51:15 PM


FarhanHassan


Age: 32 Male
4201 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Tujhe yaad karte hain har sans k bad,
Kabhi subh se pehle kabi sham k bad.
Kabhi milo to kuch Karen batein,
Ek jam se pehle ek jam ke bad.
Dil ki dewaron pe tera nam likte hain,
Kabhi fursat mein kabhi kaam ke bad.
Mere marne k bad b log tujhe pukaren ge SUNY ,
Kabhi mere NAAM se pehle kabhi mere NAAM k bad.

no likes.

Posted on November, 11 2012 12:07:22 AM

Rohama


Age: 30 Female
4245 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Kis kis ada se Tujhe maanga hai RABB se...

Aao kabhi mujhe Sajdon main sisaksta dekho ...


no likes.

Posted on November, 11 2012 01:36:42 AM

salubhai169


Age: 30 Male
4230 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Keep.....................IN TOUCH WID ME.....OTHERWISE............................1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23 24 25 26 27 28 29 30 31 32 ALL..........UR TEETH WILL B BROKEN!

no likes.

Posted on November, 11 2012 08:45:33 AM

sahilgee169


Age: 30 Male
4199 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
Nigahe dikha kar kiya dil ko zakhmi
Adae dikha kar sitam thaa rahe
Wafao ka kya khub sila diya hay
Tadap ta hua chhod kar zaa rahe ho

no likes.

Posted on November, 11 2012 09:33:27 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4249 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Tere bagher guzarta nahi tha ek pal bhi,
Tere bagher magar zindagi guzaari hai..

no likes.

Posted on November, 11 2012 07:13:48 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4232 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Mujhay Mojzon Par Yaqeen Tha.
Tu Bicher Gaya, So Nahi Raha..

no likes.

Posted on November, 11 2012 08:47:15 PM

salubhai169


Age: 30 Male
4230 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Karray Hain Hijar k Lamhaat,Uss Se Keh Dena
Bikhar Rahi Hay Meri Zaat,Uss Se Keh Dena

Hawa-e-Mousam- e-Gham Uss k Shehar Jaye To
Mery Dukhoon Ki Koi Baat Uss Se Keh Dena

Yeh WeHshatein,Yeh Udasi,Yeh RatJagoo k Azaab
Ussi Ki Hain Yeh Inayaat,Uss Se Keh Dena

Bohat Taweel Bohat KarabNaak Hoti Hain
Judayion Ki Har Ik Raat,Uss Se Keh Dena

Vo Dil Ki Bazi Jahan Mujh Se Jeetna Chahey
Main Maan Loon Ga Vohin Maat,Uss Se Keh Dena

Wafa Ki Raah Mein,Main Aaj bhi Akaila Hoon
Koi Nahi Hay Mery Saath,Uss Se Keh Dena

no likes.

Posted on November, 12 2012 12:09:26 PM

salubhai169


Age: 30 Male
4230 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Sun To Sahii Jahaan Main Hai Teraa Fasaanaa Kyaa

Kahti Hai Tujh Se Khalq-E-Khudaa Gaibanaa Kya

Zina Saba Kaa Dhundati Hai Apni Musht-E-Khaak

Baam-E-Baland Yaar Ka Hai Astana Kya

Ati Hai Kis Tarah Se Meri Kabz-E-Ruuh Ko

Dekhun To Maut Dhund Rahe Hai Bahana Kya

Betab Hai Kamal Hamara Dil-E-Aziim

Mahmaan Saray-E-Jism Ka Hoga Ravana Kya

no likes.

Posted on November, 13 2012 09:16:33 AM

bawa125


Age: 33 Male
4229 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Issi Khayaal se Ansoo Chupa liye Main nay....
: :
Udaas Ho k Kisi ko Udaas kia Karna .........

no likes.

Posted on November, 13 2012 11:12:23 AM

riabest


Age: 32 Female
4232 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
simat’ta hi nahin aesa safar hai,
Mohabbat bhi bohat lamba safar hai,
Jahan hadh-e-nazar tak raste hon,
Kisi par kya khule kitna safar hai,
Zara dushwaar to ho gi mohabbat,
Abhi is dasht mein pehla safar hai,
Chalo kuch door mera sath hi do,
Phir us ke baad to tanha safar hai,
Tayi’yun hi nahin manzil ka koi,
Hamain dar’pesh anjaana safar hai,
Safar kuch aur bhi hai kefiyat ka,
Tumhara wassal to aadha safar hai.

no likes.

Posted on November, 13 2012 12:11:04 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4232 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
bichar gaya hai jo ab us ka malaal kya karna,
Ab us ki yaad mein jeena muhaal kya karna,
Mein janta hoon ke woh bewafa na maaney ga,
Wohi jawab miley ga, Sawal kya karna,
Tu hijar de gaya aur pyar ko bhula betha,
Woh bewafa tha ab us ka khayal kya karna,
Usey bhulana hi Arshad teri bhalayi hai,
Dil-e-tabaah ko ab hasta haal kya karna.

no likes.

Posted on November, 13 2012 06:14:27 PM

Tayyab96


Age: 28 Male
4405 days old here
Total Posts: 3434
Points : 149

Location:
Gujranwala, Pakistan

Status : Offline
Juz Tere Koi Bhi Din Raat Na Janay Mere
TU Kahan Hai Magar, Ay Dost Puraanay Mere ?
TU Bhi Khushbu Hai Magar Mera Tajassus Bekaar
Barq-e-Avaara Ki Manind Thikhane Mere
Shama Ki Lau Thi Ke Wo TU Tha Magar Hijr Ki Raat
Dair Tak Rota Raha Koi Sirhaane Mere
Khalq Ki Bekhabri Hai Ke Meri Rusvaai
Loog Mujh Ko Sunate Hain Fasaane Mere
Lut Ke Bhi Khush Hun Ashkon Se Bhara Hai Daman
Dekh Ghaarat-e-Dil Ye Bhi Khazane Mere
Aaj Ek Aur Baras Beet Gaya Os Ke Bagair
Jis Ke Hote Hue Hote Thay Zamane Mere
Kash TU Bhi Meri Aavaaz Sunta Ho
Phir Pukara Hai Tujhe Dil Ki Sadaa Ne Mere
Kash TU Bhi Kabhi Ajaye Masihai Ko
Loog Aate Hain Bohat Dil Ko Dukhane Mere
Kaash Auron Ki Tarah Main Bhi Keh Sakta
Baat Sun Li Hai Meri Aaj Khuda Ne Mere
TU Hai Kis Haal Main Ay Zud Faraamosh Mere
Mujh Ko Tou Chhin Liya Ehd-e-Vafa Ne Mere
Charagar Tou Bohat Hain Magar Ay Jaan-e-“Faraz”
Juz Tere Aur Koi Gham Na Jane Mere

no likes.

Posted on November, 15 2012 01:31:19 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4249 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Jism pathar, pathron mein jaan hai,
Kya koi iss sheher mein insaan hai?

no likes.

Posted on February, 05 2013 03:24:02 PM